Mujhse Gar Dosti Nibhaani Thi
Aapne Dil Mein, Na Tum Gilaa Rakhte
Gar Kahi Rakhte To Baat Aur Hi Thi
Dushmani Mein Bhi, Zara Wafaa Rakhte
Aaj Jo Num Hai, Jaa Ke Dekh Apni Nazron Se
Aaj Jo Num Hai, Jaa Ke Dekh Apni Nazron Se
Hote Yeh Aansun, Gar Inme Dastaan Rakhte
Mujhse Gar Dosti Nibhaani Thi
Aapne Dil Mein, Na Tum Gilaa Rakhte
Hai Muqadaar Ki Baat Khoob Kahi, Mere Yaaron
Thi Khata Apni, Aise Na Haaunslaa Rakhte
Phool Haazir Hai Phir Bhi Teri Dillagi Ki Nazar
Kaash Is Baagh Ko Tum Aise, Hi Sajaa Rakhte
‘Mast’ Jadh Jaayegaa Aakhir Hai Saal Patjahd Ka
Meri Maiyaat Par To Haathon Mein, Na Heena Rakhte
Mujhse Gar Dosti Nibhaani Thi
Aapne Dil Mein, Na Tum Gilaa Rakhte
Gar Kahi Rakhte To Baat Aur Hi Thi
Dushmani Mein Bhi, Zara Wafaa Rakhte