rothnay ki ada hum ko bhi aati hai mager..kash koi hota humain bhi mananay wala…
kisi k pyar mai ghari choot khai hai……wafa say pahlay hi be-wafai pai hai…..log to dowa mangtay hain marnay ki….. per hum nay……… .!! us ki yadun mai jinay ki kasam khai hai…..
dushmanoo me b dost mila katya hain …kaantun mai b phool khila kartay hain…hum ko kanta samajh k chor na dena kantay hi pholun ki hifazat kiya kartain hain
devane hok hum milnay lage sanam jab say joray hain silsilay …….. ankhun say ruth kar nindain chali gain na jany kaisay gul khilay ……. na jany kaisay pyar howa .. na janay kab iqrar howa k apni baat ban gai……..! !!!!!!!!! !!!!!!!!! !!!!
main jab tumko bohot aane lagoon yaad chali aana..bhool jana apni kahi har baat chali aana..judai ka woh manzar woh manzar dhalte sooraj ka….tumhain yaad aye jab woh shaam chali aana
ab kya kahun tujh ko mohaabat nahi rahi…tairi talab main pahli c shidat nahi rahi … kya tairi wafaun ka mosam badal gaya … ya tujh ko ab mairi mohabbat ki zarorat nahi rahi…….. ……… ……… ..!
Seeshey Se Bani Ek Larki…Pathar Ke Naggar Main Aai..Woh Dhoond Rahi Thi MoTi…Aur Pathar Se Takrai..Seeshey Se Bani Ek Larki Is Baat Se Hai Anjani….Jab Rait Chamakti Hai Too…Lagti Hai Woh Durr Se Pani…Yeh Phool Hai Sab Kaghaz…Lekin Woh Samajh Na Pai…Seeshey Se Bani Ek Larki…Pathar Ke Naggar Mei Aai…Woh Dhond Rahi Thi MoTi..Aur Pathar Se Takrai
badla woh waqt gehri rafaqat badal gai ..suraj dhala to sayee ki surat badal gai … ik
badla woh waqt gehri rafaqat badal gai ..suraj dhala to sayee ki surat badal gai … ik
sham honay say pahlay lout ana …kisi k naam honay say pahlay lout ana…hum tairay intayzar main hain…..anjaan honay say pahlay lout ana…subhasham rahti hai tairay didar ki umeed…din khatam honay say pahlay lout ana… agar na lout pao to bas itna kar dena Mairi zindagi khatam honay say pahlay lout ana…
hum koi waqt nahi hain hum dam ………. jab bolaoge chalay ayinge…..
agar tum ik ansuu hoty tu,……apkii akho say bah kar marna pasand kartay…… ……… ……… …… or agar app mairi ankho k ansuuu hotay …. to wada hai dost hum zinagi bhar na rotay …..
uss nay door rahnay ka mashwara bhi likha hai… sath hi MUHABBAT ka wasta bhi likha hai…….us nay ya bhi likha hai mairay ghar na ana…or saaf lafzun mai rasta b likha hai …..
tu nay dekha hi nahi apni hathayli ko kabhi….is main dhundli c ik lakeer mairi b hai……… ……..
HuM Nay TumHaRa ItnA INtAzAr KeYah KAy ZinDAgi BhE HuM sAY RuKth Kar ChaLi GaI
Zindagi nay Zindagi Bhar GhuM deyah soo zindagi ko ghum day kay try kartay hayn
na kabhi ya chupaya k piyar kitna hai . na kabhi ya bataya k dard kitna hai.. bas ik humain or us khuda ko maloom hai ……k un say mulaqaat ka intezar kitna hai…….