Kbhi Jab Yaad Ajao’n Tou

Ek Muskan Ka Sadqa

Humary Nam Kr Dena

Bs Ek Khamosh Sa Jazba

Dua Ki Maang Main Bhar Kr

Humai’n Arsal Kr Dena

Humai’n Tum Yaad Kr Lena…