Paasdari na kar saki apne baap ke naam ki

Jo zann paasdari na kar saki apne baap ke naam ki
Woh kya zamanat de gi tere maal o jaan ki…
Thande dimagh se soch, baat hai yeh itminaan ki
Mat kar woh kaam jo baayes-e-ruswayi hai tere khandan ki