Jab yaadon kay dareechay kholon to kuch log buhat yaad atay hain

Main apna maazi sochon to kuch log buhat yaad atay hain,

Ab Janay kis nagri mein soye huway hain barson say

Main raat gaye tak Jaagon to kuch log buhat yaad atay hain

Kuch batain the phoolon Jesi kuch khUShbu Jeseay lehJay he

Main sehn-e-chaman main tehloon to kuch log buhat yaad ate hain

Wo pal bhar main rooth Jana or phir man b Jana

Main aksar khud se rothon to kuch log buhat yaad ate Hain.