Din Kabhii Yunbhi Aise Hii Guzar Jaata Hain
Bikhre Moti Aankhon Mein Liye Aata Hain
Thii Jo Guzri Aur Guzaarne Kii Kwaashish
Dono Hii Ko Paani Se Bhigo Jaata Hain
Chod Kar Kai Pakda Hain Tera Daman
Aaj Phirse Haathon Se Nikal Jaata Hain
Baat Kehne Ki Hai Mohabbat Yaaron
Jis Par Beeti Hai Usko Hii Nazar Aata Hain
Chale Jaate Hai Dur Bahut Dur Bahut Dur Unse
Phir Bhi ‘Shaatir’ Mere Peeche Hii Nazar Aata
Yun To Aana Hai Laut Kar Ghar Bhi Wapas
Beraham Waqt Hi Sadron Mein Nikal Jaata Hain
Aab Naa Karna Is Haseen Palkon Ko Zara Bhi Giila
Tujhse Koi Ranjhh Nahin Inse To Mera Naata Hain.
Din Kabhii Yunbhi Aise Hii Guzar Jaata Hain
Bikhre Moti Aankhon Mein Liye Aata Hain