Eid Ko Bhi, Thame Nahin Hain Us Maa Ke Aansu!
Baarhaa Dekhti Hai Aankh Uthaaye Upar!
Kahan Hai Us Kaa Jawaan Beta: Kya Kare? Ya Rab!
Yeh Kya Hua Hai Is Zameen Ko? Sochta Hai Bashar!!