Tum na samjhe kabhii ne jana ye

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (1 votes, average: 5.00 out of 5)
Loading...
Shared by : On :

Tum Na Samjhe Kabhii Tum Ne Na Jana Kabhii
Ye Dil Kitna Tarsa Hai Ye Dil Kitna Tadfa Hai
Raate Guzri Karvaton Mai Din Guzare Tasav.Uur Mai
Pal Guzare Intazar Mai Chaand Ko Chhu.Aa Tanhai Mai
Chahat Barsi Barish Mai Umag Bhar Aa.Ii Maujo Mai
Tujhe Dhunda Geeto Ghazlon Mai Jassbat Paye Kagazon Mai
Bedili Rahi Mehafilon Mai Dil Duuba Samandar Mai
Kitna Pyaar Ka Hua Mai Kitna Dard Ka Hua Mai
Tum Na Samjhe Kabhi Tum Ne Na Jana Kabhi
Ye Dil Kitna Tarsa Hai Ye Dil Kitna Tadfa Hai