Qasim (A.S) Karbala Ka Ajab Intikhab Tha

Tifli Mein Bhi Hassan (A.S) Ka Mukamal Shabab Tha

Qasim (A.S) Karbala Mein Woh Johar Dikha Gaye

Bhaghoron Ki Aoladon Ko Ali (A.S) Yaad Aa Gaye