PYAR K SIDE EFFECT

1) kisi or ko dekh nhi skty agr dkha to shamat aa jayegi:-(

2) So k utho to musibat ko lazmi batao:-)

3) Khana khaya ya nahi sara hisab 2:-@

4) Rat ko call pe lazmi baat kro wrna phr shak;-)

5) Ghalti se b 12 baje k bad numb bzy gya to beta tu kam se gaya ;-(

Finally banda sochta ha yar

MAiN NE PYAR Q KIYA.