Kaun Kaheta Hai Mohobat Ki Zuban Hoti Hai
Yeh Hakikat To Ankhon Se Bayan Hoti Hai
Chupaye Lakh Magar Yeh Chupta Nahi
Kaushishe Lakh Kare Mitane Ko To Yeh Mitta Nahi
Dard Aisa Ke Dawa Nahi Asar Hota
Zakhm Aisa Ke Teer Si Chuban Jaisa
Zuban Chup Ho To Ankh Sub Kahejati Hai
Sambhale Dil Ko Ankh Phisal Jati Hai
Kaun Kaheta Hai Mohobat Ki Zuan Hoti Hai
Yeh Hakikat To Ankho Se Bayan Hoti Hai