Kia jalwa karbala mein dikhaya hussain ne

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (1 votes, average: 5.00 out of 5)
Loading...
Shared by : On :

Kia Jalwa Karbala Mein

Dikhaya HUSSAIN Ne

Sajde Mein Ja k Sar

Kataya HUSSAIN Ne

Naize Pe Sar Tha Aur

Zubaan Pr Aayatei?n

QURAAN Is Terha

Sunaya HUSSAIN Ne

NANA k DEEN Pe Har

Cheez Waar Dii

Kuch Na Apne Paas

Bachaya HUSSAIN Ne

Kyun AAQA (S.A.W.W) Ko

Na Apne Nawasey Pe

Naaz Ho

Har QAUL

MUSTAFA (S.A.W.W) Ka

Nibhaya HUSSAIN Ne