Vo aati toa hai par tann se






Related SMS
- Zooq e nighah aur baharon k darmian
- Zafar admi us ko na jane ga
- Zabat e ghar ye kabhi karta hon
- You hold the most loveliest part in
- Yeh kesi paheli hai ye
- Ye zarf ki baat hai
- Ye faslay to dilon k
- Yaaran naal jeena hai jena
- Ya rabb wo kase log
- Zakham par rehne de kisi sorat to
- Zamane ke sawalon kp k
- Zara sa ishaq ka bhi us me
- Zindagi to kaat gai qaid e tamana
- Zindagi mein kuch na de sako to
- Zindagi hum tere daghon se rahe sharminda
- Zinda rahen to kya hai jo mar
- Zehan ne jab bhi mazi k dareche
- Zaroratan bhi banate hain log kuch kirdar
- Zaraf zameen ka kam parne lagta hai
- Zara si roshani se aur bhi wazeh
- Woh kisi aur ka hoga to qayamat
- Woh din hai azal se
- Tumhari dosti ko daikh kar sub rashk
- Tum yohi naraz hoe ho warna mekhane
- Tum mere ho koi ghazal
- Tum bhi ho beete waqt ki manand
- Tujhe yaad karte hainhar sans ke bad
- Tujh ko duur mujh se kar diya
- Tu khamosh kiyon hai kiun
- Tote kabhi to khawab e shab o
- Turning 65 whats the best
- Umeed rakhna bohat umeed aur
- Un ka aana sirf mere khuawb tak
- Wo mujhe zindagi samajhta hai
- Wo jate apni ahat de gaye
- Wisaal e yaar se bezaar hain bohat
- Wasl k lamhy bohot hi
- Vo ek mulaaqaat may hairaan
- Uske ik lamhey ki hifazat karna
- Usay kehna qasid paigham e shoq ko
- Unse milne ko jo sochon ab wo
- Tota nahin ashakon se abhi zabat ka
- Zulam ye hai k yakta teri begana
- Tu kahin bhi rahe sar pe tere
- Is subahki tanhaie se dardki gehrayie
- Ek dil mere ko jalan de gayazindagi
- Aankhou ki gehraayi ko samaj nahi
- Kissa e dil sunane se kya fayda
- Gudluck to my gudluckmay life bring happiness
- font
- Unhe aadat hai zakham dene ki
- Mushkil me hon to musakarana aasan
- Mehki baharo main tumhe foolo ki tarah
- Surakh aankho se woh jab hame dekhte
- Ittefaq se hum mile aap hamein
- Dekha jidhar yeh payaa aalam hijaab ka
- Zindgi ke liye jina zaruri hai
- Sitam karo ya na karo hum
- Main kaheen gum hoon tum ho
- Keh ke dekh liya chup reh
- Jale ko aag kehte hai bujhe
- Dil ka rishta hai humaradil ke
- Yun to aapko roj yad kiya
- Khyalo ko kisi aahat ki aas
- Eed ke din aap khadi na
- Majburi mei nahi dil se yaad karna
- Khushiyo ki aarzu me mukaddar so gaye
- Jiyo itna ki zindagi kam pad jaye
- Har sapna khushi pana ka pura nahi
- Gehrayi pyar mei ho to bewafayi nahi
- Dosti ka rishta kabhi purana nahi hota
- Dard he dil mei par iska ehsaas
- Anjaan si mulakat pehchan ban gayi
- Na chupana koi baat dil mei ho
- Raat sapno mei aate ho tum
- Tadap uthte hain unhe yaad karke
- Apane rukh pe nigaah karane do
- Aankhon pe aasunon ki lakir si
- Suna he pyar karne wale ajib
- Logo ne dharati dekhi amber dekha
- Is kadar hum unki mohabbat mei
- Agar me mar bhi jaoo e
- Yaad karoge to yaad aaunga dekhna chahoge
- Tum udaas se lagte ho koi tarqeeb
- Aaina tutkar aks pe shak nahi karta
- Zikr e shab e firaaq se vahashat use bhii thii merii
- Meri chahat ki bohat lambi saza do
- Bin us k zindagi dard e tanhai hai meri
- Na shaaor mein jawani na khayal rawani
- Hum nahin kehte hamari teri dunya ho
- Ye jo aansuuoun mein gharoor hai mohabbaton
- Khwaab aankhon mein chubho ker dekhoon kaash
- Sochuun tou wo saath chal raha hai
- تمھارے بÙÙ† کسی Ú©Û’ Ú†Ú¾ÙˆÚ‘ ØØ§Ù†Û’ سے،br / سØ
- Apne maazi se jo virsay main mile
- Akhiri tis azamane ko ji to chaha
- Jab raat ki nagan dasti hai naas
- Dil main hur raaaz dabaa key rakhtay
- Hua tu kuch b nahe bus thora
- Pholon ne jab tera badan pehan lia
- parveen shakir ki ghazal ek hijr musalsal
- Jane kion pandara ka tanhaa aur odasi
- Be sabab to na thin teri yadain
- Ajj wo modat bad aii thi buss
- Sach pochieyeto apne bhi qaabil nahi thi
- Jub bhee dil khol ke roye honge
- Vo ik dost jo pyara sa lagta
- Kuch mujh se cheenana hai to tanhai
- Woh na hai saat hamare par aaj
- Nikalte hain jab tumhare aansu dil karta
- Maine jeena ka matlab mohabbat mai paa
- Gum ki aahat na aaye tere dar
- Daal mein jo kala hai ji wo
- Uski yaadoan ko chahne ke ilawa jindagi
- Koi kyun kisi ko dard dekar muskurata
- Agar phulon mein kante hai to isme
- Har phool apni mehak ko kinara deta
- Assi naina wala teer sajjna de wal
- Unka khayal aata he ek aur
- Usne chudwa di apni kasam dekar dosto
- Kya hua jo aaj vo humare saath
- Dekh kar unki aankhon mein ehsaas gehrey
- Ek din udaas hokar rait par ja
- Jiee chata hai teri in ankho mein
- Kab tak intezaar karoon main tera ab
- Kitni vaffa is tanhai ne ki mohobbat
- Jisko samajti hun mai anjana sa chehra
- Jo lamhe raas atey hain
- Toot jata hai to sur aur bhi
- Tanhaayii wo parinda jisay apni
- Tamam raat me sunta raha teri awaz
- Talab dard me dil hasad se guzarta
- Tabiyat rafta gham ki khogar hoti jati
- Suno logo baad muddat
- Subhah ki dewar k sae me thak
- Sub nuje mashwara tark e wafa daite
- Sorat e halat me hai ik tagheer
- Taraz e kharam aisi koi sekh le
- Tera aks ye mera wahem
- Tere ankhun ma tu chahat nazar ati
- Tofan e gham ko teh me chopa
- Tmhari aankhen tmhary jaisi aankhon
- Thoker se mera paon to zakhami hoa
- Tery shehr k log sach
- Teri yaad me zara aankhe bhigo lu
- Teri nigaah bhi nigaah bhi
- Teri ibtida bhi ans0oteri inteha aahain
- Tere kareeb reh ke bhi dil mutmaen
- Sochata hon k bhuja don me ye
- Sirf is shoq se pochi hain hazaron
- Abb jo bichrey hain tou
- Ab kay bhi zabt laazim
- Aashq wo arsa parkhar hai humdmp k
- Aao udaas raton main dil
- Aansi nikal pare kuch yaad
- Aaj phir chand ufaq par nahin ubhra
- Aadat nhi hai sir jhukaany
- Ek jesi lagti hain8217 chooriyan or larkiyan
- Acha kiya wabasta meri yad
- Afsaana kisi ka afsaana mera
- Agar ye jan8217na chaho koi kaisay bikharta
- Silsila tor diya us ney to ye
- Sholon ki guftago me saba k kharam
- Sheher ki be charagh galion me
- Shareek e juram na hote to makhbari
- Shaid ye us k gham me solagne
- Ajab saadi hai k be chehra ho
- Aisi be rukhi gham e aashqi
- Aik murghi ka kawway se rishta ho
- Sochate to bhol jana is qadar mushkil
Zooq e nighah aur baharon k darmian Zooq e nighah aur baharon k darmian, Parde gire hain wo k na jin ko utha sakon.
Zafar admi us ko na jane ga ho wo kaisa hi sahab e fehm o zaka Zafar admi us ko na jane ga ho wo kaisa hi sahab e fehm o zaka, Jise ishq me yad e khoda na rahi jise taish me khof e khoda na raha.
Zabat e ghar ye kabhi karta hon to farmate hain Zabat e ghar ye kabhi karta hon to farmate hain, Ajj kia bat hai barsat nahin hoti hai.
You hold the most loveliest part in my life One day i may die without even saying good bye to you. But i will never forget to say thank you, Because you hold the most loveliest part in my life. and I will always be thankful to you
Yeh kesi paheli hai ye kesi paheli hai jo suljhaye sulajhti nhi ye ankho me nami kyun hai jab k uske jane ka mujhe gham nhi mujhse aisi kia khata hogayi jo mere dil ka saath bh mujhe hasil nhi ronaq chehre ki kyun gayab hui jab k uske jane ke mujhe gham nhi tanha […]
Ye Zarf Zarf Ki Baat Hai Shikway Shikayaton ki Nahi Ye Zarf Zarf Ki Baat Hai, Terey Vehm_O_Gumaan Mein Bhi Ham Nahi, Aur TU Lafz Lafz Hamain Yaad Hai..
Ye Faslay Faslay To Dilon K Hua Karte Hain Dorri K Nhi Mohsin Chahnay Wale To Tasawar Mein Bhi Mil Lete Hain…!!!
Yaaran naal jeena hai Jena v 11 nal Marna v 11 nal Hsna v 11 nal Rona v 11 nal Lrna v 11 nal Rosna v 11 nal Bahara v 11 nal Q k aj date v 11 mahena v 11 ty sal v 11 Enjoy 11 nal.
Ya Rabb wo kase log thy ya RAB jinho ne paa lia tjko…… hmen to ho gya dushwaarr ek insan ka milna.
Zakham par rehne de kisi sorat to bari baat hai ye Zakham par rehne de kisi sorat to bari baat hai ye, Warna jaan se to guzarna koi dushwar nahin.
Zamane ke sawalon kp Zamane k sawaloon ko main hans k taal don khan Lekin nami ankhoon ki kehti he, Mujhe tum yaad ate ho
Zara sa ishaq ka bhi us me dakhal hai warna Zara sa ishaq ka bhi us me dakhal hai warna, Koi haseen mukamal haseen nahin hota.
Zindagi to kaat gai qaid e tamana me tamam Zindagi to kaat gai qaid e tamana me tamam, Abb tarado kia karain apni rahai k lie.
Zindagi mein kuch na de sako to Zindagi mein kuch na de sako to na sahi. Agr tum se pehle mar jaun to bakhshish ki dua zarur dena…!..
Zindagi hum tere daghon se rahe sharminda Zindagi hum tere daghon se rahe sharminda, Aur to hai k sada aina khane mange.
Zinda rahen to kya hai jo mar jayen ham to kya zinda rahen to kya hai jo mar jayen ham to kya duniya main khamoshi se guzar jayen ham to kya hasti hi apni kya hai zamane k samne ek khwab hain jahan main bikhar jayen ham to kya ab kaun muntazir hai hamare liye […]
Zehan ne jab bhi mazi k dareche khole Zehan ne jab bhi mazi k dareche khole, Sard jhonkon k hoz garam hawa ai hai.
Zaroratan bhi banate hain log kuch kirdar Zaroratan bhi banate hain log kuch kirdar, Kahaniyon ko meri jaan kahaniyan hi samaj.
Zaraf zameen ka kam parne lagta hai jab Zaraf zameen ka kam parne lagta hai jab, Tab pathar se chashma phoot nikalta hai.
Zara si roshani se aur bhi wazeh hai tarekhi Zara si roshani se aur bhi wazeh hai tarekhi, Khard ne weham ki zanjeer khod pehnai hai jaise.
Other Popular Random Shayari Messages
Sorry. No data so far.
Woh kisi aur ka hoga to qayamat hogi Wöh ki§i äur kä högä tou Qäyämät hö gi Phir kisi kö bhi kisi se nä muhäbbät hö gi Usy dekhäy köi ächä nähi lägtä mujh kö is se bärh kar bhi köi åur muhäbbät hö gi Räät käl chäänd kö dekhä töu yéh ehsääs huä Wöh […]
Woh Din hai azal se yun to jaari shab-o-roz ka tasalsul tere sath din jo guzre kabhi loat kr na aye
Tumhari dosti ko daikh kar sub rashk karte hain Tumhari dosti ko daikh kar sub rashk karte hain, Jo bus chalta to dunia cheen laiti zindagi meri.
Tum yohi naraz hoe ho warna mekhane ka pata Tum yohi naraz hoe ho warna mekhane ka pata, Hum ne har us shakhs se pocha jis k nain nashele the.
Tum Mere ho Koi Ghazal Suna Ker Kya Karna, Yoon baat barrha Ker Kya Karna….? Tum Mere Thay Tum Mere ho, Duniya Ko bata Kar Kya Kerna…? Tum Ehad Nibhao Chaahat Say, Koi Rasm Nibha Kar Kya Karna…? Tum Khafa bhi Achay Lagtay ho, Phir Tum Ko Mana Kar Kya Karna….? Tere Dar Pe Aa […]
Tum bhi ho beete waqt ki manand hoo baho Tum bhi ho beete waqt ki manand hoo baho, Tum ne bhi yad ana hai ana to hai nahin.
Tujhe yaad karte hainhar sans ke bad Tujhe yaad karte hain har sans k bad Kabhi subh se pehle kabi sham k bad Kabhi milo to kuch karen batein Ek jam se pehle ek jam ke bad Dil ki dewaron pe tera nam likte hain Kabhi fursat mein kabhi kaam ke bad Mere marne k […]
Tujh Ko Duur Mujh Se Kar Diya Dil Ne Tere Pyar Par Majbor Mujhe Kar Diya Is Jahan Ki Har Khushi Se Duur Mujhe Kar Diya Jis Qadar Chaha Tha Dil Ne Paas Tere Aane Ka Us Qadar Dunya Ne Tujh Ko Duur Mujh Se Kar Diya
Tu khamosh kiyon hai Tu khamosh kiun hai ye to maloom nhi magar dil doob sa jata hay jub tu khamosh hota hai.
Tote kabhi to khawab e shab o roz ka kalasam Tote kabhi to khawab e shab o roz ka kalasam, Itna hajoom main koi chehra nea bhi hoo.
Turning 65 What´s the best thing about turning 65? No more calls from life insurance agents.
Umeed rakhna Bohat umeed rakhna aur phir be aas hona bhi Bashar ko maar deta hai bohat hassas hona bhi Suno ik kaan se aur doosre se phaink do bahir Bohat takleef de hai sahib-e-ahsaas hona bhi Yuhin to abr-e-rehmat ki talab karta nahi koi Zaroori hai muqadar me zara si payas hona bhi……
Un ka aana sirf mere khuawb tak mehdood Un ka aana sirf mere khuawb tak mehdood hai, Raabta hote hoye bhi raabta koi nahin….
Wo mujhe zindagi samajhta hai wo mujhe zindagi smjhta hy, kia usy mera aitbar nahi,
wo jate jate apni ahat de gaye wo jate jate apni ahat de gaye in soyi akhome apna sapna de gaye rahat milti thi unke anese fir bhi wo tanha kar gaye…..
Wisaal-e-yaar se bezaar hain bohat Ab hum wisaal-e-yaar se bezaar hain bohat, Dil ka jhukao hijar ki jaanib balaa ka hai…
Wasl K Lamhy Bohot hi maan hai tum pe Suno pass e wafa rakhna Sabhi say tum milo laikin Zara sa fasla rakhna Bicher jana tu perta hai Zara sa hosla rakna Wo sarey wasl k lamhay Tum ankhon main saja rakhna Abhi imkan baki hai Tum lab per dua rakhna BOHOT NAYAB HAIN DAIKHO […]
vo ek mulaaqaat may vo ek mulaaqaat may hairaan kar gayaa vo bazm se gayaa aur viiraan kar gayaa
Uske ik ik lamhey ki hifazat karna Us k ik ik lamhy ki hifazat krna ay mery khuda Masoom sa chehra hai, udas ho to acha nahi lagta ..
Usay Kehna Qasid Paigham-e-Shoq Ko Na Kar Taveel Itna Bus Mukhtasir Unsey Kehna K Aankhien Taras Gay’in
Unse milne ko jo sochon ab wo zamana nhi Unse milne ko jo sochon ab wo zamana nhi Ghar bhi kaise jaun ab to koi bahana nahi,, Mujhe yaad rakhna kahi tum bhola na dena Mana ke barson se teri gali me anajana nhi,,
Tota nahin ashakon se abhi zabat ka pushta Tota nahin ashakon se abhi zabat ka pushta, Pani abhi khatre ke nishan tak nahin aea.
Zulam ye hai k hai yakta teri begana rawi Zulam ye hai k hai yakta teri begana rawi, Lutaf ye hai k me abb tak tujhe apna samjhon.
Tu kahin bhi rahe sar pe tere ilzaam to hai tere haathon ki lakiiron mein mera naam to hai ……. Mujhko tu apnaa bana ya na bana teri Khush
Is subahki tanhaie se, Is dardki gehrayie se, Ye dil kuch baat kar raha hai… zara Samjho in Fizaoun ki jubanko, Aaj fir tumhe koi yaad kar RAHA HAI (From: – Surat))
Ek dil mere dil ko jalan de gaya,Zindagi mujhe jeene ka kafan de gaya…Laakho phulon me se ek phul chuna hamne,Jo kaanto se gehri chubhan de gaya…. (From:Vivek Manchan
Aankhou ki gehraayi ko samaj nahi paate, Hoth he magar kuch hum keh nahi paate, Apni dil ki baat kis tarah kahe tumse, Tum wahi ho jinke bina hum reh nahi paateh!:-???
Kissa E Dil Sunane Se Kya Fayda, Ilzam Hum Pe Lagane Se Kya FYda, Harbaar Tuta Mere Sapno Ka Mahel. Ret Ke Gharonde Banane Se Kya FYda. (From: – Surat)
gudluck to my gudluck,may life bring happiness for her,and i will waiting for her,till my death.that is intezar (From:Akhilesh Kumar’s gudluck – Satna(M.P.))
Unhe aadat hai zakham dene ki. Apni toh fitrat hai gham chupane ki, ab toh aadat si padh gayi hai aasoon
mushkil me hon to musakarana aasan nahin hota, phir bhi agar ho chehhre per mushkaan ,
mehki baharo main tumhe foolo ki tarah dekha hai,baraste sawan main tumhe boondo ki tarah dekha hai,saza rakhe hai jo khawab apni zindagi ki raho main, un raho main tumhe
Surakh aankho se woh jab hame dekhte hain,Ham ghabrakar aankhein jhuka lete hain…Kaun milaaye un aankho se aankhein,Suna hai woh aankho se apna bana lete hain… (From:
Ittefaq se hum mile, Ittefaq se aap hamein pasand aaye, ittefaq se hum ne dosti banayi,
Dekha Jidhar Yeh Payaa, Aalam Hijaab Ka Jaali Ko Naam De Diya, Humne Niqaaab Ka Dukh Ki Tabash Hai, Dharkanain Tanhaiyan Bhi Hain Yeh Zinda
Zindgi ke liye jina zaruri hai,, Jineke leye arman zaruri hai, Dil mein chahe hazaro gum ho,
Sitam Karo ya na karo na hum gila nahi karte, Virane me Phool kabhi khila nahi karte, Bas it
Main Kaheen Gum Hoon Tum Kaheen Gum Ho Phir Bhi Eysa Lagta Hai Har Jag
Keh ke dekh liya, Chup reh ke bhi dekh liya, Kya kare jab unhone hi khamosh kar diya.
Jale ko aag kehte hai, Bujhe ko khak kehte hai. Aapme jo cheez missing hai,
Dil ka rishta hai humara,dil ke kone mein hai naam tumhara, har yaad mein hai chehra tumhara,saath nahin tho kya hua-
Yun to aapko roj yad kiya karte hai, man hi man me dekh lia karte hai, kya hua agarpas nahi
Khyalo ko kisi aahat ki aas rehti hai, nigah ko kisi surat ki pyaas rehti hai. Tere bin kisi cheez ki kam
Eed ke din aap khadi na hona chhat par Eed ke din aap khadi na hona chhat par ka
Majburi mei nahi dil se yaad karna Duniya se fursat mile to baat karna Dua hai zamane ki har khushi pao aap Phir bhi aankh bhar aaye to hame yaad karna
Khushiyo ki aarzu me mukaddar so gaye, Aandhi aisi chali ki apne bhi kho gaye, Kya khub tha unka andaaz-e-mohabbat, Pyaar dene aaye the aur palke bhigo gaye..!
Jiyo Itna Ki Zindagi Kam Pad Jaye, Haso Itna Ki Rona Mushkil Ho Jaye, Kisi Ko Pana To Kismat Ki Baat He, Magar Chaho Itna Ki Khuda Dene Pe Majboor Ho Jaye…!
Har sapna khushi pana ka pura nahi hota Koi kisike bina adhura nahi hota Jo chand roshan karta he sab raaton ko Wo bhi to har raat ko pura nahi hota
Gehrayi pyar mei ho to bewafayi nahi hoti Sachhe pyar mei kahi tanhayi nahi hoti Magar pyar zara sambhal kar karna mere dost Pyar ke zakhm ki koi dawa nahi hoti
Dosti Ka Rishta Kabhi Purana Nahi Hota, Isse Bada Koi Khazana Nahi Hota, Dosti To Pyar Se Bhi Pavitra Hai, Kyun ki Isme Koi Pagal Ya Deewana Nahi Hota…!
Dard he dil mei par iska ehsaas nahi hota, Rota he dil jab ow paas nahi hota, Marbaad ho gaye hum unki mohabbat mei, Aur wo kehta hain is tarah pyar nahi hota…!
Anjaan si mulakat pehchan ban gayi, 1 meethe se rishte ki jaan ba gayi, Do kadam hum chale, do kadam hum, Aur dosti ki ye raah kitni asaan ban gayi…!
Na chupana koi baat dil mei ho agar Rakhna thoda bharosa tum ham par Hum nibhayenge har rishte ko is kadar Ki aap na bhool payenge hame zindagi bhar
Raat sapno mei aate ho tum, Kabhi haqeeqat mei saamne aake to dekho, Baaten to roz karte ho phone pe, Kabhi aakar apne seene se lagake to dekho
Tadap Uthte Hain Unhe Yaad Karke, Jo Gaye Hain Hume Tanha Karke, Ab To Itna Hi Taalluq Reh Gay He, Ki Ro Lete Hain Unhe Yaad Karke
apane rukh pe nigaah karane do khuubasuurat gunaah karane do rukh se pardaa haTa
Aankhon pe aasunon ki lakir si bann gayi, Kabhi socha na tha aisi taqdeer bann gayi. Humne toh firayi thi
Suna he pyar karne wale ajib hote hai, khushi ke badle gam nasib hote hai, mere dost mohabba
Logo ne dharati dekhi, amber dekha, Mausam dekhe aur jivan bhi dekh liya; Humari yeh najre a
Is kadar hum unki mohabbat mei kho gaye, ki ek najar dekha, aur bus unhi ke hum ho gaye, Aan
Agar me mar bhi jaoo e dost,tum gum bhi na karna,asoon bhi na bahana,arthi bhi na uthana,bus Seedhe uper chale ana..
Yaad karoge to yaad aaunga, Dekhna chahoge to nazar aaunga, Magar kabhi bhulne ki koshish mat karna, Varna chup jaunga fir kabhi nazar nahi aaunga…!
Tum Udaas Udaas Se Lagte Ho, Koi Tarqeeb Batao manane Ki, Main Apni Zindagi Bhi Girvi Rakh Sakta Hu, Tum Keemat Batado Muskurane Ki…!
Aaina tutkar aks pe shak nahi karta Bina gul ke gulshan mehka nahi karta Badnaseeb to seene mei chupa hua dil he Toot ke chur ho jata he, lekin uff bhi nahi karta
Zikr-e-shab-e-firaaq se vahashat use bhii thii Merii tarah kisii se muhabbat use bhii thii mujh ko bhii shauq thaa naye cheharo.n kii diid kaa rastaa badal ke chalane kii aadat use bhii thii us raat der tak vo rahaa mahv-e-guftaguu masruuf mai.n bhii kam thaa faraaGat use bhii thii sunataa thaa vo bhii sab se […]
Meri chahat ki bohat lambi saza do mujhko Karb e tanhai mein jeeney ki dua do mujheko fun tumhara tou kisi aur se mansooh howa koi meri hi ghazal hi akar suna do mujhko Haal behaal hai, tareek hai mustakbil bhi Ban pare tum se tou maazi mera la do mujhko Akhri shama hoon mein […]
Bin Us K Zindagi Dard-e-Tanhai Hai, Meri Aankhon Mai Q Mout Simat Aae Hai, Kehtay Hai Loug Ishq Ko Ibadat Yaro, Ibadat Mai Phr Q Itni Ruswai Hai, Mahifl mai reh kr b tanha rehna, Ye ada uski mohabbat nay sikhai hai, Us sy taluq hai kuch aisa dil ka, Jb b sochA usko ankh […]
Na shaaor mein jawani, na khayal mein rawani Koi sun ke kya karega meri dukh bhari kahani Na zawaal nagehani, Na arooj jaawdani Meri zindagi ka unwan, Fakt aik lafz ‘Faani’ Yeh shikast ka jahanum kahin phir bharak na uthey Mere ishq ke khandar par, na karain woh gulfishani Na gumaan yaar in per, Na […]
Hum nahin kehte hamari, teri dunya ho jaye, Itne rangon mein koi rang to apna ho jaye, Ishq woh —turfa-balaa– hai ke kare jis ki talb, Us ko maloom na ho, Sheher mein charcha ho jaye, Do sitaron ko jo dekhoon teri ankhen ban jayen, Chand ko dheyan mein laaon tera chehra ho jaye, Har […]
Ye Jo Aansuuoun Mein Gharoor Hai Ye Mohabbaton Ka Fatoor Hai Tera Aasmaan Qareeb Tha Mera Aasmaan Tou Door Hai Mujhe Keh Rahi Thi Wo Azam Se Mujhe Tum Ko Paana Zaroor Hai Ye Meri Shabeeh Nahi, Suno Ye Tou Meri Aankh Ka Noor Hai Tere Ishq Ka Teri Rooh Ka Meri Wehshaton Mein Zahoor […]
Khwaab Aankhon Mein Chubho Ker Dekhoon, Kaash Main Bhi Kabhi So Ker Dekhoon. Shayed Ubhre Teri Tasveer Kaheen, Main Teri Yaad Mein Ro Ker Dekhoon..
Sochuun Tou Wo Saath Chal Raha Hai Dekhuun Tou Nazar Badal Raha Hai Kiun Baat Zabaan Se Keh Ke Khoyi ? Dil Aaj Bhee Haath Mal Raha Hai Raaton Ke Safar Mein Wehem Sa Tha Ye Mein Hun Ke Chaand Chal Raha Hai ? Hum Bhee Tere Baad Jee Rahain Hain Aur TU Bhee Kaheen […]
تمھارے بÙÙ† کسی Ú©Û’ Ú†Ú¾ÙˆÚ‘ ØØ§Ù†Û’ سے، سانسوں Ú©ÛŒ Ù…Ø§ÙØ§ کا، دھاگا کب ٹوٹا ÛÛ’ØŒ تو پھر ÛŒÛ Ø³ÙˆÚ¯ کیسا ÛÛ’! ÛŒÛ Ø¯Ù Ú©Ø§ روگ کیسا ÛÛ’! ÛŒÛ Ú©ÛŒØ³ÛŒ Ø-Ú¯ Ùگتی ÛÛ’! ÛŒÛ Ú©ÛŒØ³Ø§ درد اÙٹھتا ÛÛ’! Ú©Û Ù…ØÚ¾Û’ Ú©Ùˆ چین Ù†Ûیں Ø-تا! Ú†ÙÙˆ اک کام کرتی Ûوں، ÙˆÛ Ø³Ø¨ میں Ø¨Ú¾ÙˆÙ ØØ§ØªÛŒ Ûوں، ÛØ§Úº […]
Apne maazi se jo virsay main mile hain hum ko In asoolon ki tijarat nahin hogi hum se Ehd-e-Hazir ki her ik baat humain dil se qabool Sirf toheen-eriwayat nahin hogi hum se Jhoot bhi bolain, sadaqat ke payambar bhi banain Hum ko bakhsho, ye siyasat nahin hogi hum se Zakhm bhi khayen, raqebon ko […]
Akhiri Tis azamane ko ji to chaha tha muskurane ko Yaad itni bhi sakht jan to nahin ik gharaunda raha hai dahane ko sangrezon main dhal gaye ansu log hansate rahe dikhane ko zaKhm-e-nagma bhi lau to deta hai ik diya rah gaya jalane ko jalane vale to jal bujhe akhir kaun deta Khabar zamane […]
Jab raat ki nagan dasti hai Naas naas me zehar otarta hai Jab chand ki kirnain tezi se Uss dil ko cheer k ati hain Jab ankh k andar hi ansoo Zanjeron me bhand jate hain Sab jazbon par cha jate hain Tab yaad bahot tum ate ho Jab dard ki bhanjar bajati hai Jab […]
Dil main hur raaaz dabaa key rakhtay hein Honton pay Muskaan sajaa key rakhtay hein.. ye duneeya sirff Khushee mein saath daytee hai.. iss liye hum apnay aansoo chupaaa kay rakhtey hein…
Hua tu kuch b nahe, Bus! Thora sa Maan toota ha, Thore se Log bichre hain, Thore se Khwab bikhre hain, Hua tu kuch b nahe, Bs! Thori c Nenden Urr gae hain, Thori c Khushian Chin gae hain, Hua tu kuch b nahe, Bs! Apna ap Ganwaya ha, Ankhon ko Brsna Sikhaya ha, Chahton […]
Pholon Ne Jab Tera Badan Pehan Lia Gham.e.Zindagi
“Parveen shakir ki ghazal” ek hijr musalsal hai aansu hain mairy saathi kuch khuaab puraany hain kuch pass naheen baqi tairy pass chali aaun taire neend chura loun mairy dil sy na jaany kyun ya khuaaesh naheen jaati din raat tumhain daikhun or pyar kiya jaaun maire aankhon sy mairy honton sy taire pyaas naheen […]
Jane kion pandara ka tanhaa Aur odasi pehne chand Mujh ko acha lagta hai Shaid yoon Choda to abb meri zid hai Kion k choda ka khosh chand Uss ko acha lagta tha
Be sabab to na thin teri yadain Teri yadon se kia nahin sekha Zabat ka hosala bharha laina Ansaon ko kahen chopa laina Kampati dobati sadaon ka Chop k chadar se dhanp kar rakhana Be sabab bhi kabhi kabhi hansana Jab bhi ho baat koi talkhi ki Mozon goftago badal daina Be sabab to nahin […]
Ajj wo modat bad aii thi Buss ye kehne Janna…. Mere sare khat lota do Sab tasveren kalam kitaben Wapis kar do sare tohfe Mujh se sub kuch mangane wali Jate jate Mere kamare ki chokhat par Chor gai hai –APANA APP–
Sach PochieyeTo Apne Bhi Qaabil Nahi Thi Mein… Acha Howa Jo Aap Ne Thukra Diya Mujhe….!!!
Jub Bhee Dil Khol Ke Roye Honge Loog Aaraam Se Soye Honge Baaz Auqaat Ba Majboori-e-Dil Hum Tou Kia Aap Bhee Roye Honge Subha Tak Dast-e-Sabaa Ne Kia Kia Phool Kaanton Mein Piroye Honge Wo Safeenay Jinhain Toofan Na Milay Na-Khudaon Ne Duboyein Honge Kya Ajab Hai Wo Milay Bhee Hon —Faraz– Hum Kisi Dehaan […]
Vo ik dost jo pyara sa lagta hain, Bahut pass hai dil k phir bhi juda sa lagta hain, Bahut dino se aaya nahi koi paigam uska, Shayad kisi baat pe khafa sa lagta hain … From:khan
Kuch mujh se cheenana hai to Tanhai cheen le ya meri baat maan ya gayahi cheen le ya uss ko rakhna tamaam umer mere samne Ya mujh se meri benahi cheen le.. by SHAHID MEHMOOD UAE
Woh na hai saat hamare par aaj bhi hai unka nasha, Na bache soor, na bache shabd par aaj bhi hai ek nagmah, Aaj bhi hai raahe, aaj bhi ek manzil, Judah ho gaya hamraah, Na bacha jism na bacha jigar, par aaj bhi hai ek aah . To Perfect Blossom by Dayal
nikalte hain jab tumhare aansu dil karta hai saari duniya jalla du phir sochti hu ,honge tumhare bi apne kahi tumhe phirse rula na du………. zeenat
Maine jeena ka matlab mohabbat mai paa liya. Jis ko bhi ghum tha uss ko apna liya. Aap rokar bhi ghum ko halka na kar sake. Maine hasi ki aadh me har ghum ko chupaliya.. By Mohd Hamed
Gum ki aahat na aaye tere dar par, Pyar ke samandar ka tum hi kinara ho. Bhul kar tapke tere ankhon se moti, Thame wahi jo tumhe sabhi se pyara ho. By Sarfraz Khan
daal mein jo kala hai ji wo garam masala hai ji tum loug sach bolte rehna jhoote ka moo kala hai ji aik pal ki khabr nahi hai mansooba sou sala hai dushman kuch kar na sake humsai ne mar dala hai ji hum ne dil padosan ko de dala Rab uhs ka rakhwala hai […]
Uski yaadoan ko chahne ke ilawa jindagi me koi haseen maksad na mila, shayad mil gaya unhe hamse behtar humsafar jindagi ke liye, hume to tumsa koi dusra na mila. – Prakash Saini
Koi kyun kisi ko dard dekar muskurata hai, Shayad wo apne kiye par naaz khata hai, Hum ye sochkar chup rahte hai ki kam se kam wo hame dard dekar khush toa ho jate hai, Aur wo dard pe dard diye jate hai. By Manisha Gusain
Agar phulon mein kante hai to isme phulon ka kya kasor. Chand par dag hai to isme chand ka kya kasor. Ek khata to hamne bhi ki dil lagane ki agar hum aapse pyar kar baithe to isme hamara kya kasor. Submitted By Siddharth Sahay
Har phool apni mehak ko kinara deta haiiii, us aasman ko to yeh jahan bhi sahara deta haii, phir kyon mujhse se door chal gai tum, haan tujhe ab bhi yeh yaad karta hai.. SUbmitted By Keshav Verma
Assi naina wala teer sajjna de naina wal c chaddeya, sajjan khare ho gye te teer chittran ch vajjeya…… Submitted By Natasha
Unka Khayal aata he, ek aur khayal aaya. Muddat hue yaar ka koe na haal na aaya, . Unka Khayal aata he, ek aur khayal aaya. Chahoge bhi toa mujko ab dhund na sakoge Mazi ke kaad me mein khud ko sambhal aaye, Unka Khayal aata he, ek aur khayal aaya. Tasvir dekti hu, har […]
Usne chudwa di apni kasam dekar, dosto ne pila di uski kasam dekar, pi to itni pi ki ladkhada kar gir gaye, dosto ne socha hum to mar gaye, le ja rahe the hume kabristan, raste mai padi ek sarab ki dukan, maine kaha dosto do-char botal aur le lo apni kabra par baith kar […]
kya hua jo aaj vo humare saath nahi, humare armanon ke paas nahi, vo to hamesha rahenge humare ehsason mein, chor jaye jo saath vo pyar nahi…. By Sachin Jhandu
Dekh kar unki aankhon mein ehsaas gehrey pyar ka Humne aankhen mooad li khwab ko khwab rehne diya Dil mein basi tasveer ko ab kaise mitaayen hum Aur toh koi nishan pyar ka humne na rehne diya By Kavita
EK din udaas hokar rait par ja bethe khokar tere khayalon me hum rait me ungli ghuma bethe jab gor se dekha humne us rait ko to bewafa sanam teri tasvir bana bethe ………… BY WASIM
Jiee chata hai teri in ankho mein dub jane ko jiee chata hai teri mehak mein kho jana ko pata nahe keya likha hai meri zindagi mein bas jiee chata hai tujh pe apni zindagi lutane ko. !!! Radhaey by dhanraj
Kab tak intezaar karoon main tera, Ab aur intezaar nahi hota, Tune jo dil na lagaya hota, Toa mera ye haal na hota.
kitni vaffa is tanhai ne ki, kitni mohobbat tujhse humne ki…. par joo kabhi na aaya vo bas tera ikrar tha.., par meri kabra mein bhi teri yaad ka saath tha……… Submitted By Keshav Verma
Jisko samajti hun mai anjana sa chehra…. Jane mile kis mod wo pehchana sa chehra….. Wo khel rahe hai ya sach hai ye haqiqat…….. Koi mujhe bata de kya hai tera —chehra– By Raji
Jo lamhe raas atey hain jo lamhy raas atey hain,wohi bs khass hain mujh tak kahan phir gham,kahan sapny.kahan arman gulshan k
Toot jata hai to sur aur bhi loo daite hain Toot jata hai to sur aur bhi loo daite hain, Dil jise kehte hain wo saz juda hai sub se.
Tanhaayii Wo parinda jisay apni he pervaaz sy furset na thi faraz…. Aj tenha hova to mri he dewaar py a betha.
Tamam raat me sunta raha teri awaz Tamam raat me sunta raha teri awaz, Tera kheal hi muj ko teri sada jo hai.
Talab dard me dil hasad se guzarta kab tha Talab dard me dil hasad se guzarta kab tha, Tum ne pocha tha k aur us ne kaha aur sahi.
Tabiyat rafta rafta gham ki khogar hoti jati hai Tabiyat rafta rafta gham ki khogar hoti jati hai, Jafa kam kar jafa abb roh par war hoti jati hai.
Suno Logo … Baad muddat use dekhaa, logo vo zaraa bhii nahiiN badlaa, logo Khush na thaa mujhse biChhaD kar vo bhii uske chehre pe likhaa thaa logo uskii aaNkheN bhii kahe detii thiiN raat bhar vo bhii na soyaa, logo ajnabii ban ke jo guzraa hai a bhii thaa kisii vaqt meN apnaa, logo […]
Subhah ki dewar k sae me thak k so gae Subhah ki dewar k sae me thak k so gae, Chand jin k sheher me shab bhar lie phirta raha.
Sub nuje mashwara tark e wafa daite hain Sub nuje mashwara tark e wafa daite hain, Un ka aima bhi ho shamil to maza aa jae.
Sorat e halat me hai ik tagheer e nagazer Sorat e halat me hai ik tagheer e nagazer, Jo mera dushman tha kal tak abb mera damsaz hai.
Taraz e kharam aisi koi sekh le sabah Taraz e kharam aisi koi sekh le sabah, Shakhon se phol phol se khoshbo juda na ho.
Tera Aks Ye mera wahem ek din mujhey dubo de ga, tera aks nazaar aataa hai sammandar ki lehron mein..!!!!!!
Tere ankhun ma tu, chahat nazar ati hai Tere ankhun ma tu, chahat nazar ati hy, mager, tmhary labun pe, ajab c pur israr muskurahat, rhti hy, bhala btao , ay jan e tammnna, mohbbat mai, pur israriyat kesi ? ? ?
Tofan e gham ko teh me chopa kar khamosh hain Tofan e gham ko teh me chopa kar khamosh hain, Kuch dil samandaron se bhi gehre hon jis tarah.
Tmhari Aankhen tmhary jaisi aankhon waley jab bhi saahil pe ayen Lehrain shor machati hain, Lo aj samandar doob chala
Thoker se mera paon to zakhami hoa zaror Thoker se mera paon to zakhami hoa zaror, Raste me jo khara tha wo kehsar hat gea.
Tery Shehr k log Sach kahon ga to saza dain gy tery shehr k log.. Mujko sooli pr charha dain gy tery shehr k log.. Baton Baton mein tera zikr krain gy mujh sy.. Is trha zakhmon ko hawa dain gy tery shehr k log.. Aik diwar gira doon bhi to aye jan e ghazal.. […]
Teri yaad me zara aankhe bhigo lu Teri yaad me zara aankhe bhigo lu Udas raat ki tanhai me so lu Akele gum ka bojh ab sambhlta nahi Agar tu mil jaye to tujse lipat kar ro lu…..
Teri nigaah bhi Teri Nigaah Bhi Iss Daur Ki Zakaat Hui…. Jo Mustahiq Hai Ussi Tak Naheen Pohanch pati …..
Teri Ibtida Bhi ans0o..Teri Inteha Bhi Aahain… Teri Ibtida Bhi ans0o..Teri Inteha Bhi Aahain…!!! Tu Hi Bta Muhabbat ..Tujhe Kis Bina Pa chahein ?
Tere kareeb reh ke bhi dil mutmaen na tha Tere kareeb reh ke bhi dil mutmaen na tha, Guzari hai muj pe ye bhi qiyamat kabhi kabhi.
Sochata hon k bhuja don me ye kamre ka dia Sochata hon k bhuja don me ye kamre ka dia, Apne sae ko bhi kion sath jagaon apne.
Sirf is shoq se pochi hain hazaron batain Sirf is shoq se pochi hain hazaron batain, Me tera husan husan e biyan tak daikhon.
Abb jo bichrey hain tou Abb jo bichrain hain to ehsaas hua hai humko, Dard kya hota hai tanhai kisay kehtay hain, Koi lamha ho teri yaad mai kho jatay hain, Abb to khud ko b muyassar nahi aa patay hain, Raat ho din ho teray pyaar mai hum behtay hain, Dard kya hota hai […]
Ab kay bhi zabt laazim hai magar dukh hai qayamat ka Faraz zalim ab kay bhi na roye ga to marr jaye ga.
Aashq wo arsa parkhar hai humdmp k jahan Aashq wo arsa parkhar hai humdmp k jahan, Zindagi raas na ae to qaza bhi na mile.
Aao udaas raton raton main Aao udaas raton main Dil ki basti mai a k dekho Har ek rasta har ek daricha Tumhari chahat ka muntazir hai Falak say takta hai chand tum ko Sitaray tum ko bula rahey hain Tumhari aamad k muntazir hain Mujhy yaqin hai tumharey dil mai Gaye dino k khayal […]
Aansi nikal pare kuch yaad kr k aankh se aansu nikal parhey itni muddat k baad guzrey jo us ki gali se hum
Aaj phir chand ufaq par nahin ubhra Aaj phir chand ufaq par nahin ubhra mohsin, Aaj phir raat na guzrey gi suhaani apni…
Aadat nhi hai Sir jhukaany ki aadat nahi hay, Aansoo bahaany ki aadat nhi hai, Hm kho gaye to pachtao gay bohat, Hamaari Lout k Aany ki aadat nahi hay, Terey dar pay Muhabbat k sawali ban jaaty, Lekin Haath phelaany ki aadat nahi hay, Teri yaaden aziz hen bohat, Magar Waqt ganwaany ki aadat […]
EK Jesi Lagti Hain’ Chooriyan or Larkiyan, Hansti Hain’ Khanakti Hain’ Chooriyan or Larkiyan.. Nazuk Inteha ki’ Ek Zara-si Thais se, Toot-Kar Bikhrti Hain’ Chooriyan or Larkiyan.. UNKY Torrny-WaLy ko Ehsaas-tk Nahi Hota, Bikhr-k KAB SambhLti Hain’ Chooriyan or Larkiyan.. Apney Dukh ko Apney Andar Rakh k BhooL Jaati Hy, Bahir Muskuraati Hain ‘Chuooiyan or […]
Acha Kiya Wabasta Meri Yad say Kuch Talkhian Bhi Thi.. Acha Kiya Jo Mujh Ko Faramosh Kar Diya..!
Afsaana kisi ka afsaana kisi ka afsaana mera ban gaya afsaana kisi ka poochho na muhabbat ka asar haaye na poochho haaye na poochho poochho na muhabbat ka asar haaye na poochho haaye na poochho dum bhar mein koi ho gaya parwaana kisi ka dum bhar mein koi ho gaya parwaana kisi ka afsaana mera […]
Agar ye jan’na chaho, Koi kaisay bikharta hai? Agar ye jan’na chaho, Koi kaisay Bikharta hai? Bikhar kr kaisay Jeeta hay? Chaman main tum chalay jana, Khizan k Sard Mausam main, Wahan Patton ko dekho tum… Ya phir 1 Aainaa lay lo, Usay Pathar pe Day maro, Agar mushkil ho ye Bhi to, 1 Phool […]
Silsila tor diya us ney to ye sadaen kesi Silsila tor diya us ney to ye sadaen kesi..? Ab jo milna hi nahi, phir ye wafaen kesi..? Maine chaha tha sub shikwey giley door karna, Us ney zehmat hi na ki sunney ki to ye aahen kesi..? Ley lo wapas ye ansu, yeh tarap aor […]
Sholon ki guftago me saba k kharam me Sholon ki guftago me saba k kharam me, Awaz de raha hai koi hum safar muje.
Sheher ki be charagh galion me Sheher ki be charagh galion me, Zindagi tuj ko dhondati hai abhi.
Shareek e juram na hote to makhbari karte Shareek e juram na hote to makhbari karte, Humen khabar hai lateron k har thakane ki.
Shaid ye us k gham me solagne ka hai asar Shaid ye us k gham me solagne ka hai asar, Itna gadaz to meri tehreer me na tha.
Ajab saadi hai k be chehra ho gai makhloq Ajab saadi hai k be chehra ho gai makhloq, Mujhe kisi k bhi shanon pe sir nahin milta.
Aisi Be-Rukhi Gham e Aashqi Se keh Do Rah e Aam tak na Pahunche, Uthey Har Nigaah Lekin Koi Baam tak Na Pahunchey, Main Nazar Sey Pi Raha tha to Ye Dil ne Bad-Dua di, Uthey har Nigaah Lekin Koi Jaam tak Na Pahunchey, Yeh Adaaye Be-Niyaazi Tujhe Be Wafaa Mubarak, Mgar Aisi Be-Rukhi Kya […]
Aik Murghi ka Kawway se rishta ho gaya Aik Murghi ka Kawway se rishta ho gaya, . Jab Murghay ko pata chala, to wo Murghi k paas gaya or Bola: . Mujh men kya kami hai? Smart hoon, Kawway se zyada khoobsurat hun, Tumhari biradari ka hun, Meri awaz pooray sheher men goonjti hai. Murghon […]
Sochate to bhol jana is qadar mushkil nahin Sochate to bhol jana is qadar mushkil nahin, Kaam asan hai magar hum se kahan hone laga.