Dekhoon Apnaa Chehraa Paani Mein
Ke Paani Ko Nazar Lag Jaaye
Chupkar Dekhe Chaand Taalaab Mein
Ke Dekhkar Khud Ko Nazar Lag Jaaye
Uut Naa Sakaa Dusron Kii Nazron Mein
Ke Paani Bhii Sharam Se Suk Jaaye
Dekho Naa Mujhe Bhigti Aakhoon Se
Ke En Aasoono Ko Nazar Lag Jaaye
Suk Gayaa Bartaa Hua Per
Ke Daaliiyaan Gerti Nazar Aaye
Dekhaaii Dete Hein Dur Kaale Baadal
Phir Kiyon Naa Urti Havaa Unhe Leaaye?
Thak Gaye Baadal Aate Aate
Ke Ekk Boond Paani Ka Giraaye
Pari Nazar Garam Havaa Ki
Ke Per Girtaa Nazar Aaye