Humse yu aapne kyon rista tod liya

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (1 votes, average: 5.00 out of 5)
Loading...
Shared by : On :

Humse Yu Aapne Kyon Rista Tod Liya
Ruswai Tohfe Mein Dekar Yu Tanha Chod Diya.
Suni Sunayee Baaton Pe Yakeen Karke Aap,
Muh Ferkar Yu Chal Diye Yakeen Tod Diya.
Kaanch Sa Nazuk Hai Dil Hamara Sanam,
Aapne Gairon Ke Khatir Dil Tod Diya.
Chand Lamhon Ki Khushiyan Daaaman Mein Sametne Ke Liye,
Aapne Umar Bhar Ka Naata Hamara Gham Se Jod Diya.
Tere Bina Ab Hum Tanha Kaise Jee Payenge,
Aap Jo The Humsafar Kyon Muh Mod Liya.