Tu Hi Tu Bas‚  Nazaar Mujhe Aata,
Tera ( Jalwaa) Hi Har Taraaf Bhaata,
Kyun Nazar Aye Sirf Tu‚  Hai Tu Har Su,
Apne Sare (Karishme) Tu Dikhla???
Meri Har Sans Mein Meri Ruhh Mein,
Is Zamee Mein Aasmaa Mein Sirf Tu Hi Tu,
Chand Mein Chand Ni Raat Mein Tu,
Saree (Qaainaat) Mein Tu Hi Dikhta Hai,
Tu Hai Phoo Loon Mein Or Kaliyon Mein,
Noor Teraa Hai Har Su. Har Jagha Bas Tu,
Phir Bhi Bande Nahi Samjh Te Hai,
Tune (Duniya) Banai Kese (Kyun),
Kees (Maqsad) Se Ham Ko Bheja Hai,
Bhul Bhethe Hai Aaj Sare Kyun?????
Kyun Bhalai Sabhi Se Chuti Hai,
Duniya Lagti Hai Sari Jhuti Hai???
Or Burai Sabhi Ko Bhati Hai????
Dil Kyun Lagta (Sheitani) Bato Mein,
Bhul Bhthe Hai Kyun Bhalai Sab,
Dil (Shiyah) Ho Gaye Hai‚  Jane Kyun,
Raasta ( Bhalai ) Ka Nazar Nahi Aata,
Rasta In Ko Dikhade Malik Tu,
Noor Tera Hai Har Taraf Phel Laa,
Phir Bhi In Ko Nazar Na Aye Kyun,
Char Din Ki Ye Zind Gani Hai Mere Rabba,
Chod Duniya Ye To Jani Hai,
Karm Ki‚  Sazaye Phir To Pani Hai,
En Ko Rasta Dikha Mere Malik Tu.

By Hameeda Ameer