Sachche, Logoon Ka Kaaro, Baar Karin,
Chaal Kahi Aese Deas Aaj Chalein,
Bhooli, Suraat Ho, Bhoole Dil, Hoon Jahaan,
Sachche, Logoon Ka, Chal Vikaar Kaarein,
Khoob, Sooraat, Sabke Dil Hoon Jahaan,
Aeisi Duniyaan Ka, Karoo Baar, Karein,
Pyaar Jo Bhi Kare, Jahaan, Dil Se Karein,
Sachchi, Ulfaat Ka, Chal Ebtadaa Aaj Karein,
Jaan Dene Se Bhi Naa, Jahaan Koi Dare,
Hans Te Hans Te Jaan, Nisaar Karein,
Jaan Maa Baap Par Chidhak Te Hoon,
Nafarmaani, Na Ek Bhi Baar Karein,
Bhai, Behnoon Pe, Jaan Chidhakte Hon,
Maal Doo-Laat Ki Na Koi Chah Karein,
Zindgi Bhar Nibhayei Haar Rishte,
Kisi Rishte Ko Na, Zalilo Khuwaar Karein,
A Aese Deas Chalein Koi Nafraat Na Koi Ranjish,
Khushiyan Hi,2 Aese Deas Ham Talaash Karei,
Wadaa Ye Baas Khuda Se Kaarnaa Hein,
Or Phir Raab Se Bhi, Dil Se Darnaa Hein,
Zakhm Na Dein Kisi Ko, Bhale Kam Karna Hein,
Nibhaye Qasmein, Wade, Kisi Se Jo Karna Hein,
Dil Naa Todein Kabhi Kisi Ka Haam,
Dhiyaan Baas Baar – Baar Rakhna Hein,
Bhool Ho Jaye Kisi Se To, Maaf Karna Hein,
Na Us Ko Zaaleeloo, Khuwaar Karna Hein.

Written By Hameeda Ameer