Ghum se khali nahin jism ka kona






Related SMS
- Lo aa gai hain lotkar phir se
- Meri aakhon se behte huwey paani ke
- Teri mohabbat mil jati mujhe par shayad
- Chheeni thi kisi ne khushi aaj koi
- Kashtiya jo bhatke to unhe saahil zarur
- Iss zamane ne na pucho kya sikha
- Kabi accha lage to bura teri judia
- Ek wo din tha tere pal ki
- Mila hai aakhiri khat aaj unki jaanib
- Ik khalish si khichti rahi sene mein
- Dil jeet le wo jigar hum bhi
- In musafiron kee tarah kabhi raah mein
- Husn agar bewafa na hota to ashiqon
- Do pal min unhone humari jindagi sawaar
- Mere dil ka dard kisi ne dekha
- Parde me hai to itna hai ki
- Humne apne pyaar ko jeene kaa maksad
- Kash koi mere dil ke dard ko
- Wo insaan tha ya farishta hum sochte
- Na meri koi manzil hai kinara tanhai
- Mai insaan hoke bhi na ban saka
- Kahein kya jab se mohabbat ho gayi
- Hamari aankhon mein koi karishma zarur hain
- Jara sa muskurakar humko rula kar chali
- Tum nahii gam sharab aise tanhayee kaa
- Mujh se nazren badal ne ke baad
- Hum jub se tumhari yaad main khoay
- Kuch log kitne kareeb hote hain kush
- Ishq mai dil per her ek chot
- In pardayseeyow say dil mat lagana ka
- Phulon ka unhey kya ilm kaaton sey
- Yunhi ankhoon se ansu behte nahin kisi
- Tammana hai mere dil ki ek ghar
- Khilte hain wahan phool ya kante besumar
- Gila to phir bhi nahi humko saza
- Pyar mera sach nahi yan wafa ki
- Mera dil churakar khud ko bekasoor kehte
- Meri terah hazaron zakham dil pe khaye
- Naa jane kyun is dil mein ye
- Bhula ker tumhe jiye kis tarah dard
- Ab wo valvala e jawaani aashkara nahi hai hume
- Roke hum doston se kya kehte apna
- Kureda waqt ne mere iss dil ke
- Bidaae pe gulaal lagaane ka silsilaa yun
- Kabhi parh ko deemak lag jae ya
- Aggar dil torna hai mera to tamaasha
- Chehre te wafa aur dil vich bewafai
- Agar janna chaho ki hum tumhe kitna
- Dhoka pyaar mein mile to khana chahiye
- Wo har baar agar roop badal kar
- Wo dil mein hai dhadkan rooh hai
- Mauzud the andheron mein ujaalo ki tarah
- Dil milaakar kya mila judaai ka zehar
- Ghum ko chhupane ke liye muskurate hai
- Dil ki deewaar pe koi apnaa naam
- Barbaad kar gaye woh zindagi pyaar ke
- Guman thha hume apne pyar pe kabhi
- Na jaane haseenon ko etne bahaane kahaan
- Har ek baat ki vajah nahin hoti
- Adaa unki aur diwane hum bane wafa
- Gulaab ki basti mein kanten hee shaan
- Mohabat ke bhi kuch andaz hote hai
- Mein samundar hun tu kinara feear bhi
- Dil ek khilona hai behlane ka bhar
- Mane usse kaha mere ghar mein aag
- Dard jitna saha jaye utna hi sehna
- Meri barbadi ka manjar dekhte rahana mai
- Bahut kam hote hain aise zinhe sacchi
- Aag mein kood gaye kuch na hua
- Khatm kabhi na hogi meri shikyat aur
- Khyalon mein wahi sapno lekin unki yaadon
- Saath hum the magar hamne jana nahin
- Agar milega waqt to bataenge unko unke
- Tamaam shehar dooba raha tanhai main ye
- Zindagi khawboh ki tabeer ban jati jo
- Gham mila kashti doob jane ka
- Gamon ka dour jaari hai aaj ki
- Chehre ki hansi se har gam ko
- Najre na jhukao humse apni milane ke
- Gumnami ke andhero mein mujhe jakadene wali
- Uski yaad mein dekho hum kya karte
- Kabhi to ki hogi suraj ne chand
- Ae chand tujh dakh ker kasi madhoshi
- Jivanke safarme hum jinko samjhe the hamare
- Jala diya hain waqt ne aashyaan mere
- Har aahat pe hum chauke lamha tumhe
- Dil ki awaaz ko shayri mein likha
- Koi bedard samje humko hum nehi iss
- Kuch ko kagaz par utaare nashe me
- Duniya ko is ka chehrah dhikhana padha
- Aaj akhiri din tha aur jaate jaate bhi
- Jahan bhi ho chale aao tumhe yaadein
- Afsos wo tab hota jab dil ka
- Tum asar rat ka kaho ya janam
- Shamil hai mera khoon tere is heena
- Is dil ki dhadkan ko usney dharkaya
- Zubaan ne bol diya magar dil ko
- Do kadam chale aur saath gaya ishq
- Zingi ki har kwahish tumhi se ho
- Inhe kehna ki palko pe na rakhe
- Jal jayenge tere pyar me agar tu
- Meri aankho mein dekhenge to gum e
- Kahi raah mein yoonhi agar tum mil
- Kuch der thehar jaate to achcha tha
- Jispe bharosa kiya usne hi toda jisko
- Tum hame akele chhod kar chale gaye
- Bada saaj dhaj ke mera janaja nikala
- Unki ek yaad bechain kar jati hai
- Sir jhuka k sajda kare tere der
- Naam tera mera na mil saka hai
- Taumer rahe tujhse door gum na hoga
- Waqt ki meharbani jisko mile wo koi
- Kaun kehta hai suraj aasman mein hai
- Khoob ghum ki halat hain k mein
- Khuda ne kismat sabko di kisi ko
- Zindagi say duur janay walay meray dil
- Aaj jana tere jhootey lafon ko main
- Ab zindagi me koi sahara nahin raha
- Na jaane kitni minnate ki thikhuda se
- Jo chahte the ek din hum jiye
- Hum sochte hai humein yaad rakha nahi
- Dard e dil ka mazza pyar kerne ke badd
- Dhol bajey tashey teri baaraat to suj
- Chhup ke ehetma mein safar ka pata
- Hamara dard koi na jane sab apni
- Najdikiyan kam mohhabat karti hai duriyan hi
- Ab umeed ke sahare jeejatey hain zeher
- Tumhari mang me sitare hai betab roshan
- Mohabbat kii hain humne koi vyapar nahi
- Ulajh jaye woh nahi bun jaya karte
- Raj ay mahabbat sub se chupana padta
- Dil sheesha ho ya patthar akhir ise
- Meri zindagi ka saaz bhi mere har
- Vallah beghar hain benaam hoon main dil
- Hum rahi hai us manzil ke jiska
- Tumhari be rehmi ki intehaa kaha tak hain
- Yaad karti hoon woh din gusari hoi
- Aap se milne ka mann bahut kar
- Zindagi se apni kyun jod diya mujhe
- Mera vidroh galat ho sakata hai lekin
- Kaaynaat e azeem se pareshaan hai kyun bandey tune
- Dost to humare bhee kuch kam nahi
- Kabhi shah e rag ke kareeb thaa abhi waham o khawab o khayaal
- Raste hamare badal gaye juda do dil
- Saans hai sahami hui si dhadakano ko
- Yaari hai yaar bhi aayi bahar hai
- Meri hasrat vich jo aida koi khuda
- Jist ki sard raahon pe do kadam
- Kyu insan mann ki baat chupate haikyu
- Khobsurat pholon ko chum lena chahiye nihara
- Dukh wich sajan vi kinaara kargaye hasdi
- Ik umer beet gai usde pyar vich
- Asi pyar naal dil mangeya tusi kabra
- Kya kahun khud ko kaisa dur bdur maine
- Teri firaunyat ki hai to bas auqaat
- Bas aek tuu na milaa raah e shauq mein
- Rusvea kiya khuda ko unke liye fir
- Kaash samajhte wo is dil ki tadap
- Meri zindaghi ekk dukkhan di nadi ee
- Mera us naal gal karan nu dil
- Mann ne jo mehsus kiya hain use
- Sarkti jati hai jindagi mere hato se
- Jab bhi main akaila hota hoon meray
- Chand nikla hai to dikhayi dega apne
- Kagaz ki kashtiyan bhi bahut kaam ayengi
- Janta hoon mein kya mera anzam hoga
- Maana zindagi ek haseen khawab hai lekin
- wada to toda tumne bhi hai aaj
- Mohabbat ki ab mujhe aas hi rehne
- Wafa hi hum kar na sake bewafa
Lo Aa Gai Hain Lotkar Phir Se Gam Kee Ekk Hawa Jo Yaade Dil Main Dabi Thi Hui Hain Phir Se Jawa
Meri Aakhon Se Behte Huwey Paani Ke Peechey! Mere Dard Ke Aansu Chhup Jatey Hain! Main Sada Honto Par Muskurahat Rakhta Hoon! Is Muskurahat Ke Pichhey Mere Saarey Gham Chhup Jatey Hain!
Teri Mohabbat Mil Jati Mujhe Par Shayad Aisa Mera Muqaddar Nahin Hai Ab Yun Aansoo Na Baho Tum, Ye Itna Gamgeen Bhi Manzar Nahin Hai Ja Raha Hoon Main, Kar Sako To Bas Itna Ehsaan Kar Do Mujhpar Odha Do Ek Hissa Apne Aanchal Ka, Meri Lash Par Chaddar Nahin Hai.
Chheeni Thi Kisi Ne Khushi, Aaj Koi Hansi Bhi Le Gaya Vo De Gaya Tha Jakhm, Ye Un Jakhmon Pe Namk De Gaya.
Kashtiya Jo Bhatke To Unhe Saahil Zarur De, Khuda Khwabon Ko Haasil Ki Khwaish Zarur De, Bhool Bhi Kare Banda To Bhool Ko Uski, Ik Baar Sudharneki Gunjaaish Zarur De
Iss Zamane Ne Na Pucho Kya Kya Sikha Diya Zakhm Se Pehle Uss Dard Ko Sina Sikha Diya Na Pucho Iske Zulm Ki Dastaan Ki Kambhakht Ne Maut Se Pehle Hi Marna Sikha Diya
Kabi Accha Lage To Kabi Bura Lage Teri Judia Ka Dard Bhi Ajeeb Hai Ye Tho Kisi Ko Miltha Nahi Kismat Mein Main Samjhtha Hoon Ki Ye Mera Nasib Hai
Ek Wo Din Tha Tere Pal Pal Ki Khaber Rakhta Tha Ek Ye Din Hai Apni Kahber Nahi Mujhko
Mila Hai Aakhiri Khat Aaj Unki Jaanib Se Kya Mai Samjhun Ke Ikhtetam -E- Aashiqi Hai Aaj.
Ik Khalish Si Khichti Rahi Sene Mein Umr Bhar Ik Amavas Si Tanhai Rahi Rahon Mein Umr Bhar Ik Samandar Si Pyass Rahi Nazar Mein Umr Bhar Ik Zindagi Jee Maine Jo Hui Na Kabhi Mere Umr Bhar
Dil Jeet Le Wo Jigar Hum Bhi Rakhte Hai, Katal Kar De Wo Nazar Hum Bhi Rakhte Hai, Aapse Wada Hai Humara Hamesha Muskrane Ka, Varna Aankho Mein Samundar Hum Bhi Rakhte Hai.
In Musafiron Kee Tarah Kabhi Raah Mein, Tum Bhee Aao To Koi Baat Bane Fursat Nahi Kisi Ko Dil Kee Dararon Ke Liye Ye Zakhm Chehre Pe Sajao To Koi Baat Bane
Husn Agar Bewafa Na Hota To Ashiqon Ka Is Duniya Me Naam Na Hota.. Kat Diye Haath Un Mazduraon Ke Zalimo Ne Varna Har Ek Raste Pe Aaj Ek “Tajmahal” Hota…
Do Pal Min Unhone Humari Jindagi Sawaar Dee, Fir Usi Do Pal Main Hi Jandagi Bigaad Dee, Galti Unki Nai Humari Thi -Â…-Â…-Â…-Â….? Jo Un Do Palo Main Humane Aapni Jindagi Hi Guzaar Dee-Â…
Mere Dil Ka Dard Kisi Ne Dekha Nahee, Mujhe Bus Khuda Ne Tadapte Dekha Hai,, Hum Tanhai Main Baithe Rote Hai, Logon Ne Hume Mehfeel Main Huste Dekha Hai-Â…-Â…
Parde Me Hai To Itna Hai, Ki Parda Rahte Bhi Chupa Nahin, Bin Parda Hai To Itna Hai, Ki Parde Me Aata Nazar Nahin, Aankhon Ke Karib Hokar Bhi, Aankhon Ko Aata Nazar Naihn, Aur Aankhon Se Door Itna Hai, Ki Aankhon Ko Uski Abhar Nahin.
Humne Apne Pyaar Ko Jeene Kaa Maksad Banaya, Usse Her Sukh Dukh Mein Saath Hee Paya, Phir Kyun!Sapne Toot Gaye,Kyun Khudse Hee Rooth Gaye, Sambhal Sambhal Ke Chalte The Hum, Phir Kyun Yeh Rishte Tut Gaye
Kash Koi Mere Dil Ke Dard Ko Samjh Leta Ghayal Jigar Ko Pyar Ka Ek Sparsh Deta Chahat Nahi Kuchh Aur Ek Ajnabi Se Bas Aankhon Ke Ankahe Sabdo Ko Samjh Leta
Wo Insaan Tha Ya Farishta Hum Sochte Hi Rahe Gaye Vo Dil Mein Uter Ker Kuch Baat Aise Kah Gaya
Na Meri Koi Manzil Hai Na Koi Kinara Tanhai Meri Mahfil Aur Yaadein Mera Sahar Usse Bichadkar Kuch Aise Waqt Guzra Kabhi Zindgi Ko Tarse To Kabhi Maut Ko Pukara
Other Popular Dard Bhari Shayari Messages
Sorry. No data so far.
Mai Insaan Hoke Bhi Insaan Na Ban Saka To Bata Ya Khuda Tu Khuda Bana Kaise
Kahein Kya Jab Se Mohabbat Ho Gayi Zindagi Jaise Mushibat Ho Gayi.
Hamari Aankhon Mein Koi Karishma Zarur Hain Hum Jise Dekh Le Wo Tarapta Zarur Hain
Jara Sa Muskurakar Humko Rula Kar Chali Gayi Hum Use Dekhte Rah Gaye Wo Nazar Zuka Kar Chala Gayi
Tum Nahii Gam Nahii Sharab Nahii Aise Tanhayee Kaa Jawab Nahii Zindaagii Jeene Ke Ab Koi Wazah Hii Nahii
Mujh Se Nazren Badal Ne Ke Baad Kuch To Hogi Nadaamat Tujhe Jaa Wafaon Ki Zanzir Se Tujhko Aazad Karta Hun Main
Hum Jub Se Tumhari Yaad Main Khoay Hain Raaton Ko Jagay Din Main Aksar Soay Hain Yaa To Thi Aapni Kismat Ki Tu Na Milli Verna Husnay Se Ziada To Tayri Baatein Sun Ke Roay Hain
Kuch Log Kitne Kareeb Hote Hain Kush Log Kitne Khusnaseeb Hote Hain Laken Jo Milkar Bhee Na Mil Paaye Wo Kitne Badnaseeb Hote Hain
Ishq Mai Dil Per Her Ek Chot Baraber Perti Hain Buss Zarf Ke Farq Say Aawaz Alag Hoti Hain
In Pardayseeyow Say Dil Mat Lagana In Ka Takana Dhur Hai’ Yeh Baywafa Nahee Hothay In Ka Jana Zaruree Hotha Hain
Phulon Ka Unhey Kya Ilm Kaaton Sey Jinhey Mohobbat Hi Naa Ho Khudaa Ki Unhey Kyaa Khabar Bekhudi Key Mehfil Mey Jinki Shiddat Hi Naa Ho
Yunhi Ankhoon Se Ansu Behte Nahin, Kisi Aur Ko Hum Apna Kehte Nahih, Ekk Tum Hii Ho Jindaagi Mein Ruk Se Gaye Ho, Warna Kisi Ko Hum Rukne Ko Kehte Nahin
Tammana Hai Mere Dil Ki Ek Ghar Mera Iska Bhee Hota Samjhata Nahi Kyun Aiye Paagal Pathik Ka Kahi Basera Nahi Hota
Khilte Hain Wahan Phool Ya Kante Hain Besumar; Hai Wahan Khiza Ya Ke Aai Hai Bahar; Hum Kya Kareinge Janker Ab Us Chaman Ka Haal; Jab Apna Us Jagah Se Hi Rishta Nahi Raha.
Gila To Phir Bhi Nahi Humko Saza Se Sahab Khata Bhi Ger Bata Dete To Zara Achha Tha
Pyar Mera Sach Nahi Yan Wafa Ki Usme Thi Kami Sochta Hun, Jab Bhi Dekhun Apni Aankhon Mein Nami
Mera Dil Churakar Khud Ko Bekasoor Kehte Hain, Mujhe Andhera Dekar Khud Ko Suraj Kehte Hain, Khud Ko Pyar Ka Matlab Nahin Malum, Aur Hume Bewafa Kehte Hain
Meri Terah Hazaron Zakham Dil Pe Khaye Hain Meri Terah Zamane Ke Sitam Tum Ne Bhee Uthaye Hain Meri Terah Tumhe Shayad Kisi Apne Ne Loota Hain Meri Terah Chupakar Ishq Tum Bhee Muskuraye Ho
Naa Jane Kyun Is Dil Mein Ye Khayal Aata Hain, Mere Har Lafz Mein Uska Zikr Bar Bar Aata Hain, Muje Chhod Kar Jana Thee Bewafai Uski, Phir Bhi Naa Zane Kyu Wafa Pe Uski Aetbar Ata Hain.
Bhula Ker Tumhe Jiye Kis Tarah Dard E Judai Liy Mare Kee Tarah Kehte Hein Log Tanha Rehne Lage Hein Hum Gum Hajaar Liy Hanse Hasansaye Kis Tarah?
Ab Wo Valvala-E-Jawaani Aashkara Nahi Hai Hume Phir Se Ishq Karna Gawara Nahi Hai Augar Wo Bulaye Karan Q Jaaye Jab Mera Naam Lekar Kissi Ne Pukaara Nahi Hai
Roke Hum Doston Se Kya Kehte Apna Ghum Pathron Se Kya Kehte
Kureda Waqt Ne Mere Iss Dil Ke Zakhmo Ko Utha Hain Dard Wo Jiski Nahi Hain Koi Dawa
Bidaae Pe Gulaal Lagaane Ka, Silsilaa Yun Chalaa Taaki, Ilm Na Ho Kitni Aankhon Ka, Kaajal Kandhe Pe Baha Chalaa. By Pramod Kumar Sharma
Kabhi Parh Ko Deemak Lag Jae Ya Adam Jaad Ko Gham, Donon Hi Yaroon Hum Ne Dekha Bohat Kum, Bohot‚Â Khushi Main Bhi Insaan Ro Parta, Aur Kabhi Bohot Ghum Main Bhi Aankhen Ho Jate Hain Num
Aggar Dil Torna Hai Mera To Tamaasha Na Banana Mujhe Mehfil Mein Tukhraaye Jaane Ka Gham Nahin Darr To Hai Ke Log Tujhe Zaalim Naa Kahein
Chehre Te Wafa Aur Dil Vich Bewafai Oh Tuhade Siva Aur Kaun Ho Sakda Hai Dil Vich Dard Te Chehre Te Muskurahat Oh Devdas De Siva Aur Kaun Ho Sakda Hai
Agar Janna Chaho Ki Hum Tumhe Kitna Yaad Karte Hai To Barish Ki Bundo Ko Pakdo Jitni Tum Pakdoge Utna Tum Yaad Karte Ho Jitni Tum Chodoge Utna Hum Yaad Karte Hai
Dhoka Pyaar Mein Mile To Khana Chahiye Zehar Jaam Mein Mile To Pi Lene Chahiye Bewafaa Tere Marne Ke Baad Roye Shayad Badnaam Shayar Isliye Zehar Pi Ke Muskurana Chahiye
Wo Har Baar Agar Roop Badal Kar Na Aaya Hota, Dhoka Mene Na Us Shaks Se Yun Khaya Hota, Rehta Agar Yaad Ke Tu Lout Ke Aati Hi Nahi, Zindagi Phir Mene Tujhe Yu Na Gawaya Hota. By Esha Khan
Wo Dil Mein Hai, Dhadkan Mein Rooh Mein Hai “Wasi“, Sirf Qismat Mein Nahi Toh Khuda Se Gila Kesa. By Syed Wasi Shah
Mauzud The Andheron Mein Ujaalo Ki Tarah. Tumne Dhunda Hi Nahi Dhundne Walo Ki Tarah. Hum Jism Kya Teri Rooh Mein Utar Gaye Hote, Tumne Chaha Hi Nahi Chahne Waalo Ki Tarah. By Belal Nawaz Fahmi
Dil Milaakar Kya Mila Judaai Ka Zehar Piya Judaa Hokar Mujhse Tadapte Ho Tum Bhi Mere Piyaa
Ghum Ko Chhupane Ke Liye Muskurate Hai Aansoo Ko Chupane Ke Liye Palke Jhukate Hai Hans Khel Kar Hum Dil Ko Behlate Hai Aur Khushi Samajhkar Dard Ko Yu Hi Pi Jate Hai
Dil Ki Deewaar Pe Koi Apnaa Naam Patthar Se Likh Gaya Maine Dard Se Aah Bhari Usane Socha Dil Usaka Ho Gaya. Pramod Kumar Sharma
Barbaad Kar Gaye Woh Zindagi Pyaar Ke Naam Pe Bewafai Mili Hume Wafa Ke Naam Pe Aise Zakham De Gaye Woh Dawa Ke Naam Pe Khuda Bhi Ro Pada Meri Mohabbat Ke Anjaam Pe
Guman Thha Hume Apne Pyar Pe, Kabhi Juda Nahi Honge Yakin Thha, Nazro Ke Samne Thha Jab Tak Woh Mera Thha, Pal Bhar Ko Band Hui Palak Woh Mera Na Thha
Na Jaane Haseenon Ko Etne Bahaane Kahaan Se Aajaate Hain Hum Unko Majboor Samjhte Hain We Hamen Majboor Kar Jaate Hain Pramod Kumar Sharma
Har Ek Baat Ki Vajah Nahin Hoti Sabke Naseeb Main Fatah Nahin Hoti Husn Walon Se Pooch Lo Tumhen Bata Denge Sabke Liye Dil Main Jagah Nahin Hoti
Adaa Unki Aur Diwane Hum Bane, Wafa Woh Na Kar Sake Aur Bewafa Hum Bane, Yun To Hazaro Thhe Bheed Mein, Shukria Hai Unka, Jo Unki Nazron Ke Nishane Hum Bane.
Gulaab Ki Basti Mein Kanten Hee Shaan Se Jeete Hain Musibat Phoolon Pe Aati Ye Be-Asar Rehate Hain Pramod Kumar Sharma
Mohabat Ke Bhi Kuch Andaz Hote Hai Jagti Ankho Mein Bhi Kuch Khwab Hote Hai Zaroori Nahi Ki Ghum Mein Ansoo Nikle Muskurati Ankho Mein Bhi Sailab Hote Hai
Mein Samundar Hun Tu Kinara, Feear Bhi Nata Kaha Hamara, Mein Koi Dusra Samundar Hun Tu Kisi Or Ka Kinara Hai. Yash Khanna Neer
Dil Ek Khilona Hai Behlane Ka, Dil Ek Khilona Hai Behlane Ka, Bhar Jaye Ek Se Toh Mil Jata Hai Kisi Aur Deewane Ka. By Tazeen Qadri
Mane Usse Kaha Mere Ghar Mein Aag Lagayi Hai, Usne Kaha Kya Jala Hai, Mene Kaha Sab Jal Gaya, Bas Main Bacha Hoon, Usne Kaha Ki Fir Jala Hi Kya Hai. By Naveen Jangra
Dard Jitna Saha Jaye Utna Hi Sehna, Kisi Ke Dil Ko Lag Jaye Vo Bat Na Kehna, Milte Hai Hum Jaise Log Bahut Kam, Isliyekabhi Alvida Na Kehna
Meri Barbadi Ka Manjar Dekhte Rahana Mai Jab Tak Dub Na Jau Samandar Dekhte Rahana Satve Aasmaan Se Bhi Likhuga Mai Khat Tuze Tu Apane Chhat Se Awara Kabutar Dekhate Rahana
Bahut Kam Hote Hain Aise Zinhe Sacchi Chahat Ki Pahchan Hoti Hain Kisi Pe Marne Se Pahle Soch Lena Gawane Ke Liye Sirf Ek Hi Jaan Hoti Hain
Aag Mein Kood Gaye Kuch Na Hua Pani Me Doob Gaye Hume Kuch Na Hua, Aasman Se Gire Zami Per,Kuch Na Hua Lakin Gire Jab Ishq Ki Tanhai Mein, To Aaise Doobe Ke Bachne Bhi Hume Nagawara Hua,
Khatm Kabhi Na Hogi Meri Shikyat Aur Kaise Karoon Main, Teri Ibaadat. Ab Mera Dil Bhar Gaya Tere Jahan Se.. Aye Khuda,Tujh Ko Teri Duniya Mubarak
Khyalon Mein Wahi, Sapno Mein Wahi, Lekin Unki Yaadon Mein Hum The Hi Nahi, Hum Jaagte Rahe Duniya Soti Rahi, Ek Baarish Hi Thi,Jo Humare Saath Woh Rahi
Saath Hum The Magar Hamne Jana Nahin, Dooriyon Ki Kasak Ko Pahchana Nahin, Fikre Aashiyaan Mein Hum Kuch Aise Kho Gaye, Darde Judaai Ka Ehsaas Aaya Nahin.
Agar Milega Waqt To Bataenge Unko, Unke Diye Zakham Bhi Dikhaenge Unko, Unki Yeh Bhi Tamanna Karenge Puri Ek Din, Jab Niklegi Aakhri Saans Bhool Jayenge Unko
Tamaam Shehar Dooba Raha Tanhai Main Ye Manzer Dekha Teri Judaai Main
Zindagi Khawboh Ki Tabeer Ban Jati, Jo Kar Tu Hamari Takdeer Ban Jati, Duniya Hame Bhi Ranjha -Ranjha Kehti, Gar Tu Hamari Heer Ban Jati.
Gham Mila Kashti Doob Jane Ka‚Â , Aduhuri Tammanna‚Â Reh Gaye Kinara Pane Ki, Bas Maut Ko Apne Aage Dekhkar‚Â Ankhe Naam Hogaee, Zindagi Ki Aakhri Raat Thi , Yeh Sabse Badi Gham Ki Baat Thi
Gamon Ka Dour Jaari Hai, Aaj Ki Raat Badi Bhari Hai, Yahaan Dilon Ka Tootna Koi Nayi Baat Nahi, Aaj Meri Hai To Kya Kal Kisi Aur Ki Baari Hai By Satyendra
Chehre Ki Hansi Se Har Gam Ko Chhupao, Bahut Kuch Bolo Par Kuch Bhi Na Batao, Khud Na Rootho Kabhi Par Sabko Manaao, Raaz Hai Ye Zindgi Ka Jeete Chale Jao. By Murtaza Shagird
Najre Na Jhukao Humse, Apni Najre Milane Ke Baad, Varna Pachhtaoge Fir, Hamari Najre Jhukne Ke Baad, Ye Dil Nahi Toda Karte, Kisi Se Dil Lagane Ke Baad, Varna Rote Rahoge Hamesha, Ye Saanse Thamne Ke Baad. By Banwari Lal Sharma
Gumnami Ke Andhero Mein Mujhe Jakadene Wali Ye Janjir Kiski Hai Pyar Main Dokha Khaya Maine Ye Takdeer Kiski Hai Dil Se Tumhari‚Â Sari Yaad Ki Nikal Diya Tha Maine Phir Dil Ke Ek Kone Mai Rah Gaye Ye‚Â Tasweer Kiski Hai.
Uski Yaad Mein Dekho Hum Kya Karte Hain Bikhri Hui Zindagi Mein Deewaron Se Baatein Karte Hain
Kabhi To Ki Hogi Suraj Ne Chand Se Mohabbat Tabhi To Chand Mein Daag Hai, Mumkin Hai Ki Chand Ne Ki Hogi Bewafai Tabhi To Suraj Mein Aag Hai
Ae Chand Tujh Dakh Ker Kasi Madhoshi Chahi Hai Hame Zamanaie Kie Kya Apni Kahaber Na Rahi Hai Itnaie Maie Bas Dil Naie Yahi Khaber Sounai Hai Tumhaie Bas Tyraie‚Â Sanum Kie Yaad Aayi Hai
Jivanke Safarme Hum Jinko Samjhe The Hamare Sathi Hai Do Kadam Chale Phir Bichhad Gaye Aashaon Ke Tinke Chun Chunke Sapno Ka Mahal Banaya Tha Tufanse Tinke Bhi Bikhar Gaye
Jala Diya Hain Waqt Ne Aashyaan Mere Dil Kaa Haseen Ye Duniya Jo Dekha Udta Tabahi Kaa Dhua
Har Aahat Pe Hum Chauke, Har Lamha Tumhe Yaad Kiya, Tumko Mana Karne Ke Baad Bhi, Hamne Tumhara Intzaar Kiya
Dil Ki Awaaz Ko Shayri Mein Likha Hai Humne, Padhenge To Aap Waah Waah Karenge, Lekin Jab Pata Chalega Ye Aapke Liye Hai, To Aap Bhi Humare Saath Aasoo Piyenge
Koi Bedard Samje Humko Hum Bedard Nehi Iss Toote Huwe Dil Ko Dard-E-Dil Nehi Bana Sakte Yeh Humara Kasoor Nehi
Kuch Ko Kagaz Par Utaare Kuch Ko Nashe Me Dobba Diya Doston Dekho Hamare Badkismatey Naa Pura Kagaz Par Utra Na Pura Nashe Me Dubba Bus Dil Ke Gum Dil Me Hi Utre
Duniya Ko Is Ka Chehrah Dhikhana Padha Mujhe Pardah Jo Darmiyaan Tha Haathana Padha Mujhe Ruswaiyon Ka Khauf Se Mehfil Mein Aaj Phir Us Bewafa Se Haath Milana Padha Mujhe
Aaj Akhiri Din Tha, Aur Jaate-Jaate Bhi Dikh Gaye Tum Na Dikhte To Koi Gham Na Hota, Phir Kyun Dikhe Tum? Saare Din Mein Maine, Tumhare Baare Mein Bilkul Na Socha Antim Waqt Par, Khuda De Gaya Mujhko Dhokha
Jahan Bhi Ho Chale Aao Tumhe Yaadein Bulati Hai Tumhare Saath Guzri Thi Jo Shamein Bulati Hai Yeh Na Samjho Tumhare Bina Kisi Ka Dil Nahi Rota Hai Kisi Ki Aaj Bhi Tumko Udaas Aankhein Bulati Hai
Afsos Wo Tab Hota, Jab Dil Dil Ka Hota. Dard Tabhi Hota, Jab Maut Dar Per Khada Hota
Tum Asar Rat Ka Kaho Ya Janam Ka Rishta Kehte Hai Dil Ka Rishta To Hai Janam Ka Rishta Hai Ye Janam Ka To Ye Badalta Kyu Hai, Vo Jo Apna Hai Vo Praaya Kyu Hai,
Shamil Hai Mera Khoon Tere Is Heena Mein Shamil Hai Mera Khoon Tere Is Heena Mein Yeh Kam Hai Tho Khoon-E-Dil Bhi Saath Liye Jaa Tootha Hua Ekraar-E-Wafa Bhi Saath Liye Jaa
Is Dil Ki Dhadkan Ko Usney Dharkaya Tha, Mere Khaboo-‘n Ko Usney Mehkaya Tha, Saath To Sabhi Ek Din Chodtey Hai, Par Aalaam Tha Ki Saath Mere Na Mera Saaya Tha
Zubaan Ne Bol Diya Magar Dil Ko Kaise Samjhaaogi Kya Ek Aur Zakhm Se Apne Toote Huwe Dil Ko Joodpaaogi
Do Kadam Chale Aur Saath‚Â Gaya Ishq Kya Hua Ye Dil Toot Gaya Fir Bhi Tanhaiyaan To Is Kadar Saath Deti Hain Gham Nahi Hota Ki Koi Saathi Rooth Gaya
Zingi Ki Har Kwahish Tumhi Se Ho Dil Ke Age Majboor Hoon Suraj Nikal Ne Se Mera Pas Tumhi Ho Dil Ke Age Majboor Hoon Chan Dhale Na Dhale Meri Anokho Mein Tumhi Ho
Inhe Kehna Ki Palko Pe Na Rakhe Khawbo Ki Jhalar Sumundar Kinare Ghar Banake Kuch Nahi Milta Ye Acha Hai Ki Aapas Ke Bhram Toot Na Paye Kabhi Kabhi Pyar Ko Aajmakar Kuch Nahi Milta
Jal Jayenge Tere Pyar Me Agar Tu Kahe, Mar Jayenge Tere Naam Par Agar Tu Kahe, Doli Me Bitha Denge Gairo Ke Gar Tu Kahe, Lekin Teri Doli Ke Sath Meri Arthi Niklegi, Chahe To Kahe Ya Na Kahe
Meri Aankho Mein Dekhenge To Gum E Ashk Milenge Jinhe Sadiyo Se Pala Hai Kuch Aise Jakhm Dikhenge Aap To Door Rahte Hain Kabhi Najdeek Na Aaye Kabhi Is Dil Se Gujariye To Dard E Dil Se Milenge
Kahi Raah Mein Yoonhi Agar Tum Mil Jaao Mujhse Khuda Ki Kasam Hain Tumhe Muskura Na Dena Darta Hoon Kahi Jine Ke Armaan Dobara Na Jaag Jaye
Kuch Der Thehar Jaate To Achcha Tha Muje Marte Dekh Lete To Achcha Tha Tumne Na Dekha Tadapna Meri Mout Se Pehle Ye Tamasha Bhi Dekh Lete To Achcha Tha
Jispe Bharosa Kiya Usne Hi Bharosa Toda, Jisko Dil Diya Usne Hi Dil Toda, Ae Zindagi,Sehkar Ye Ghum, Tujhe Hi Se Humne Naata Toda
Tum Hame Akele Chhod Kar Chale Gaye Is Bat Ka Hamen Koi Gam Nahi Gam To Is Bat Ka Hai Ki Tere Mohabbat Me Dam Nahi
Bada Saaj Dhaj Ke Mera Janaja Nikala Par Wo Na Likna Jis Ke Liya Mera Janaja Nikala Are Jaalem Bo Bhi Nikla Par Ose Ne Mud Ke Na Dekha Ki Oske Janaje Ke Phije Mera Janaja Nikla
Unki Ek Yaad Bechain Kar Jati Hai Har Kali Me Unki Surat Nazar Aati Hai Kaisa Haal Kiya Usne Pyar Mai Hamara Ke Nind Bhi Aati Hai To Aankhe Bura Maan Jati Hai,….
Sir Jhuka K Sajda Kare Tere Der Per Hum Magar…… Tu Humara Na Hoga Ye Bhi Jante Hai …… Munasib Hai Mahubbat K 2 Char Lamhe Humko Bhi Mil Jaye …. .Magar Ye Jante Hai Ye Gum Ka Samander Humara Hai …..
Naam Tera Mera Na Mil Saka Hai Kabhi… Na Mal Sakengi Humari Manzile Hi….. Naam Juda Sahi Teri Meri Manzile Juda Sahi…. Hum Hai Ek Hi Rah Per Kuch Pal Sath To Chal……
Taumer Rahe Tujhse Door Gum Na Hoga…. Magar Ye Sun Le Pyar Tujhse Kam Na Hoga…. Suna Hoga Tune K Milta Hai Zamane Me Her Zakham Ka Marhum….. Magar Ye Bhi Sun Le Diye Jo Tune Zakham Unka Kahi Marhum Na Hoga…….
Waqt Ki Meharbani Jisko Mile Wo Koi Aur Honge Dil Ki Bagiyan Mai Phool Khile Wo Koi Aur Honge Regiastaan Ka Safar,Aur Karavan Chalta Raha Jinhe Naseeb Mai Ho Manjilien Wo Koi Aur Honge
Kaun Kehta Hai Suraj Aasman Mein Hai, Woh To Aag Bankar Mere Dil Mein Jal Raha Hai Kaun Kehta Hai Kaantein Phoolon Mein Hai, Woh To Talvaar Bankar Mere Dil Mein Chub Rahe Hain
Khoob Ghum Ki Halat Hain K Mein Kis Nashe Mein Ho Tere Sath Baitha Ho, Tujhe Dhoond Raha Ho Tu Aake Ja Chuka Hain, Mein Intezra Mein Ho.
Khuda Ne Kismat Sabko Di Kisi Ko Muh Mangi Dua Kisi Ko Nafrat Di Humare Khazane Me Kuch Na Aaya Jab Humne Sirf Unki Wafa Mangi
Zindagi Say Duur Janay Walay Meray Dil Say Duur Kesay Jao Gay Yeh Dava Hai Mera Tum Mujhay Bhuul Jao Gay Lakin Mujhay Hamehsa Yaad Aoge
Aaj Jana Tere Jhootey Lafon Ko Main Ne Aaj Jana Tere Wadon Mei Chupi Hakikat Ko Main Ne Aaj Aaya Hain Hosh Si Dil-E-Naadan Ko Mere Re Aaj Jana Kitni Badi Khata, Kitni Badi Galti Ki Thi Main Ne
Ab Zindagi Me Koi Sahara Nahin Raha Is Sare Jahan Me Koi Hamara Nahin Raha Kuchh Bhi Nahin Yeh Jeevan Tujhse Dur Rah Kar Dekh Le Tu Bhi Zara Sa Dil Ka Dard Sahkar
Na Jaane Kitni Minnate Ki Thi,Khuda Se Tujhe Paane Ke Liye, Na Jaane Kitne Sitam The Jhele,Tere Nazar Aane Ke Liye. Phir Bhi Us Khuda Ne Door Kiya Tumhe Humse, Sirf Aur Sirf Humein Tadpaane Ke Liye
Jo Chahte The Ek Din Hum Jiye So Sall Abb Wohi Humari Maut Ki Duwa Mangte Hai Jo Chahte The Her Dard Rahe Humse Juda Abb Wohi Humare Zakhmo Pe Namak Dalte Hai
Hum Sochte Hai Humein Yaad Rakha Nahi Magar Woh Humein Bhula Nahi Hota Kuch To Hogi Majbooriyan Rahi Yun Hi Koi Bewafa To Nahi Hota
Dard-E-Dil Ka Mazza Pyar Kerne Ke Badd Atta Hai Intzaar Ka Mazza Unke Jaane Ke Badd Atta Hai Yunhi Chalti Rahe Zindgi To Kya Batt Hai Yarro Mager Har Din Ke Badd Andhera Chala Atta Hai
Dhol Bajey Tashey Bajey Teri Baaraat To Suj Dhuj Ke Chaley Hai Kyon Kyon -E- Kuda Kyon Kiya Aaisey Tuney Maaloom Tha Hum Jindagi Ro-Ro Gujaarengey Tu Kya Chahta Hai Ye To Sirf Tu Hi Jaaney Hai Tu Hi Jaaney Hai
Chhup Chhup Ke Ehetma Mein Safar Ka Pata Chala Vo Mar Gaya To Uske Hunar Ka Pata Chala Aur Jab Ek Ek Phool Uda Le Gayi Hawa Us Din Bahaar Ko Mere Ghar Ka Pata Chala
Hamara Dard Koi Na Jane Sab Apni Garj Ke Hai Deewane Samaj Na Aae Kaha Rona Roe Yaha To Des Naya Log Begane
Najdikiyan Kam Mohhabat Karti Hai Duriyan Hi Ishe Barahti Hai Jalwa Begum Nahi Yaron Parda Nashin Hi Dikhati Hai
Ab Umeed Ke Sahare Jeejatey Hain, Zeher Ko Dawa Shmajh Kar Peeye Jatey Hain, Ek Wo Hain Jo Humein Nahi Shmajhte, Ek Hum Hain Jo Unse Milne Ke Intezar Mein Jeejatey Hain
Tumhari Mang Me Sitare Hai Betab Hai Roshan Karne Ke Liye, Pyar Tumhe Kiya Ye Dard Liya Sari Zindagi Ke Liye-Â…
Mohabbat Kii Hain Humne, Koi Vyapar Nahi Humne Dil Diya Tha,Toh Badle Mein Kuch Manga Nahi Aaj Bin Mange Teri Mohabbat Mein Milein Hain Aasoon Khuda Kii Inayaat Hain Tu Nahi To Yeh Aansoon Hi Sahi
Ulajh Jaye Woh Nahi Bun Jaya Karte Hain Unhe Rishey Kehte Hain Nibhane Padte Hain Voh Nahi Nibh Jaya Karte Hain Unhe Rishtey Kehte Hain
Raj Ay Mahabbat Sub Se Chupana Padta Hai Kahin Mehfil Main Aansoon Naa Nikal Padey Es Liay Muskurana Padta Hai Dil Ka Lagana Khel Naa Janoo Dil Kaa Lagana Muskil Hain Wada To Sub Karte Hain Per Wada Ker Ke Nibhana Muskil Hain
Dil Sheesha Ho Ya Patthar, Akhir Ise Tootna Hai, Kya Karen Kismat Se Ladr Kar, Akhir Ise Roothna Hai.
Meri Zindagi Ka Saaz Bhi Mere Har Safar Ka Raaz Bhi, Ke Woh Shakhas Jis Ko Main Kabhi Mila Nahi Khayal Main,Mere Har Safar Main Saath Tha Meri Manzalon Ke Saath Bhi, Jo Sar-E- Raha Bichad Gaya Tu Phir Kabhi Mila Nahi
Vallah Beghar Hain Benaam Hoon Main Dil Ne Jo Bheja Woh Salaam Hoon Main Saaki Ki Jis Par Nazar Naa Hui Aisa Hi Pyaasa Jaam Hoon Main
Hum Rahi Hai Us Manzil Ke Jiska Koi Pata Nahi, Kashti To Kab Ki Doob Chuki Phir Bhi Sahil Ko Dhoond-Te Hai.
Tumhari Be-Rehmi Ki Intehaa Kaha Tak Hain Ki Itna To Batate Jao Ki Bardash Ki Hadh Kaha Tak Hain Uthaenge Zamane Ke Sare Sitam Tamam Umrh Bar Hum Dekhna Hain Saath Nibhane Ka Dam Tum Mei Kaha Tak Hain.
Yaad Karti Hoon Woh Din, Woh Gusari Hoi Raatein Jo Maine Tumhare Saath Betai Hain… Aab Sirf Aik Kaam Reh Gaya Hai Yaad Karna
Aap Se Milne Ka Mann Bahut Kar Raha Hai, Mann Ko Samjhaya Toh Dil Tadap Raha Hai, Dil Ko Bataya Toh Aankhein Ro Padi, Unhe Chupp Karaya Toh Sanse Bol Padi,.
Zindagi Se Apni Kyun Jod Diya Mujhe, Ja Rahe The Hum Kyun Mod Liya Mujhe, Dil Se Hum Pas The Chahe Nazaro Se Juda, Ikhtiyar Yu Karake Kyun Tod Diya Mujhe.
Mera Vidroh Galat Ho Sakata Hai Lekin Meri Pida Sachi Hai
Kaaynaat-E-Azeem Se Pareshaan Hai Kyun Bandey Tune Apne Haathon Mein Kehkashaan Chuppa Rakhe Hain
Dost To Humare Bhee Kuch Kam Nahi Magar Batein Ja Sake Aise Humare Gum Nahi Kisike Bewafa Hone Ka Kyu Afsos Kare Kisiki Wafao Se Bhar Jaaye Aise Humare Zakham Nahi Apne Ghumon Ko Baya Karne Se A Hum Bhi Katrate Hai Ab Hone Laga Hai Ehsas In Zakhamo Kaa Koi Marham Nahi
Kabhi Shah-E-Rag Ke Kareeb Thaa Abhi Waham-O-Khawab-O-Khayaal Hai Kabhi Woh Hi Mera Rafiq Thaa Binaa Jiske Jeenaa Muhaal Hai Kabhi Mere Saath Tha Ja-Ba-Ja Abhi Aik Pal Mein Hua Judaa Naa Woh Mil Sakaa Naa Main Mar Saka Mera Haal Bhi Koi Haal Hai
Raste Hamare Badal Gaye Juda Do Dil Ko Kar Gaye ZindAgi Bhar Ka Wadaa Karke Woh Shoti Se Baat Par Lad Pade Hum Tu Aabi Tak Jee Rahe Hai Na Jane Jakham Hamare Kaise Bhar Gaye Ikk Dil Ikk Jaan Thee Hum Phir Dekho Logo Hum Vichar Gaye
Saans Hai Sahami Hui Si Dhadakano Ko Ek Darr Itna Tanha Aur Lamba Zindagi Ka Uff Safar Kya Kahun Kaise Gujarti Mere Din Meri Ye Shamein Aur In Tanhaiyon Main Tak Rahi Tujhko Najar
Yaari Hai, Yaar Bhi Hai, Aayi Bahar Bhi Hai Fir Aa Gaye Hain Wo Din, Aankhoun Mein Raat Hogi Ab, Fir, Wahee Jeeteyngey, Khush Hongey, Khil Uthheynge; Nazareyn Milin Raheyngin, Fir Ham Ko Maat Hogi!!
Meri Hasrat Vich Jo Aida Koi Khuda Nai Hona. Meri Majburi Jida Kise Da Gunaah Nai Hona. Jithe Nitt Reejha,Cha,Sadhra Ne Fukdia, Mere Dil Jida Jag Te Siva Nai Hona
Jist Ki Sard Raahon Pe Do Kadam Saath Chal Kar Chhod Diyaa Aur Ek Khilona Tha Shayad Yeh Dil Mera Jo Aap Jaise Chund Doston Ne Ise Todd Diyaa..
Kyu Insan Mann Ki Baat Chupate Hai,Kyu Daar Teh Hai Dil Ki Baat Betane Se, Phir Kyu Rote Hai Pyaar Na Milne Se,Koi Ne Roka Toh Nahi Tah Izhare
Khobsurat Pholon Ko Chum Lena Chahiye, Nihara Nahin Jata Apno Ko Bad Kar Rokana Padta Hai, Pukara Nahin Jata Zindgi Bojh Lagti Ha Bahuto Ko Aksar Kyonki Zindagi Ko Jeena Padta Hai, Gujara Nahin Jata.
Dukh Wich Sajan Vi Kinaara Kargaye Hasdi Zindgi Nu Be-Sahara Kar Gaye Kade Rokde Hunde Si Saanu Peen Ton Jaan Lagge Oh Vi Jaam Wal Ishaara Kar Gaye
Ik Umer Beet Gai Usde Pyar Vich Asin Sab Kujh Haar Gaye Ess Vapar Vich Oh Karde Ne Yaad Kadi Kadi Te Asin Yaad Ban Ke Reh Gaye Osdi Yaad Vich
Asi Pyar Naal Dil Mangeya Tusi Kabra Gaye, Nafrat Karange Te Ki Hoega Saade Ditte Phoolan Naal Jakhmi Ho Gaye, Kande Deyange Te Ki Hoega
Kya Kahun Khud Ko Kaisa Dur-Bdur Maine Kiya Umr Bhur Kis Kis Ke Hisse Ka Safar Maine Kiya Tu To Nafrat Bhi Na Kar Payegi Is Shiddat Ke Saath Jis Bala Ka Pyaar Maine Bekhabar Tujhse Kiya
Teri Firaunyat Ki Hai To Bas Auqaat Itni Si Bah Kar Be Gunahon Ka Lahoo Itrana Aata Hai Guroor-E-Be Khabar Ye Baat Tujhko Kaun Samjhaye Wo Sar Jhuk Hi Nahi Sakta Jise Katjana Aata Ha
Bas Aek Tuu Na Milaa Raah-E-Shauq Mein Varna Qadam Qadam Pe Milee Hain Nishaaniyaan Terii Bhalaaiyon Ki To Kyaa Baat Ro Paraa Hoon Main Jo Yaad Aa Gayeen Mujh Ko Buraaiyaan Terii
Rusvea Kiya Khuda Ko Unke Liye, Fir Bhi Saath Unka Hume Na Mil Saka, Wafa Ki Chah Me Diya Jism Ka Lahu, Magar Humari Khushi Ka Koi Phool Na Khil Saka.
Kaash Samajhte Wo Is Dil Ki Tadap Ko To Yun Na Hume Rusva Kiya Hota Apki Ye Berukhi Bhi Manzoor Thi Humein Bas Ik Baar Palat Kar Dekha To Hota
Meri Zindaghi Ekk Dukkhan Di Nadi Ee, Jehri Beh-Beh Thakkdi Nhi, Ruk Jana C Is Nadi Ne, Je Ashiq Apni Mehboob Nu Labbda-Labbda Marda Na
Mera Us Naal Gal Karan Nu Dil Karda Hai.. Kol Bitha Ke Dokha Den Da Sabab Puchan Nu Dil Karda Hai. Nahi Chahunde Aasi Wi Pauna Osnu Dobara. Par Phir Wi Khud Naal Hoyi Bewafai Da Hisaab Len Nu Dil Karda Hai.
Mann Ne Jo Mehsus Kiya Hain Use Kagaz Pe Utaar Rahe Hain.. Dil Ke Armaano Ki Hum Ek Kitaab Bana Rahe Hain.. Padhne Wale Zara Pyaar Se Padhna.. Hum Is Pe Apni Jaan Luta Rahe Hain
Sarkti Jati Hai Jindagi Mere Hato Se Reth Ki Tarah Mujhey Apne Daman Me Samet Lo Aur Jinda Kar Do Insaan Ho Galtiya Aadat Rahi Hai Meri Pathar Samaj Ke Mujhey Choo Lo Aur Khuda Kar Do
Jab Bhi Main Akaila Hota Hoon Meray Dost Meray Apnay Mera Sath Chor Detay Hain Aur Kuch Na Umeedi Si Hoti Hai Nakami Ka Shikar Hota Hoon To Yeh Sher Mujhe Akela Rehnay Nahin Deta Mujh Main Himat Ati Hai Aur Shayad Yehi Sher Meri Saari Zindagi Madat Keray Ga
Chand Nikla Hai To Dikhayi Dega Apne Gam Ki Har Koi Duhai Dega Sambhal Ke Rahena Aie Mohabbat Karne Walo Ek Aansoo Bhi Gira To Sunai Dega!
Kagaz Ki Kashtiyan Bhi Bahut Kaam Ayengi, Kagaz Ki Kashtiyan Bhi Bahut Kaam Ayengi, Jab Humare Sheher Main Sailaab Ayega.
Janta Hoon Mein Kya Mera Anzam Hoga Tere Liye Hi Dewana Badnaam Hoga Toot Jayonga Mit Jayonga Tere Bina Jeena Haram Hoga
Maana Zindagi Ek Haseen Khawab Hai Lekin Her Khwaab Ko Manzil Nahi Milt Tootkar Zindagi Ke Raaste Pe Bikher Jaate Hain Jinhe Zanzeer Nahi Milti
“Wada To Toda Tumne Bhi Hai Aaj In Ankhon Main Nami Kyo Hai Kardi Tumne Ajj Baatain Phir Aisi Abh Meri Ankhon Main Nami Kaisi”
Mohabbat Ki Ab Mujhe Aas Hi Rehne Do. Zindagi Meri Udaas Hi Rehne Do. Saarey Dariya Mubarak Ho Tumhen. Mere Hoton Pe Pyaas Hi Rehne Do.
Wafa Hi Hum Kar Na Sake Bewafa Kab The Jab Humne Wafa Karna Chaha Tumne Hume Bewafa Kehkar Tukra Dhiya