Dil Diya Magar Pyaar Karna Na Aaya
Tuje Sanam Ikrar Karna Na Aaya
Wo Talabgar Rahe Teri Ek Han Ke
Aur Tuje Takrar Karna Na Aaya
Tune Samaj Liya Har Ek Ko Bewafa
Magar Tuje Bhi To Etbaar Karna Na Aaya
Tadapte Rahe Wo Teri Ek Shikayat Ko
Lekin Tuje Takraar Karna Na Aaya
Dil Hi Dil Me Maan Liya Use Apna
Magar Tuje Pyar Karna Na Aaya Hai Sanam
Tuje Pyaar Karna Na Aaya Kisi Par Aitbaar Karna Na Aaya