Har Kinare Ko Kinara Na Samjhna
Har Sathi Ko Apna Sahara Na Samjhna
Nazar Nazar Ka Fark Hota Hai Yaro
Har Nazar Ko Pyar Ka Eshaara Na Samjhna