Beta:

ammi kya pasand ke shadi karny

sy ghar waly naraz hoty hain?

Maa:

tu yakenan kisi churail k chakar main hoga

or ye sub tujhy usi daayen ny kaha hoga,

ye aaj ke larkiyan to bus larkon ko phansany

main lagi rehti hain jahan acha larka dekha shuru ho gayen,

beta in sy bach k rehna ye bohat makkar

hote hain or inka to khandan bhe_.

Beta:

ammi aisa kuch nahe wo to abou bata rahy thay

k ap dono ke pasand ke shadi thi.