Apnay Ghamon ki yun numaish na kar,

Apnay naseeb ki yun Aazmaish na kar,

Jo tera hai, tere dar par khud aayega!

Roz usay paanay ki khwahish na kar..