Koi waqt purana yad aya

Koi dor suhana yad aya

Or chaak se in divaron pr

Khuch likh kr jana yad aya

Tera milna neem ki chaon mein

Aur sir rakh dena kandhe pr

Mera yeh kehna koi daikh na le

tera wo ghabrana yad aya

Kabhi aisa bhi to hota tha main tujh ko chorne jata tha

Jab wapas ane lagta tha tera hath hilana yad aya

Wo waqt gia lmhe biteab hr janib tanhai hai

Ab aik hai manzar ankhon meinTera chor k jana yad aya