Dosti Todne Ki Mansa Nahi Thi
Mahaan Banne Ki Bhee Mansa Nahi Thi
Tum Bhali Thi Dill Maanta Tha
Par Wo Bhee Bhala Hain ,Dill Ye Jaanta Tha
Dill Tuta Hain Aisa ,Dard Dekhte Hin Darr Jaati Hoon
Tumlogon Ke Dill Se Khel Rahi Hoon
Jabki Khudd Bhii Dill Ke Haatho Ro Rahi Hoon
Aaj Ka Darr Na Ho Toh Kya,Kal Ka Jaroor Rakhna
Sabko Jaana Hai Upar ,Apna Muooh Hai Dikhaana
Maana Mujhe Hakk Na Tha Tumhaare Jivan Main
Sab Kutch Ho Raha Tha Mere Saamne Main
Ek Bhla Sa Maanush Tadap Ke Reh Jaayega
Dill Ka Kamjor Hoga Toh Jindgi Bikhar Ke Reh Jaayega
Matt Khelo Diloon Se Wo Tutt Ke Reh Jaayega
Apni Galti Mujh Pe Thoppp Ke Khush Badi Ho Hoti
Logoo Ke Saamne Mukhoota Pehan Ke Mujhe Unguli Ho Dikhaati
Aaina Baar Baar Dekhti Or Ho Muskuraati
Sachcha Aaina Mann Aatma Hai ,Usse Bhi Kya Ho Bach Paati
Jivan Main Ek Hin Galti Dohraai Nahi Jaati
Jo Dohraai Jaye Wo Galti Nahi Kehlaati
Kisi Ko Rulaake Tumhaine Bhi Chain Na Aayega
Kab Tak Bachh Paaogi ,Ek Din Asliyat Saamne Aayega