Saath Ye Tera Jhootha Hai, Kyn Ki Shayad Chota Hai.
Char-Brangur Mujhe Pasand Nhi Mujhe Saath Kuch Aur Chahiye
Bahut Chal Liya Saath Tere Ab Aage Mujhko Mod Chahiye
Tum Is Jagah Thik Nhi Ho, Tumhari Jagh Koi Aur Chahiye.
Sach Mein Tu Badmaash Bahut Hai, Mujh Ko Kya Kya Bolta Hai.
Wo To Kitna Aacha Tha Mujhe Naaz Se Rakhta Tha
Uski Aankho Mein Pyaar Bhara Tha, Wahi Nazar Her Or Chahiye
Tum Is Jagah Thik Nhi Ho Tumhari Jagah Koi Aur Chahiye.
Us Jug Se Aabhi Door Tu Tere Ghar Tanhaayee Hai
Sunsaan Gali Ka Rahne Wala Tere Per Veerana Hai
Main Sahar Ki Rahne Wali Mujhe Kolahal Soor Chahiye
Tum Is Jagh Thik Nhi Ho Tumhari Jagah Koi Aur Chahiye
Dekh Tujhko Kya Mil Gaya Jo Usko Bhi Sapna Tha
Akhir Tum Mere Kaun Ho?? Wo To Phir Bhi Aapna Tha.
Ab Tujhko Chorna Hai Isliye Tera Bhi Tor Chahiye
Tum Is Jagah Thi Nhi Ho Tumhari Jagah Koi Aur Chahiye.
Tum Pahucho Aapni Jagah Phir, Tumhe Sabhi Dost Kahe
Naa Rahe Neer Meri Aankho Mein Doori Kuch Hum Bhi To Sahe.
Khusiyan Jub Bhi Mangu Main, Ek Nhi Mujhe Ab Do Chahiye.
Is Jagah “Bhondu” Tum Thik Nhi Ho Tumhari Jagah Ab Wo Chahiye.