Na jane aaj fir unko dil yaad karta hai
Na jane aaj fir dil unki raah taakta hai
Na jane kyo aaj bhi aankhein nam hai
Na jane kyo ham aaj bhi unke jane ka gam hai
Na jane kyo wo aaye hamari jindagi me
Na jane kyo hamne kho diyo khud hi hathon se
Na jane kyo ruswa kar diya jindagi se
Na jane kyo dil kehta hai wo lout aaye
Na jane kyo kisi or ki kushiya khone ka darr hai
Na jane kyo hamne thaam diya hath unka kisi or ko
Na jane kyo ham khud hi bhatak gaye manjil se
Na jane kyo….
He he he
Saloni Jain