Phoul de kar har le aaya houn

Phoul De Kar Har Le Aaya Houn Main
Phoul De Kar Har Le Aaya Houn Main
Hijr Ke Azaar Le Aaya Houn Main
Aur Tou Kuchh Bhi Nahin Hain Mere Paas
Aur Tou Kuchh Bhi Nahin Hain Mere Paas
Ek Dil~e~bimaar Le Aaya Houn Main

Ho Na Paaya Unka Mera Samna
Ho Na Paaya Unka Mera Samna
Hasrat~e~deedar Le Aaya Houn Main
Ghaam Jo Tanhaai Mein Dashte Thein
Ghaam Jo Tanhaai Mein Dashte Thein
Tasaar~e~baazar Le Aaya Houn Main
Zindegi Ke Rashte Aasaan Thein
Zindegi Ke Rashte Aasaan Thein
Kar Ke Kyoun Dushwar Le Aaya Houn Main
Puchhte Ho Mujh Se “Kazi” Laaye Keya
Puchhte Ho Mujh Se Kazi Laaye Keya
Dard Ke Ambar Le Aaya Houn Main
Phoul De Kar Har Le Aaya Houn Main
Hijr Ke Azaar Le Aaya Houn Main