Na jane kis yaad ne li karwat

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (1 votes, average: 5.00 out of 5)
Loading...
Shared by : On :

Na Jane Kis Yaad Ne Li Karwat Aaj
Hua Darde Dil Mehsoos Fir Aaj
Aayi Kuch Yaaden Fir Se Aaj
Wo Tera Mujhe Chod Ke Jana

Wo Tera Wada Na Nibhana
Wo Teri Berukhi Wo Teri Nazarandazgi
Kyu Kiya Tune Esa Jo Hua
Hai Mera Ye Haal Aaj
Kiya Kismat Ne Juda Kyu
Jo Yaad Aaya Fir Se Tu Aaj
Yu To Kabhi Na Juda Kar Saka Tujhe Mai
Par Hai Diya Hua Tera Dard Beilaaj Aaj