Na Aaya Khayal Ki Mujhe Bhi Guzarna Hoga
Mujhe Bhi Saab Ki Tarah Ek Din Maarna Hoga
Doston Ke Aankho Main Ashkon Ka Samandar
Mere Samne Mera Hi Bejaan Sa Jism Para Tha

Aapni Hi Laash Dekh Ke Zaar Zaar Roo Rahi Thi
Na Samjh Aaya Ek Pal Mujhe Kya Ho Raha Hai
Bheegi Aankhe Meri Sahar Se Pehle Khul Gayi
Meri Maut Ki Tasveer Dhundh Hokar Dhul Gayi
Haqeeqat E Duniya Khwabon Main Nazar Aai
Khwab Main Khud Ke Kaza Ka Manzar Dekha