Maine usko salam likh bheja hai






Maine usko salam likh bheja hai
Haale dil tamam likh bheja hai
Maine pucha tere hont kaise hain
Usne ik lafz jaam likh bheja hai
Maine pucha tere baal kaise hain
Usne Qudrat ka inaam likh bheja hai
Maine pucha kab hogi mulaqaat
Usne qayamat ki shaam likh bheja hai
Maine pucha intna tadapti kyun hai
Us ne jawani ka inteqam likh bheja hai
Maine pucha tere khadu khal kaise hain
Usne husne tamam likh bheja hai
Maine pucha tujhe nafrat kis cheez hai
Usne Kambakhat Mera hi naam likh bheja hai.
Related SMS
- Adhory khawab ham aksar sab se kehte
- Ager ansoon na hotein ankhon mein toh
- Tum bin meri zat adhuri jaisy koi
- Kabh zndag ka naam ha mohabbat
- Wdy kartey hain aur kar k badal
- Dard kya hota hai bataein ge kisi
- Ho raat akeli pichlay paiher aur chand
- Bahot sahi gam e geti sharab kam kya hai
- Rfaqton ki haseen rut me muhbton k
- Seekh mojon say ulajh kr jeenay ka
- Usey yaad ker k na dil dukha
- Farishta nahi ghalti hum se ho sakti
- Juda tum se huey hain to kisi
- Koi mujh say haal hi pouch lay
- Afaz mein parr jaye gi jab jaan
- Dil to dukha hai jaan bhi gayi
- Kabhi aisa bhi waqt aayega jab wo
- Tarasti nazron ki pyaas ho tum tarapte
- Aankhein main kahoon na kahon ye
- Aakhia nu hanjuan d daat den walea
- Sath to ek pal ka tha phr
- Ae meri jan e ghazal kyun teri chahat na
- Bari garam thi tere honton ki chasni
- darwaze p tez hwa ka pehra
- chand b meri tarah husn shinasa
- Meharbaan mujh pe thy halat kbi yun
- Guzr jae gi yeh zindagi us k
- Meri zindagi mjhe ye bta bhool k
- Wo boli dil ko koe beyaqini hey
- Saans lene se teri yaad ati
- Pyr krta he wo is tarah jese
- koey qatil m chale jaiy shaheedn
- Jalty honton py tabassum jo machalta hai
- Yoon akely mien mjy ehl e wafa yaad aaye
- Dayar e gair mein kaise tujhe sada dete tu
- Wafa ki aas me hm to sbi
- Jab bhi kisi ko dar badar daikhty hain
- todays sunset is the last of
- woh kehta tha k tuj say
- koi pal zindagi me
- Fasla to hai magar koi fasla nahi
- Bdaltay mosam pay apni umeedain na rakho
- Dil tou mera udaas hai nasir
- Mujhe tum bhool jao gi kaha tha
- jb kaanch uthany parh jayen
- Ab k tajdeed e wafa ka nahi
- Kion aankh mein behte hoye ashkon ki
- Kiya likhon tery naam sajan tuje
- Hazar unwan e guftugu thay reh gaye ye
- har aan ek ibtala meh
- Gazal meri har ek ada mein chupi
- wahmay saray tery apnay hain
- Tm b lout aao na december aya
- Teri umeed k sahil say juray hotay
- Zindagi main tu nahi to arzoo kis
- Ghazal wo talueaftab se yaad atey
- Kabhi sharab pe k msjid chly gay
- Yad aate ho tu jati hain ye
- Be khawb zindagi ka parastaar kon tha
- Har sans k sath mujhy socha kary
- Khud ko mujh se juda kiya us
- Sapnay hain yaaden our bohat kuch tum
- Hazar chehr0n me uski mshahibat mili mjhk0
- sazaa hum jo majbr han
- mujhe darya nahi likhna mujhe
- Do ghont ka aey saaqi ilzaam nahi
- Bhool gaey afsaney kitnay bikhray khawab suhany
- Shab e hijar ki aziyat khabar kis ko hai
- Haakim e shehar bata waqt k shikanjon ne
- Ek jesi lagti hain chooriyan b larkiyan
- Usay ye kon samjhaey wo dasht e khamoshi
- Dushman meri khushiyon ka zamana hi nahi
- Ghum hote hain jahaan zahanat hoti hai
- Fankaar hy to haath pe sooraj saja
- Aao kabi milne ko bahana nahi acha
- Aisa ho sakta hai na k
- Tum naen jantey par sara jahan
- Mujh se bichri to door hat k
- Lamhoo men qed kar de jo sadiyon
- Raah e wafa mein sazaon ko kon dekhay ga
- Tanha ghar se bahir jana theek nhi
- Kitna ikhtiyar tha usko apni chahat pe
- Klam uthta ha toh bus tere sada
- Tujhy kya khabar tere yaad nae mjhy
- Hath diaa jab se uss ne mere
- Ye dua hmari maa k liye hai
- Soz e gam de mujhe usne ye irshaad kiyaa
- Rukhon ke chaand labon gulaab maange hai
- Is qadar bhii to na jazbaat pe
- Tere shahar men ek divaana bhii hai
- Na gul e naaghma huun parda e saaz main huun apnii
- Tamannaa kaa sar yuun utaaraa gayaa har
- Mere qaatil dildaar paas raho jis ghadii
- Yaa rab gham e hijraan men itnaa to kiyaa
- Purkhon kii tehziib se mahkaa bastaa piichhe
- Nigaah e lutf mat uthaa khuugar e aalaam rahne de hamen
- Ajeeb khawish ha sehar waloon say chup
- Aajkal har gham ko apni ankho me
- Raat ki khamoshi me kabhi tum dil
- Sathi ke sath kadam se milana sikho
- Kuch admi dozak mein bohat garmi
- Ye dil ke ristey nibhane ka andaz
- Dasht parta hai miyan ishq mein ghar
- Yun woh yaad ata hai jab pehli
- Mhubbato main sukoon khona koi sunega
- Ek lamhe me unhone zindagi sawar di
- Wo jo dil mein tera muqaam hey
- Ik roop ke sagar ma nahaatii rahein
- Abr malboos e aab tha jaise chaand ko kuch
- Abhi is taraf na nigah kar main
- Jafa jo ishq mein hoti he woh
- Koi chez be wafai se barh ker kia
- Jal chuky khwab to phir aag bujhane
- Talaash mujh ko na kar dasht e rahber
- Mhbbt k srey rngrng sry phlphln ki
- Woh to milta hai mehdood se lamhoon
- Dil mra hr lmhay jisy pany ki
- Na haaraa hai ishq duniyaa thakii
- Ek din usne pucha kahan hon mein
- Phuul khile hain likhaa huaa hai toro
- Ek kiran meher ki zulmaat pe bhaarii
- Chahat ke mehfil main bulaya hy kisee
- Likhnaa use honton se padhnaa lab e laaliinaa us
- Zindagi bhawar mein phasi meri zindagi pata
- Vahii taaj hai takht zahar jaam
- Siyaahiyon ke bane harf dhote hain
- Ae dosthamari wafaien tumhare liye hainmehekti fazaen
- Meri khamoshi ko woh khata kehta hai
- Dafan hain us k ghr ke sath
- Husn gamze k kashakash se chuta mere
- Bohat hi yaad aata hai mere dil
- Chashm e mayagun zara idhar kar de dast e kudrat
- Zindagi dene vale marta chod gye apnapan
- Use kehna agr meri mohabat me
- Jalte honton pe tabassum jo machalta hy
- Teri ulfat ko kabhi nakam na hone
- Mere baad kidhar jaayegii tanhaaii main jo
- Koi aisa pyar ka bazaar hota jis
- Mujhe aaj tak khabr na hui
- Kitabun k safon ko palat sochta hun
- Mjh se gile hain pe bharosa nahi
- Taiz baarish men kabi sard hawaon raha
- Har kise k naseeb mai khan
- Jitna pyar paya hai aap se
- Nikaala hum ko jannat se faraib e zindagi day
- Mohabbat gar fasana hai to phir inkaar
- Itna to mere haal pe ahsan kia
- Uth k kisi ka intezar ker daikhna
- Abhi to hum nfson ko hai wehm
- Ab ye hi dukh hai hum main
- Manzildooraur safar bohut hay chote sedilki
- Chalo baant lete hain apanii sazaayen naa
- Na shikaayaten gilaa kare koii aisaa
- Ek din mujhe se boli kya
- Jii uthe hashr men phir se guzarane
- Aah ko chahiye ko chahiye ek
- Hamara haq to nahi hai phir b
- Rasm e deewaangi bhi mujh ko nibhaani
- Ajiib tajurbaa thaa bhiid se guzarane kaa
- Tang aa chuke hain kash ma kash e zindagii se ham
- Band ankhon se toote khawab ki kirchen
- Zindagi se badi saza hi nahin
- Aankhain khuab dekhti hain kisi say mil
- Bachpan ka zamana hota tha khushion khazana
- Kahane ko bahut kuchh tha magar kah
- Dharatii kii sunaharii sab nadiyaan aakaash
- Ishq mujhko nahi vahshet he sahi meri
- Karte hain yon sing sasar dil zanany
- Phoolo se poocho is main singhar kitna
- Janat ki hoor thee ya shaayer ka
=AdHoRy KhaWaB= Ham Aksar Sab Se Kehte Hen. Q Khwab Adhure Rehte Hen? Q Yad Kisi Ki Ati Hy? Q Dard Jigar Me Hota Hy? Q Qadam Behknay Lagte Hen? Ham Jab B Chalne Lgte Hen. Q Palken Num Ho Jati Hen? Ham Jab B Hansne Lagte Hen. Aksr Raton Ki Tareki. Yadon K Zeher […]
Ager ansoon na hotein ankhon mein… toh ankhen itni khoobsurat na hoti.. Ager dard na hota dil mein .. to khushi ki keemat pata na hoti.. Ager bewafayi na ki hoti waqt nee.. to wafa ki kabhi chahat na hoti.. Ager maangne se poori ho jati muradein.. to uss khuda ki kabhi zaroorat na hoti.. […]
Tum Bin Meri Zat ADHURI… Jaisy Koi Baat ADHURI… Hijr K Sare Din Han Poorey… Lakin Hay Hr Raat ADHURI… Lafzon Ki Gehrai Man Jhanko… Samjho Na Hr Baat ADHURI… Num Ankhen Aur Sookhi Palkain… Hoti Hy Barsat ADHURI… Mujh Se! Mujh Ko! Chheen Gaye Tum.. Reh Gai Mri Zaat ADHURI.
Kabh¡ Z¡ndag¡ Ka Naam ha¡ MOHABBAT, Kabh¡ Moat Ka Pegham ha¡ MOHABBAT. Kabh¡ MOHABBAT se M¡lt¡ ha¡ Khush¡, Kabh¡ Ghum K¡ Sham ha¡ MOHABBAT. Kabh¡ MOHABBAT Aansoun K¡ Baar¡sh ha¡, Kabh¡ Hans¡ Ka Jaam ha¡ MOHABBAT. Kabh¡ ha¡ MOHABBAT D¡L K¡ Jalan, Kabh¡ D¡L Ka Aaram ha¡ MOHABBAT. Kabh¡ MOHABBAT ha¡ M¡Lan Ka Roop, Kabh¡ […]
‘~Wà déy~’ kartey hain aur kar k Badal jatey hain~ ~Jesa Mosam ho Usi Tarz main Dhal jatey hain~ ~Main to Moom hon phir itni Dafa Azmaya Q ? ~Teri Baton se to Pat’ther Bhi pigal jatey hain~ Hamein Aag ki Tapish aur Tezi se na dara ~Hum to Parwaney hain Teri Yaad main hi Jal […]
Dard Kya Hota Hai, Bataein Ge Kisi Roz, Kamaal Ki Ghazal Tum Ko Sunaein Ge Kisi Roz. Thi Un Ki Zid K Main jaaon Un Ko Manane, Mujh Ko Ye Weham Tha Wo Bulayen Ge Kisi Roz. Us RAB ki Qasam Me Ne To Socha Bhi Nahi Tha, Wo itna Mere Dil Ko Dukhain Ge […]
Ho raat Akeli Pichlay Paiher, Aur Chand Gagan mein Aa Jaye, Tum chand ki Manind Tanha ho yeh baat tumhe Tarpa jaye, Kuch khuwab saja kr palkoun pe, tum chand se baatein kar laina Hum Yaad tumhe to krte hain, tum yad hamein b kr laina, kuch bat na ho jab aise hi num ankh […]
Bahot sahi gam-e-geti sharab kam kya hai Bahot sahi gam-e-geti sharab kam kya hai Gulam-e-saqi-e-kausar hun mujhko gam kya hai Tumhari tarz-o-rawish jante hain ham kya hai Raqib par hai agar lutf to sitam kya hai Sukhan mein khama-e-Galib ki atashfashani Yaqin hai hamko bhi lekin ab us mein dam kya hai
Rfaqton ki haseen rut me, muhbton k gulab sary, wafa ki Dori sy bandh rkhna, K Raaston me bikhr na jain, K 1 rasty k 2 musafir, Khyal rkhna bichar na jayn, Ye jilmilaty sy chand tary, Ye muskraty sy phool sary, Neelgun se ye rang-e-fitrt, Shafq ki lali subah ka anchal, Gulabi mosm ye […]
SEEKH MOJON SAY ULAJH KR JEENAY KA SHAOOR SIRF SAHIL SAY LIPAT JANA ZINDAGI NAHI HOTI
usey yaad ker k na dil dukha, jo guzar gia wo guzar gia, kahan lout ker koi ayai ga, jo guzar gia wo guzar gia, Nayai subah hay, nayai shaab hay, naya shahar hay, naya naam hai, Woh chala gaya usay bhool jaa, jo guzar gia woh guzar gia, Koi ayai ga koi jayai ga, […]
Farishta nahi Ghalti hum se ho sakti hai, Zinda hoon aaj,par kal Maut ho sakti hai, Kasoor nahi mera ke Mehsoos nahi kuch Dard ko na jane aur kya Dard ho sakti hai, akailye me jo hum safar pe chal diye yoon, maloom tha kya subha me shaam bhi ho sakti hai, mang loab phir,jo […]
Juda Tum Se Huey Hain To Kisi Se Hum Nahi Milty,, Koi hum Se Mily Bhi To Khushi Se Hum Nahi Milty,, Agar Pathar Ho Tum To Aao Betho Hum Bhi Pathar Hain,, Agar Ho Aadmi, To Aadmi Se Hum Nahi Milty,, Hum Apni Zaat Mein Sehra Hain Sehraon Se Yari Hai,, Kisi Darya Samandar […]
Koi mujh say haal hi pouch lay us shakhs ka ‘SaIm’ .,. Jis ki yaad mujhay tanhai mein bhi tanha nahi rehnay deti .,.
A£faz Mein Parr Jaye Gi Jab Jaan Mukama£, £ey Aaen Gey Hum Ishq Pe Emaan Mukama£, Aainey Mein Khoi Hui Hasti Ko Vo Dhoonden, Koi Nahi Es Shehar Mein Insaan Mukama£, Bikhrey Huey Rangon Mein Hai Bikhri Hui Hasti, Tasveer Mukama£ Hai Na Insaan Mukama£, Aa Jaye Mera Naam Bs Terey Naam K Hum’Raah, Ho […]
dil to dukha hai jaan bhi gayi hai karna to kuch tha aur kar kuch gayein hain aapki mohabbat mein hadh se guzar gayein hain. hote hote hote pyar humein bhi ho gaya samajhte samajhte samajh gaye pyar do dilon ka mel hai ek dil to hamara tha doosra pata nahin kahan kho gaya tumhein […]
kabhi aisa bhi waqt aayega jab wo humara intezaar karenge aur hum chale jayenge door honge wo lakin paas nahi aayenge hum sochenge jane ki. lakin kadam thehar jayenge ~**~**~
Tarasti nazron ki pyaas ho tum Tarapte dil ke aas ho tum Bujhti zindagi ki saans ho tum Mere suroon ka sangeet ho tum Meri zindgi ki har baat ho tum Meri chahton ka aftab ho tum Mere dil main base bas aaj ho tum zindgi aab hasen lagti hai Phir kaise na kahu kuch […]
[Aankhein] Main Kahoon Na Kahon Ye Aankhein Bata Deti Hain Gham-E-Dil Ye Tammam Mehfil Ko Suna Deti Hain Ho Jati Hian, Teri Yad Main Hum,Youn Aksar Sookhay Hoye Takya Ko Bhi Bhiga Deti Hain Jiss Nay Bhi Yahan Ishq Kiya Uss Nay Jana Boolti Khamooshiyan Ye Apnay Main Sama Layti Hain Youn Tou Nam Leva […]
Aakhia nu hanjuan d daat den walea, Zindgi nu vakhri shugat den walea, ohdiya yaada vich asi har khushi barbaad karde, Kash “oh†vi sade jina sanu yaad karde.
Other Popular Poetry SMS Messages
Sorry. No data so far.
Sath to ek pal ka tha phr q mujhe yaad aate ho tm? Aks ki trha mere dil pe q chha Jate ho tum! Dilbar b nhi ho mere humadam b nhi, ye raste piyar k mujhe phr q dikha jate ho tum? Hm kbhi mile the to ek ajnabi ki trha, meri raaton ki […]
Ae Meri Jan-E-GhazaL kyun Teri chahat Na kr0n? Sans ruk Jaye agr TuJh sE mohabt na kr0n, Tere Honto pE Tabasum ka yE HaLka sa khumar! Jese GuLshan mE dabe paOn chaLi aaye bahaar, Ab Jo kante B chubhen Tu mE shikayt Na kr0n! Saans ruk Jaye agar TuJh sE mohabat Na kr0n, Aagai Hy […]
bari garam thi tere honton ki chasni. woh toh mein hii tha jo pi kar sanmbhal gaya..
*’* Darwaze P Tez Hwa Ka Pehra H, Ghr K Andar Chup K Sae Dekh Rha Hn, *’* Jaisy Mra Chehra Mery Dushman Ka Ho, Aaine M Khud Ko Aisy Dekh Rha Hn
*’* Chand B Meri Tarah Husn Shinasa Nikla, Uski Diwar P Hairan Khara Kb S, *’* Bat Krta Hn To Lafz S Mehk Aati H, Koi Anfaas K Parde M Chupa H Kb S
Meharbaan mujh pe thy halat kbi yun b tha Hum raha krty thy ik sath kbi yun b tha Ab to perchaian b uski milny Nahi aateen Roz hoti thi us say mulaqat kabhi youn b tha Ab to Khushian b juda gham b hain juda …Hansty roty thy hum ik sath kbi yun b […]
guzr jae gi yeh zindagi us k baghair bhi wo hasrat e zindagi hey shart e zindagi to nahi
meri zindagi mjhe ye bta, mjhe bhool k tjhe kia mila tere char din k piar se mjhe umr bhr ka ghum mila main tot kr bikhar gaya, mjhe tord k tjhe kia mila
wo boli, dil ko koe beyaqini hey mhbt mai main bola, theek he pr ishq to eman hota he wo boli, hm to jese ik musalsal dukh k qaidi hain main bola, theek hey ye zindagi dukh ka tasalsul hey wo boli, koe shab to khwb mai bhi khwb ate hain main bola, theek hey […]
saans lene se teri yaad ati hey yd ane se meri jan jati hey kese kehdun k sirf sans sey zindagi hey saans bhi to teri yaad k baad ati hey
pyr krta he wo is tarah jese saza deta hey jb hansi aey labun pe to wo rula deta hey kbhi sene se laga leta he tehrer meri kbhi jhutla k wo kaghaz ko jala deta hey kbhi wo dil se laga leta he tasveer meri kbhi berham hoto hr naqsh mita deta hey q […]
*’* Koey Qatil M Chale Jaiy Shaheedn Ka Jalus, Khwab Yon Bheegti Aankhon Ko Sajane Nikle, *’* Dil N Ik Eant S Ta’ameer Kya Taaj Mehl, Tune Ik Bat Kahi, Lakh Fasane Nikle
jalty honton py tabassum jo machalta hai kbhi.. zakhm dhul jaty hain sawan jo barasta hau kbhi.. mainay socha mai taraashe hain khado khal tery.. mery bary me bta tu ny bhi socha hai kbhi.. charhty suraj sy kbhi tu by melai hay nazar? tu ny kirno ki tarf say ghor sy dekha hai kbhi? […]
Yoon akely mien mjy ehl-e-wafa yaad aaye, Jesy bandy ko museebat mien khuda yaad aaye. Jesy ujry howy panchi ko nasheman apna, Jesy apno’n k bicharny py dua yad aye. Jesy dhalti hoie shaamo’n ko sawera koie, Jesy pinjry mien parindy ko Fizaa yad aaye, Jesy boorhy ko khyalat mien bachpan apna, Jesy bachy ko […]
dayar-e-gair mein kaise tujhe sada dete tu mil bhi jata to tujhe ganwa dete tumhin ne ham ko sunaya na apna dukh warna dua wo karte k ham asman hila dete hamein ye zom raha ab k wo pukarenge unhen ye zid thi k har bar ham sada dete wo tera gam tha k tasir […]
Wafa ki aas me hm to sbi ka sath nibate rhe,, Wohi hm ko sada yad ay jo hme bhulate rhe,, Dil veeran tha honton pr hansi sajate rhe,, Khush fehmyo se hm apne dil ko behlate rhe,, Begane bn gay sbhi jinhen hm apna bnate rhe,, Sbhi bewfa thy hm to yunhi hr kisi […]
Jab bhi kisi ko dar-badar daikhty hain. Kuch waqt ko apna hi manzar daikhty hain. Un lamhon main hamen maazi yaad aa jata hai, Ujarrta hua jab bhi koi naya ghar daikhty hain. Darakhton k saay main jahan sath baitha karty they, Unhi raahon par,mujhy tanha ab shajar daikhty hain Apny hi iraadon sey naadim […]
*’* Todays Sunset Is The Last Sunset Of This Islamic Year & I Pray That All Ur Worries Set Down With The Sunset & New Beam Of New Year Spread Happiness In Ur Liff. AAMEEN! HAPPY NEW ISLAMIC YEAR
”’ Woh kehta tha k tuj say Bicher kar weeran ho jayen gain hum {wasi} ”’ Aaj poray shehar main sab say Roshin ghr hain us ka mila!!
*. .KOI PAL. .* zindagi me koi pal to aisa ho, Jo tera mera ho, Jis me koi teesra na ho, Hum dair tak aik dusre se batein karein, Or in baton ko sun’ny wala koi na ho, Bus main or tum hon, Yunhi bethe bethe kisi b, Choti si bat pey, Hum be-tahasha hans […]
Fasla to hai magar koi fasla nahi, mujh se tum juda sahi dil se to juda nahi.
BÃ¥daltay Mosam Pay Apni Umeedain Na Rakho ~â€farazâ€~ Din Baharon K Barray Mukhtasar Hua kartay Haìn…
Dil tou mera udaas hai Nasir… Sheher q sae’n sae’n karta hai.
Mujhe tum bhool jao gi, Kaha tha aik Din Mai ny, Wo Boli Hop nahi sakta, Tujhe mai kho Nahi Sakti, K Meri Jaan tujh Mai hai, Mera armaan Tujh mai hai, Tujhe Jis din na Mai dekhoon, Mai us Shab So Nahi Sakti, Kabhi ye Hp nahi Sakta, Tujhy Mai Kho NAhi Sakti, Mila […]
*. .Jb kaanch uthany parh jayen, tm hath hmare le jana. jb khud ko tanha pao to, tm sath hmara ly jana. jb smjho jeet muqadar hy, or rstay hain dushwar boht, na chahte b tum keh dena, bay baak sahara ly jana, jo bazi ab tm jeeto gy, jo manzil ab tm pao gay, […]
Ab k tajdeed e wafa ka nahi koi imkaan jana, yaad kia tujh ko dilayn tera peemaan jana, youn hi mosam ki ada daikh k yaad aya hai, kis kdr jald badal jatay hain insaan jana, zindagi teri ata thi so tere naam ki hai. hum ne jaisay b basar ki tera ahsaan jana, dil […]
Kion aankh mein behte hoye ashkon ki lri hai..? Chup reh mere hum-watan qayamat ki ghari hai hota hai kuch guman sa medaan-e-hashar ka har ik musalman ko apni hi pari hai Mit jaye mera Dais, ye halaat bana kar Atraaf ki har qom tamashay pe khari hai Phir surkh surkh hai mere daryaon ka […]
kiya likhon tery naam sajan tuje sochon subho sham sajan tm neeli jheel ka pani ho mohobbat ki ek kahani ho tm pyar ka meethe bol ho tm hr ek se anmol ho tm aasan ka badal ho tm mari aankh ka kaajal ho tm mere mann ki jeet ho mere labon ka geet ho […]
‘Hazar Unwan-E-Guftugu Thay, Reh Gaye Ye Soch Soch K Hum…….!!! Ye Baat Usay Naagawar Ho Gi, Ye Lafz Usay Naapsand Ho Ga…!!!
*. . .Har Aan Ek Ibtala Meh Tu Hai. . .* Ab Kaun Si Karbala Meh Tu Hai,, Noha Bhi Tu Hai Noha_gar Bhi,, Jab Tak Ke Dil-E-Sitam Zada Meh Tu Hai,, Faryaad Suni Na Jaye Kaise,, Zindaaniyun Ki Nawa Meh Tu Hai,, Dekhon Kise Aur Kise Na Dekhon,, Har Rokh Meh Har Ada Meh […]
~*Gazal*~ Meri har ek ada mein chupi thi us ki ‘Mohabat’ Usne mehsoos na kia ye or baat hy, Maine her dam uske hi khuwab dekhay, Mujhe tabeer na mili ye or baat hy, Maine jab bhi us se baat karna chahi, Mujhe Alfaaz na milay ye or baat hy, Main uski Mohabat k samndar […]
*. . .Wahmay Saray Tery Apnay Hain Hum Khan Tuj Ko Bhool Saktay Hain Meri Aankhoo Mai Ek Mudet Say Qaflay Rutjagoo K Tehray Hain Sir Burhana Hawaoo Say Pocho Zaeqay Hijratoo K Kaisay Hain Baaz Ouqaat Khushk Pattay Bhi Paaoo Perty Hain Cheekh Utthtay Hain Ishiq K Khush Gumaan Mosem Mai Pathroo Mai Gulaab […]
Tm b lout aao na december lout aya ha, Howain sard chalti hain, Mery lab kapkpaty hain, Koi kano mein kahta hy, Decembr lot aaya hy, Wohi khirki wohi aanghn, Jisy tm dekha krty thy Mein us mein hun sahi lekin, Kahin kuch khali sa lgta hai, Koi fryad krta hy decembr lot aaya hy, […]
Teri Umeed K Sahil Say Juray Hotay Agar, Mere Sehra tere Darya Ki Rawani Likhtay, Kuch Kitabon Mein Tere Phool Chupaya Kartay, Apnay Takiye Pe Teri Koi Nishani Likhtay, Dil Ka Aangan Teri Khushbu Se Mehakta Shab Bhar, Hum Muhabbat Se Tujhay Raat Ki Rani Likhtay.
‘Zindagi main tu nahi to arzoo kis k lye, Ye mohabbat kis lye ye justuju kis k lye Main tujhe dekha karun or tu mujhe dekha kare Ye nhi to phir jan-e-jana roo-baro kis k lye, Har sajawat jsm-o-jaan ki maine ki tere lye, Tu agr milta nhi to rang-o-boo kis k lye, Dilbari k […]
GHAZAL WO talu.e.aftab se yaad atey hain aksar, unki furqat main hum dil jalate hain aksar, din guzar jata hai yadon main unki, shaam hony se phir ashk bahate hain aksar, sara aalam raat ko so jata hai jab, guzre huwe lamhaat mujh ko sataty hain aksar, jub afsurda hota hai dil ka angan mera, […]
Kabhi sharab pe k msjid chly gay. Kbi namaz prh k botl utha li, tery ishq ney esa pagal kr dia k na masjid k rhy na maikhany k rahy kbi uljh pary khuda sy. Kbi saqi sy hangama kr dia, na namaz ada ho saki, na sharab hm pee sky, na wazu k rahy, […]
Yad Aate Ho Tu Ho Jati Hain Ye Ankhen Num…. Kia Tasawwur Main Bhi Rulane Ki Qasam Khayi Hai….
Be khawb zindagi ka parastaar kon tha,,,??? Itni udas raat mein be daar kon tha,,,????? Kis ko ye fikr thi k mohabbat mein kia hooa,,,,??? Ham is pe larr rahy they wafadaar kon tha,,,??? So kashtian jala k chaly sahilon se ham,,, Ab tum ko kia bataen k us paar kon tha,,,,??? Ye faesla to […]
har sans k sath mujhy socha kary ga too, apne hi aks mai mujhy khoja karey ga too, jab yaad aye gi tujy wafa meri phir har shakhs ko chahat se dakha karey ga too, aaj meri batoun par hans raha hsi too, phir kese marey khayal say daman churrayaga too, jab meri tarha kisi […]
‘khud ko mujh se juda kiya us ne.., jo na karna tha who kia us ne, yaad karne se bi na yaad aaon, aisa mujh ko buhla dia usne, tum tu bus waqt ki zarorat ho, mujh ko aakhir bata diya us ne, apne haathon se likh k muhe SAQI, jaane phir kiyin mita diya […]
‘Sapnay hain yaaden hain our bohat kuch… ‘tum ho,tumhari baten hain our bohat kuch…. ‘nahe chahty hum tum ko bhulana…. ‘magar dooriyan hayn….. ‘majbooriyan hayn our bohat kuch…. ‘yah doori ik din kat jaye ge… ‘yah fasly ik din simat jayen ge…. ‘phir hum karen ge baaten,waaday,izhar our bohat kuch….. ‘main itni doori k baad […]
Hazar chehr0n me uski mshahibat mili mjhk0.. Par dil ki zid hy,agr wo nai t0 us jesa b nai…
¤¤ Sazaa ¤¤ Hum jo majbøØr ha¡N wafa k £¡ye, Taraste rahe e¡k sada k £¡ye, Tujhko mangu or tu na m¡£ay, Ye soch k hath uthte na¡ dua k £¡ye,, Kha’ak ma¡N kab k m¡£ gaye hote, Z¡Nda ha¡N bus ter¡ raza k £¡ye, MøØhabat yun to koe jurm na¡, Ph¡r bh¡ tayyar ha¡N […]
*. . .Mujhe darya nahi likhna, Mujhe sehra nahi likhna Tasalsul se safar me hoon Mujhe thehra nahi likhna Purane rabton ki raakh Ab tak dil me baki hai Meri jalti hatheli par Naya wada nahi likhna Jeet kar usko jo main ne Khoya hai Mera noha nahi likhna, Mera nagma nahi likhna. Bisaat-zindagi ki […]
Do Ghont Ka Aey SaaQi ilzaam Nahi Loon Ga, Men Tashna Labi Dy Kar ek Jaam Nahi Loon Ga, Izhaar-e-Tmanna Hy Toheen-e-Tmana hy, Tum Khud He Samajh Jao Men Naam Nahi Loon Ga, Jo Shaam Jagati Ho Jo Subha rulati Ho, Woh Subha Nahi Loon Ga Wo Shaam Nahi Loon Ga, Ae Ehl-e-Chaman Rakh Lo […]
Bhool Gaey Afsaney Kitnay, Bikhray Khawab Suhany Kitnay Dil To Hy Ik Khawab Jazera, Us Mein Hain Veraaney Kitnay 2 Aankhain Hain Sagar Teri, Unn Mein Hain May-Khanay Kitney SaQi Ney Jab Aankh Milaai, Toot Gaaye Paimaney Kitney Shama To Ik Raat Jalli Thi, Jall Gaaye Thay Parwany Kitney Apno Ki Tum Baat Na Chero, […]
Shab-e-Hijar Ki Aziyat Ki Khabar Kis Ko Hai, Meri Gumnaam Muhabbat Ki Khabar Kis Ko Hai, Kis Ko Ehsas Mere Shiddat-E-Jazbat Ka, Mere Halat Meri Wehshat Ki Khabar Kis Ko Hai, Kon Veran Makano Ki Khabar Rakhta Hai, Meri khamosh muhabat ki khaber kis ko ha Maine Chup Chap Mohabbat K Sitam Jhailay Hain, Meri […]
Haakim-e-shehar bata…? Waqt k shikanjon ne Khuwahishon ke pholoon ko Noch Noch Torra hai kiya yeh zulm thora hai Dard ke jazeeron ne Aarzoo ke jeewan ko Maqbroon main dala he Zulmaton ke deray hen log sab luteray hen Maut rooth baithi he Zaat Raiza Raiza he Zindagi tere hathon Pamaal hai janaan ik sawal […]
Ek Jesi Lagti Hain Chooriyan B Larkiyan B Hansti Hain Khanakti Hain Chooriyan B Larkiyan B Nazuk Inteha Ki, Ek Zara C Thais Se Toot Ker Bikhrti Hain Chooriyan Bhi Larkiyan B In K Torrne Walon Ko Ehsas Tk Nahi Hota Bikhar K Kab Sambhalti Hain Chooriyan B Larkiyan B Zindgi Ki Dharkan Ko Ek […]
Usay ye kon samjhaey? Wo dasht-e-khamoshi men Ungliyon men seepiyan pehny Kisi sookhy samunder ki Adhoori pyas ki baaten Boht chup chaap sunta hy Boht khamosh rehta hy Usay ye kon samjhaey? Khushi k aik aansoo se Samunder bhr bhi jaty hain Boht khamosh rehny se Talluq mr bhi jaty hain.
Dushman Meri Khushiyon Ka Zamana Hi Nahi Tha, Tum Ney Bhi Kabhi Apna To Jana Hi Nahi Tha Kya kartey Akeley Mein Saja kar koi Mehfil Jab Shehar Mein kisi Ney Pehchana Hi Nahi Tha Dil Ney To Bohut Chaha Magar Kis Tarha Jeetey? Zindagi k Wastey Paas Apney koi Bahana Hi Nahi Tha, Murr […]
Ghum Hote Hain Jahaan Zahanat Hoti Hai,, Dunya Meh Har Shey Ki Qeemat Hoti Hai,, Aksar Woh Kehte Hain Woh Bas Mere Hain,, Aksar Kyun Kehte Hain Hairat Hoti Hai,, Tab Hum Donon Waqt Chora Kar Laate The,, Ab Milte Hain Jab Bhi Fursat Hoti Hai,, Apni Mehbooba Meh Apni Maa Dekhen,, Bin Maa Ke […]
Fankaar hy to Haath pe Sooraj Saja k laa,, Bujhta hua Diyya Muqaabil Hawa k laa,., Darya ka Inteqaam Dabbo de na Ghar Tera,, Saahil se Roz Roz na kankar Utha k laa,., Thori si Aur Mouj Mein aa ‘Ay Hawa-e-Gul’,, Thori si Us k Jism ki khushbo Chura k laa,., Garr dekhna hy Ehl-e-MASHIYAT […]
Aao kabi milne ko bahana nahi acha. Naazron mein raho meri zamana nahi acha . Mangon jo khushi se to dil-o-jaan luta dun . Yuon chupke se mere dil ko churana nahi acha . Hum aaj bhi kaail hain usi baat ke SAHIL Jan dil na milein to hatm milana nahi acha . Do din […]
Aisa ho sakta hai na? K mai ne jan lia ho, Tuje teri zaat ki gehrai tak, Teri mehfil se le ker teri tanhai tak, Aisa ho sakta hai na? k mai ne buhut karb saha ho, Tere sitam se le ker teri maseehai tak, Or aisa bhi to ho sakta hai na? K tuje […]
Tum Naen jantey Par Sara Jahan janta hy Hum ne Din Raat jo Us ishq Mein Mehnat ki hy Log kehty thay Yahan Sarr b Qalam Hotey Hain Hum Ne Us Shehr Mein Jaaney ki Jasarat ki hy Tum Faqiron se ye kehty ho kitaabain Parh lo Hum ne Roti hui aankhon se Tilaawat ki […]
Mujh se bichri to door hat k roi, na jane q wo apnO me palat k roi, yaad aayen us ko jab meri batein, pagli mere khatt se lipat k roi, suna h mehndi laga kr apne haseen hathon pr, saheliyon k bhare jhurmat me roi, wo meri baahon me khush rehne wali, Kal kisi […]
Lamhoo Men Qed Kar De Jo Sadiyon Ki Chahaten.. Hasrat Rahi K esa Koi Apna Bhi Talabgar Hota….
Raah-e-wafa mein, sazaon ko kon dekhay ga, ~Safar hai dhoop ka, chaon ko kon dekhay ga, ~Hum apni zid py aaye to cheen lain gay tujhy, ~Tery shehar ki diwaron ko kon dekhay ga, ~Teri bazm k hum woh chirag hain janaa. ~K jab jalay to hawaon ko kon dekhay ga.
Tanha ghar se bahir jana theek nhi, Tum ma’soom ho or zmana theek nhi. Saaf dilon ko phir se maila kar dain gi, Guzri baaton ko dohrana theek nahi. Aisi cheezain door se achi lagti hain, Chand ko apnay pass bulana theek nahi. Aao merey hath pe apna haath rakho, Saa’il ko khali lotana theek […]
‘Kitna ikhtiyar tha usko apni chahat pe ‘jani’ Is liye jab chaha yad kiya jab chaha bhula diya’ . . ‘janta tha wo mujko behlane k sub andaz ‘jani’ Is liye jab chaha hansa diya jab chaha rula diya’ . . ‘Rakhta to tha wo mera bohut hi kheyal ‘jani’ Is liye jab chaha khafa […]
KLAM UTHTA HA TOH BUS TERE SADA LIKHTA HA TERE PYARI SE WO HER EK ADA LIKHA HA WOH MUSKRANA PHIR US PA SHARMANA TERA TERA HUSN PA HER EK SHER LIKHTA HA
Tujhy kya khabar tere yaad nae mjhy kaisay kaisay sata diya, Kabhi khaloton mae rula diya kabi mahfilon mae hansa diya, Kabhi yun howa tere yaad mae mere namaz bhi kaza howe, Kabhi yun howa tere yaad nae mjhy rab sae mila diya,,,,,
Hath diaa jab se uss ne mere haath mein, Main tou Walli ho gaya ik Raat mein, Ishq karo ge tou kamaao ge naam, Tuhmatein bat’tti nahi khairaat mein, Ishq buri shay hai per, Dakhal na do meri har baat mein, Hath mein kaaghaz ki liay chatriyaan, ghar se na nikla karo barsaat mein, Rabt […]
‘Ye Dua hmari Maa k liye hai’ Plz Sb aik bar Ameen kahen! Aey ALLAH, Meri Maa ko Sehat or Tandrusti atta Frma or unhy hamesha hamary liye slamat rkh un ki duaen hamesha hmary sar par chadar ki tarah tani rahen..(AMEEN) Agr ap apni Maa k liye dua karwana chahty hain to SEND it […]
soz-e-Gam de mujhe usne ye irshaad kiyaa jaa tujhe kashmakash-e-dahar se aazaad kiyaa vo kareN bhii to kin alfaaz meN teraa shikwa jinko terii nigah-e-lutf ne barbaad kiyaa itnaa maanuus huuN fitrat se kalii jab chaTkii jhuk ke maiNne ye kahaa, ”mujhse se kuchh irshaad kiyaa?” mujhko to hosh nahiiN, tum ko Khabar ho shaayad […]
ruKhoN ke chaaNd, laboN ke gulaab maange hai badan kii pyaas, badan kii sharaab maange hai maiN kitne lamhe na jaane kahaaN gaNvaa aayaa terii nigaan to saaraa hisaab maange hai maiN kis se puuchhne jaauuN ki aaj har koii mere sawaal kaa mujhse jawaab maange hai dil-e-tabaah kaa yah hauslaa bhii kyaa kam hai […]
is qadar bhii to na jazbaat pe qaabuu rakho thak gaye ho to mere kaandhe pe baazuu rakho bhuulne paaye na us dasht ko vahshat-e-dil se shahar ke biich raho, baaG meN aahuu rakho Khushk ho jaayegii rote hue sahraa kii tarah kuchh bachaa kar bhii to is aaNkh meN aaNsuu rakho roshnii hogii to […]
tere shahar meN ek divaana bhii hai jo sab ke sitam ka nishaana bhii hai baDaa silsilaa hai Khudaa se meraa falak pe meraa aanaa jaanaa bhii hai hai maqsad to apnii hii takmiil kaa mohabbat yah terii bahaanaa bhii hai ravaayat hai aadam se yah ishq kii yah saudaa bohat hii puraanaa bhii hai […]
na gul-e-naaGhma huuN, na parda-e-saaz maiN huuN apnii shikast kii aavaaz tuu aur aaraaish-e-Kham-e-kaakul maiN aur andesha-e-haai-duur daraaz laaf-e-tamkiiN fareb-e-saada-dilii ham haiN aur raaz-haai siina-e-gudaaz huuN giraftaar-e-ulfat-e-sayyaad varnaa baaqi hai taaqat-e-parvaaz nahiiN dil meN mere voh qatra-e-KhuuN jis se miZhghaaN huii na ho gul-baaz mujhko puuchha to kuchh Ghazab na huaa maiN Ghariib aur tuu […]
tamannaa kaa sar yuuN utaaraa gayaa har ek biich raste meN maaraa gayaa maiN kis kis kii aavaaz kii par dauDtaa mujhe chau-taraf se pukaaraa gayaa vahaaN zaKhm par baat hii kab huii faqat aaNsuoN ko shumaaraa gayaa havas thii use merii har chiiz kii magar mujhse sab kuchh na haaraa gayaa
mere qaatil mere dildaar mere paas raho jis ghaDii raat chale aasmaanoN kaa lahuu pii kar siyaah raat chale marham-e-mushk liye, nashtar-e-almaas chale bain kartii huii haNstii huii gaatii nikle dard kaa kaasnii paazeb bajaatii nikle jis ghaDii siinoN meN Duubte hue dil aastiinoN meN nihaaN haathoN kii raah takne nikle aas liye, aur bachchoN […]
Yaa rab gham-e-hijraaN meN itnaa to kiyaa hotaa jo haath jigar par hai voh dast-e-duaa hotaa ek ishq kaa gham aafat aur is pe ye dil aafat yaa gham na diyaa hotaa, yaa dil na diyaa hotaa ghairoN se kahaa tumne, ghairoN se sunaa tumne kuchh hamse kahaa hotaa, kuchh hamse sunaa hotaa ummiid to […]
purkhoN kii tehziib se mahkaa bastaa piichhe chhuuT gayaa jaane kis vahshat meN ghar kaa rastaa piichhe chhuuT gayaa bachche merii unglii thaame piichhe piichhe chalte the phir voh aage dauR gaye, miaN tanhaa piichhe chhuuT gayaa ahad-e-javaanii ro ro kaaTaa Mir miyaan saa haal huaa lekin unke aage apnaa qissa piichhee chhuuT gayaa piichhe […]
nigaah-e-lutf mat uThaa khuugar-e-aalaam rahne de hameN naakaam rahnaa hai hameN naakaam rahne de kisii maasuum par bedaad kaa ilzaam kyaa maanii yah vahshat-Khez baateN ishq-e-bad-anjaam rahne de abhii rahne de dil meN shauq-e-shoriida ke hangaame abhii sar meN mohabbat ka junuun-e-Khaam rahne de abhii rahne de kuchh din lutf-e-naGma-e-mastii-e-sahbaa abhii yah saaz rahne abhii […]
Ajeeb khawish ha sehar waloon say chup chupa k kitaab likhoon Tumharay naam apni zindagi ki kitaab ka intasaab likhoon Woh lamha kitna ajeeb tha jub humari aankahin galay mileen theen Main kis tarhan ab mohabbatoon ki tish nage k aazab likhoon Tumhi nay meray ujar rastoon pay khawishoon k diea jaliea Tumhi nay chaha […]
Aajkal Har gham ko apni ankho me chupate hai, Jaan na jaye ye raaz koi isliye muskurate hai wo Tanhai me khud ko hi apna dukhra sunate hai wo, Jane kyo dil todne wale ke liye ansu bahte hai wo.
Raat Ki khamoshi me kabhi tum dil ki dharkano ko sunna, Din ke ujaale me kabhi khuli ankho se tum khwab bunna. Har jagah tujhko sirf hum hi hum milenge aye meri chahat Tum ek baar un yado par jami dhul me pyar se hath pherna.
Sathi ke sath kadam se kadam milana sikho Mohabat me har gham ko tum bhulana sikho Yun to har koi sathi se kitne wade karte hai Par tum un wado ko wafai se nibhana sikho
Kuch Admi Dozak Mein Bohat Garmi Mein Bary Aram Se Soye Pare Thy, Ek Farishte Ne Dusre Se Pucha Yar Ye Itny Aram Se Dozak Mein Soye Huye Hen To Dusre Ne Kaha, Ye Sab Pakistan Se Ayen Hen Garmi Aur Loadshading K Adi Hy.
Ye dil ke ristey nibhane ka andaz ajeeb hote hai Jo dil ke karib hai wohi ankho se dur ho jate hai. Juda hokar nahi milta dil ko sukoon tamam umar, Roti hai ankhe phir bhi jane kyo wo bicharte hai
dasht parta hai miyan ishq mein ghar se pehle chal diye uth k su-e-shahar-e-wafa ku-e-habib puch lena tha kisi khak basar se pehle ishq pehle bhi kiya hijr ka gam bhi dekha itne tarpe hain na ghabraye na tarse pehle ji bahalta hi nahin ab koi saat koi pal rat dhalti hi nahin char pahar […]
YUN WOH YAAD ATA HAI JAB PEHLI BAAR NAZAR MILI TU LAGA KE WOH SIRF MERAY LIYE HI BANA HO US KE CHALAY JANAY KE BAD WOH YUN YAAD ATA HAI KE MERI SASOON MAY PASS HOTA HAI US KI KHUSHBOO US KA EHSASS US KA YUN DEKHNA US KE JANAY KE BAD APNA SAB […]
Mhubbato Main Sukoon Khona Koi sunega to kia kahega. . . . ? Kisi ki khatir waqra khona Koi sunega to kia kahega. . . . ? Ye rato ko uth uth kai mera rouna Koi sunega to kia kahega. . . . ? Bhawar mai kashti ko chor atay to ap bar bhi na […]
Ek Lamhe Me Unhone Zindagi Sawar Di, Doosre Lamhe Me Unhone Zindagi Ujad Di, Kusoor Unka Nahi Hamara Hai Un Do Lamho Mein Hamne Zindagi Guzar Di. Saza Dene Wale Raza Puchte Hain, Jeene Ki Humse Wajah Puchte Hain, Dete Hain Khud He Zahar Humko Aakar, Phir Kitna Hua Hai Asar Puchte Hain,
Wo jo dil mein tera muqaam hey, Kisi aur ko wo diya nahin Wo jo rishta tujh se hey ban gaya, Kisi aur se wo bana nahin Wo jo payar tujh se ho gaya, Kisi aur se wo hua nahin Wo jo raaz tujh de hey keh diya, Kisi aur se wo kaha nahin Wo […]
Ik roop ke sagar ma’ nahaatii rahein aankhein Kuch khwaab maire dil ma’ sajaati rahein aankhein Yaadon ke dareeche pe wo daiti rahein dastak Kal raat bohat mujh ko sataati rahein aankhein Palkon se tapakne na diya aik bhi aansuu Ye rasm-e-muhabbat bhi nibhaati rahein aankhein Ehsaas ke zeene se utarti rahi khushbuu Madhosh maire […]
Ab’r malboos-e-aab tha jaise’ Chaand ko kuch hijaab tha jaise’ Kal achaanak wo yoon mila mujh ko Koi pinhaan jawaab tha jaise’ Safha safha safar tha yaadon ka Jalti bujhti kitaab tha jaise’ Adh’khili raat, an’kahe manzar Raasta neem’taab tha jaise’ Chaandni ma’ tuloo’ hota hua Raat ka aaftaab tha jaise’ Gehri taareekiyon ma’ behta […]
Abhi Is Taraf Na Nigah Kar Main Ghazal Ki Palkein Sanwar Lon Mera Lafz Lafz He Aaina Tujhe Aaine Mein Utar Lon To Tamam Din Ka Thaka Hua Mein Tamam Shab Ka Jaga Hua Zara Thehar Ja Is Mor Pe Ik Shaam Sath Guzaar Lon Koi Ajnabi Teri Raah Mein Mere Pas Se Yon Guzar […]
Jafa jo ishq mein hoti he Woh jafa hi nahi. Gar sitam nahi ho mohabat men To kuchh maza hi nahi..
koi chez be-wafai se barh ker kia hogi, Ghum-e-tanhai judai se barh ker kia hogi, Kisi ko deni ho jawani main saza, to wo saza PARHAI se barh ker kia hogi:-)
Jal chuky khwab to phir aag bujhane ayeIk naye dhang sy wo chot lgany aye,Moom k pul sy guzar kr mujy jana tha wahanOr wo soraj ban k mera sath nibhane aye..
Talaash Mujh Ko Na Kar Dasht-e- Rahber Mein Ay sahe£ *=¤=* Nigah-E-Dil Se Zara Daikh Tere Pas Hoon Main…!! @
MöhÃ¥BBÃ¥t k SÃ¥rey RÃ¥nG RÃ¥ngö k sÃ¥ry phøøl Phöölön ki sÃ¥ri khushbu Khushbu k sÃ¥rey lÃ¥mhey LÃ¥mhön ki sÃ¥ri chÃ¥hÃ¥tChÃ¥hÃ¥t ki sÃ¥ri khushiyÃ¥n””T’E’R’E’ÑÄÄM””@
Woh to milta hai mehdood Se lamhoon mai muj ko Faraz…. Pher bi dil hai k Kitni Fursat se sochta hai Usey
Dil mra hr lmhay jisy pany ki dua krta hy, Misl e khushbu mri sanson m bsa krta hy, Sochta hun k ek bar bewfai krun, M b to dekhun wo kesy wfa krta hy
na haaraa hai ishq na duniyaa thakii hai diyaa jal rahaa hai havaa chal rahii hai sukuun hii sukuun hai Khushii hii Khushii hai teraa Gam salaamat mujhe kyaa kamii hai charaaGon ke badale makaaN jal rahe hain nayaa hai zamaanaa naii raushanii hai are o jafaaon pe chup rahane vaalo Khaamoshii jafaaon kii taaiid […]
Ek Din Usne Pucha Kahan Hon Mein? : Mene Kaha..! : Mere Dil Me Ho Tm Meri Jan Me Ho Tm Meri Sans Me Ho Tm Meri Aas Me Ho Tm Mere Dil Ki Dharkano Me Ho Tm Meri Akhri Sans Me Ho Tm : Phr Usny Muskra K PUCHA… Kahan Nai Hon Mein? : […]
phuul khile haiN, likhaa huaa hai ‘toRo mat’ aur machal kar jii kahtaa hai ‘chhoRo mat’ rut matvaalii, chaaNd nashiilaa, raat javaaN ghar kii aamad kharch yahaaN to joRo mat abr jhukaa hai chaaNd ke gore mukhRe par chhoDo laaj, lago dil se, munh moRo mat dil ko patthar kar dene vaali yaado ab apnaa […]
ek kiran meher ki zulmaat pe bhaarii hogii raat unkii hai magar sub’h hamaari hogii is nisbat se seher nikhri hu’ii aayegii jis qasar raat yeh biimaar pe bhaari hogii yeh jo milti hai tere Gham se Gham-e-dahar ki shakl dil ne tasviir se tasviir utaarii hogii is taraf bhii koii Khushbuu se mehekta jhoNkaa […]
Chahat ke mehfil main bulaya hy kisee nay, Khud bulaa ker phir sataya hy kisee nay, Jab tak jali hy shama jalta raha parwanaa, Kiya iss tarhan saath nibhaya hy kisee nay Armaan mere raiza raiza ho gye hain, Yun kil k aangan sy giraya hey kisee nay, Aag lagi hai dasht main koi kya […]
likhnaa use hoNtoN se, paDhnaa lab-e-laaliinaa us shoKh ko likh paDh ke siikhaa hai Gazal jiinaa sab sang-e-malaamat ke ruKh ek hii jaanib haiN zad par huuN magar maiN hii, maiN hii huuN magar biinaa paabasta sadaaoN kii zanjiir sii hai aage aage na jaa is had se tham jaa..dil-e-Gamgiinaa talvaar sii chaltii hai voh […]
ZINDAGI Bhawar mein phasi meri zindagi,.. Pata nahi kis aur jaa rahi hai,.. Guzre waqt ko dabaye hue,… Jaane kis mod par aa rahi hai,… Kab kya hoga is se mein aajan ho,… Aane wale toofan se pareshan ho,… Guzarte waqt ke saath saath … Shayed bhula dena tha tumko,… Is rishte ko na banana […]
vahii taaj hai vahii taKht hai vahii zahar hai vahii jaam hai ye vahii Khudaa kii zamiin hai ye vahii buton kaa nizaam hai baDe shauq se meraa ghar jalaa koii aaNch na tujhape aayegii ye zubaaN kisii ne Khariid lii ye qalam kisii kaa Gulaam hai main ye maanataa huuN mere diye terii aaNdhiyoN […]
siyaahiyon ke bane harf harf dhote hain ye log raat men kaaGaz kahaaN bhigote hain kisii kii shah men dahaliiz par diyaa na rakho kivaaD suukhii huii lakaDiyon ke hote hain charaaG paanii men maujon se puuchhate honge vo kaun log hain jo kashtiyaaN Dubote hain qadiim qasbon men kyaa sukuun hotaa hai thake thakaaye […]
Ae dost!Hamari wafaien, tumhare liye hain… Mehekti fazaen, tumhare liye hain… Jaha bhi raho, tum salamat rahoLabon par Duaen,tmary liye hain
meri khamoshi ko woh meri khata kehta hai kitna nadaan hai wafaoon ko jafa kehta hai woh ke anjaan e mohabbat hai usai kiya kahiye dil ke rone ko wih dharkan ki sada kehta hai mai usai kitna bhi chahoon per nahi us pe asar meri diwaangi ko apna huner kehta hai yaan to awaaz […]
dafan hain us k ghr ke sath qabarustan mai mgr phr bhi wo rota hey khud hi to kaha kerta tha k banalo qareeb koe thikana k milna asan ho
husn gamze k kashakash se chuta mere bad bare aram se hai ahl-e-jafa mere bad mansab-e-sheftagi k koi qabil na raha hui mazuli-e-andaz-o-ada mere bad shama bujhti hai to us mein se dhuan uthta hai shola-e-ishq siyahposh hua mere bad khun hai dil khak mein ahwal-e-butan par, yani unk nakhun hue mohtaj-e-hina mere bad darkhur-e-arz […]
Bohat hi yaad aata hai mere Dil ko tarpaata hai woh tera paas na hona bohat mujh ko rulaata hai woh mera teri aankhon k samander main uttar jaana aur teri muskurahat ke bhanwar main doobte jaana teri awaaz k sehar se na nikal paana tujh ko dekhna aur be-khudi se dekhte jaana bohat chaha […]
chashm-e-mayagun zara idhar kar de dast-e-kudrat ko be-asar kar de tez hai aj dard-e-dil saqi talkhi-e-may ko tez-tar kar de josh-e-wahshat hai tishnakam abhi chak-e-daman ko tazgar kar de meri qismat se khelne wale mujh ko qismat se bekhabar kar de lut rahi hai meri mata-e-niyaz kash! wo is taraf nazar kar de ‘Faiz’ takmil-e-arzu […]
Zindagi dene vale marta chod gye, apnapan jitane vale tanha chod gye, jab padi zarurat hume apne humsafar ki vo saath chalne vale apna rasta hi mod gaye …
Use kehna..! Agr meri mohabat me na thi pakezgi itni, Tujhe tark-e-taluq mein Q mushkil pari itni, Badal jao bhale tum b mgr ye zahen mein rakhna, Kahin pachtawa na ban jaye ham se be-rukhi itni, Tujhe yun toot kar chaha wajood apna mita dala, KHUDA ko paa chuke hote jo karte bandagi itni…
Jalte Honton Pe Tabassum jo Machalta hy Kabi, Zakham Dhul jate hain saawan jo Barsta hy Kabi, Main ne Sochon Main Tarashe hain khadokhal tere, Mere Bare Main Bata Too ne B Socha hy Kabi? Charhte Suraj se kbi tu ne Milayi hy Nazar? Tu ne kirnon ki taraf Ghor Se Dekha hy Kabi? Log […]
Teri ulfat ko kabhi nakam na hone dain ge, Teri dosti ko kabhi badnaam na hone dain ge, Meri zindagi mein suraj nikle na nikle, Teri zindagi mein shaam na hone dain ge.
mere baad kidhar jaayegii tanhaa_ii mai.n jo maraa to mar jaayegii tanhaa_ii mai.n jab ro ro ke dariyaa ban jaa_uu.Ngaa us din paar utar jaayegii tanhaa_ii tanhaa_ii ko ghar se ruKhsat kar to do socho kis ke ghar jaayegii tanhaa_ii viiraanaa huu.N aabaadii se aayaa huu.N dekhegii to Dar jaayegii tanhaa_ii yuu.N aao ki paao.n […]
koi aisa pyar ka bazaar hota jis main nilaam wo sar-e-bazar hota hum usy khareedty sab juch beech kar aur phir dekhty kesy wo kisi aur k naam hota
Mujhe aaJ taK khabR na hUi k maiN kis diyE ki Aag hun,, ,,Mujhe Jis ne cHaha jaLa diYa jiS ne chahA buJha diyaaa
kitabun k safon ko palat k sochta hun yun palat jae ye zindagi to kia baat hey khuwabo main jroz milta hey jo haqiqat mai aey to kia baat hey
MJH SE GILE HAIN MJH PE BHAROSA NAHI USEY YE SOCH K HUM NE BHI TO ROKA NAHI USEY WO SHAKHS BHI CHAND SITARUN SE YE POOCHE HAN KUNSI WO RAAT THI SOCHA NAHI USEY ALFAZ TEER BUN K UTARTE RAHE DIL MAIN SUNTE RAHE CHUP CHAP HI TOKA NAHI USEY SAGR YE MUHABAT NAHI […]
Taiz Baarish men Kabi Sard Hawaon men raha.. Ik Tera Zikar tha Jo Meri Sadaaon men raha. .Kitne Logon se Mera TaalluQ tha Magar.. Tera Chehra hi FaQat ALI ki Duaon men raha..
Har kise k naseeb mai khan hay chahat Sagar Koch log to pida hote hay tanhaiyon k lia Saim khattak
jitna pyar paya hai aap se , utna or pane ko gee chahta hai, na jane kyune harr rishta aap se ,banane ko gee chahta hai, mout to anee hai lakin aap pe,marjane ko gee chahta hai, samandeer ki gehraye ka andaza hai mgr, ap ki ankon me doob jane ko gee chahta hai, ankoon […]
Nikaala hum ko jannat se faraib-e-zindagi day kar…… Diya phir shoq-e-jannat kyun, yeh hairani nahe jaati..
Mohabbat gar fasana hai to phir… inkaar hai hum ko ke meri ankh mein roshan,tumharay naam ke jugnu mere dil mien darkhshaN sab tumhari yaad ke pehlu meri sochon pe haavi wo tumhari qurb ki khushbu mere jazboon ki sachayi, wafaoon ke rang o lahoo koi farzi kahani hain na he afsana koi
itna to mere haal pe ahsan kia kr ankhun sey mera dard pehchan lia kr koe sath de safar main bht thak gaya hun main kuch pal hun tere sath meri maan lia kr afsane mhbt k adhore kbhi na chord hr jurm e wafa ka mjh sey bayan lia kr mudat hoe is aas […]
uth uth k kisi ka intezar ker k daikhna kbhi kisi sey pyr ker k daikhna kese toot te hain muhabbatun k rishte ghaltiyan 2, 4 ker k daikhna zindagi ka falsafa samajhna ho to barish main kachi dewar ker k daikhna
abhi to hum nfson ko hai wehm chaara gri hoi na dard main phir bhi kmi to kia ho gaa
ab ye hi dukh hai hum main thi kmi is main na thi is ko chaha tha mgr tha apne tarah chaha na tha
Manzil’Door’Aur Safar Bohut Hay__ Chote Se’Dil’Ki Fikar Bohut Hay__ Maar’Daalti’Ye Dunya Kab Ki Humay__ Par’Shayed’Kisi Ki ‘Duaaon’Me’Asar’ Bohut Hai. k,k
chalo baaNT lete hain apanii sazaayen naa tum yaad aao naa ham yaad aayen sabhii ne lagaayaa hai chehare pe cheharaa kise yaad rakhen kise bhuul jaayen unhen kyaa Khabar ho aanevaalaa naa aayaa barasatii rahiin raat bhar ye ghaTaayen
na shikaayaten na gilaa kare koii aisaa shaKhs huaa kare jo mere liye hii sajaa kare mujh hii se baaten kiyaa kare kabhii roye jaaye vo bepanaah kabhii betahaashaa udaas ho kabhii chupake chupake dabe qadam mere piichhe aa kar haNsaa kare merii qurbaten merii chaahaten koii yaad kare qadam qadam main taviil safar men […]
Ek Din Mujhe Se Boli Kya Wo Tum Ho? Jo Mere Kano Se Lag Kar Apni Gazlain Apni Nazmain Keh Jata Hai Phir Main Bola! Han Main Wohi HooN, Phir Wo Boli! Bohat Buray Ho, Bohat Buray Ho. Neend Ura Kar So Jate Ho. . .! k.k
jii uThe hashr me.n phir jii se guzarane vaale yaaN bhii paidaa huye phir aap pe marane vaale hai udaasii shab-e-maatam kii suhaanii kaisii chaaNv men taaron kii nikale hain saNvarane vaale ham to samajhe the ki dushman pe uThaayaa Khanjar tumane jaanaa ki hamiin tum pe hain marane vaale sabr kii mere, mujhe daad […]
Aah Ko Chahiye Aah ko chahiye ek umr asar hone tak. kaun Jeeta hai teri julf ke sar hone tak. Humne mana ki tagaful na karenge. Kisko maloom tha ke khak ho jayange tumko khabar hone tak
hamara haq to nahi hai phir b ye tum se kehty hain. mohsin hamari zindagi tum le lo magar udas mat raha kro…
Rasm e deewaangi bhi mujh ko nibhaani hai abhi zindagi tujh se juda ho ke bitaani hai abhi Saaqiyaa de wohi piyaala gham e hasti ka mujhe is mai baaqi meri do ghoont jawaani hai abhi
ajiib tajurbaa thaa bhii.D se guzarane kaa use bahaanaa milaa mujh se baat karane kaa phir ek mauj use khii.nch le ga_ii tah-e-aab tamaashaa Khatm huaa Duubane ubharane kaa mujhe Khabar hai ki rastaa mazaar chaahataa hai mai.n Khastaa_paa sahii lekin nahii.n Thaharane kaa thamaa ke ek bikharataa gulaab mere haath tamaashaa dekh rahaa hai […]
tang aa chuke hain kash-ma-kash-e-zindagii se ham Thukaraa naa den jahaaN ko kahiin bedilii se ham maayuusii-e-ma’al-e-mohabbat naa puuchhiye apanon se pesh aaye hain begaanagii se ham lo aaj hamane to.D diyaa rishtaa-e-ummiid lo ab kabhii gilaa naa karenge kisii se ham ubharenge ek baar abhii dil ke val-vale go dab gaye hain baar-e-Gam-e-zindagii se […]
Band Ankhon Se Toote Khawab Ki Kirchen Bahar Aati Hen Dil Ke Band Dareechon Se Kuch Sadayein Bahar Aati Hein Logon Se Chupta Hoon Khilwat Dhoondh Ta Hoon Tanhai Ke Aalam Me Mere Andar Se Kai Zaaten Bahar Aati Hein Nam Meri Aankhen Yun Hi To Raha Nahi Karti Yaadon Ke Dareechon Se Teri Baatein […]
zindagi se badi saza hi nahin aur kya jurm hai pata hi nahin itane hisson men bat gaya hun main mere hise men kuch bacha hi nahin sach ghate ya bade to sach na rahe jhuth ki koi inteha hi nahin jaf do chaddi men chahe sone men aaina jhuth bolata hi nahin
Aankhain khuab dekhti hain Kisi say mil janey ka Ya khud ko kho denay ka Tanha reh janay ka Khud ko aar denay ka, Chahat haar denay ka Aankhain khuab dekhti hain Bichray huye lamhon ka Kisi raastay per mil janay ka Zakhmon kay sil janey ka Zamanay kay guzer janay ka Khuab kay hasil […]
Bachpan Ka Zamana Hota Tha, Khushio.N Ka Khazana Hota Tha. Chahat Chaand Ko Paane Ki, Dil Titli Ka Deewana Hota Tha. Rone Ki Wajha Na Hoti Thi, Hasne Ka Bahana Hota Tha. Khaber Na Thai Kuch Subho Ki, Na Shamo Ka Thikana Hota Tha. Daadi Ki Kahani Hoti Thi, Pariuon Ka Fasana Hota Tha. Daadi […]
kahane ko bahut kuchh tha magar kah nahin paye samajha na meraa Gam koi is baat ka Gam hai phir bhi mere dil kuchh to vafaon ki kasam hai aankhon men hon aansu bhi magar bah nahin paye phulon se chaman aasman taron se bhara hai umid ka daman mera yadon se bhara hai qismat […]
dharatii kii sunaharii sab nadiyaaN aakaash kii niilii sab jhiilen hastii se merii bhar jaayengii aur saaraa zamaanaa dekhegaa har qissaa meraa afsaanaa hai har aashiq hai saradaar yahaaN har maashuuqaa sultaanaa hai
Ishq mujhko nahi Ishq mujhko nahi vahshet he sahi meri vehshet teri showrut he sahi kata ki giyae na taluk humsay kuch nahi to adavat he sahi Dil e nadan tujhay hua kiya hai Akhir is dard ki dawa kiya hai hum ko thee unsay wafa ki umeedain jo nahi jaantay wafa kiya hai hum […]
Karte hain yon sing sasar sing dil zanany waly jise aishaq karne waly insan nahi hoty ye dia aaj kisi ne fatwa aajib sa k muhbat karne waly muslman nahi hoty
Phoolo se poocho is main singhar kitna hai? Mere dil se poocho is main pyar kitna hai? Saye ki tarha tumhara pyaar saath rehta hai… tumhare saath guzra hua har lamha yaad rehta hai.
janat ki hoor thee ya shaayer ka khuaab theen laakhon mai aik tum hi mera intikhaab theen qudrat ne husn khaas hi tarkeeb se diya kuch meri nigahoon ki farmaishen bhi theen main ne hi tujhe deed ke qabil tha banaya unwaan jin ka too bana ghazlen woh meri theen