Main ne Zardari ko salam likh bheja.

Mulk ka haal tmam likh bheja,

Mene pocha tum sadar kese bane.

Us ne zoja ka qatl-e-aam likh bheja,

Mene pocha Shehbaz,Nawaz ko na Ehal kyn kiya.

Us ne koi purana inteqam likh bheja,

Mene pocha k hakomat kab choro ge.

Us ne qayamat ki sham likh bheja,

Mene pocha kisi se dartey ho.

Us ne NRO ka naam likh bheja,

Me ne pocha tumhain nafrat kis se hai.

Us ne Jota marny waly ka naam likh bheja.