Sagar mein jitna paani hai gadhe bhar






Related SMS
- Har rang aur gham ki dava hai
- Ae khuda teri dua se mujhe dosto
- Dost ek saahil hai tufaano ke liye
- Dosti kar to bande aaise banai hai
- Kar dost tu dosti ka naam aisa
- 100 bewafaai kabool hai ek wafaa ke
- Mana ki hum aapke doston mein shamil
- Na ho dosto mein dushmani ye chahate
- Dosti ke liye dost hue hai qurban
- Dosto ki kami ko pehchante hain hum
- Jab bhi ae dost teri yaad humein
- Ret ki jaroorat har registan ko hoti
- Kar ja kuch aisa yaari mein ke
- Zindagi ki taiyaari shikhi hai tumse dil
- Tum jo keh do to hans den
- Jindagi gamo ka ek prinda hai khushiya
- Khali hai aaj tare yaar ka daaman
- Hamraah aap hain to tah e jaw chaleynge hum
- Tum chalo to zameen ko mohabbat hain
- Bahut dur magar pass rehte ho aankho
- Dosti se aaj pyar sharmaya hai teri
- Aankhon ki saza tab tak hai jab
- Wo dosti hi kya jisme duria naho
- Teri dosti ne bohut kuch sikha diya
- Dosti pe mere kabhi be yaqin tum na
- Har kali tujse kushbu udhar maange aaftaab
- Neer na hoti to nadiya kis kam
- Kaya kahu dosto ke barey mai meri
- Bago me to phul kai hote hai
- Apni dosti phoolon ki tarah na ho
- Na gila karge sikwa karge tum
- Chand ko chandni kabool suraj roshni phool
- Dagar aise ho jo chalne ko majboor
- Khawaish hi nahi alfaaz ki chahat ko
- Ab patta challa hai dost ke door
- Aap ki hansi hame sabse pyari lagati
- My hearts like an open book it
- Sitaron ki pehchaan chand se hoti hai
- Deewano ki is duniya mein ek aur
- Dost kalos atmad pyar aur mohbbat ke
- Dil todna saza e mohabbat hai jodna
- Khushbu bina phool bekaar chandni chand bekar
- Hasraton ki nigaho pe sakht pehra hai
- People like u are found only once
- Friendship often ends in love but
- Make your life a house heart can
- Words begin with abc number with123 music
- Zindagi udaas hone ka naam nahi dosti
- Sabse loving kaun tum sweet cute in
- Sms bhejun to kaise poore ghar mein
- Dosti aur majboori dono ek sath nahin
- Dosti wo anmol ratan hai jo bade
- Karoge yaad to har baat aayegi suhane
- Dost ka pyaar dua se kam nahi
- Dua karte hain sar zukaye dost apni
- Yaad na karoge to satayenge ruthoge manayenge
- Yakin nahi tujhe agar to aajmaa ke
- Din beet jate hain suhani yaadein banker
- Dosti ka hum hak yun ada karte
- Dosti imtihan nahi viswas mangti hai nazar
- Jab tum pass hoti ho to kisi
- Dosti main jiyo marjo himmat na hoy
- Jannat se bhi achhi mujhko wo teri
- Hum apni dosti ko yaadon mein sajayenge
- Khushi ke ye pal aap yu hi
- Hamne har ek dost ko dil me
- Tufaan ka jhonka jo ujadta hai basti
- Dosti ke bagiche mein khila hai gulab
- Aasmaan se tod kar tara diya hai
- Pani hum bhi pite hai magar sarab
- Sirf riston ke bandhan ko vishwas nahi
- Subah ka ujala sada sath ho har
- You make 10 friends laugh with 9
- Pyare se dost ho aap har pal
- Khushbu ki tarah fizao mein rehna khushia
- Teelak lagane se teelakdhaari nahi bante pooja
- Jindgi gamo se dur nahi hoti aur
- Soorat hamari bhale bahut umda na ho
- Un kee khushee mein meyraa gam bhi
- Neend churai hai tune mari tujhe bhi
- Naam jaane yeh jahan hum to apne
- Mangi mout to zindagi de di aandheron
- Yaadon ke sahare duniya nahi chalti bina
- Rishto ne har qadam pe imtehaan liya
- Apko dekhne ki hasrat si ho gayi
- Ab aur manzil pane ki hasrat nahi
- Tumhari is ada ka kya jawab du
- Dil kabhi se juda nahi hote yuhi
- Ek khwab khayal haquikat ho tum dosti
- Haqiqat samjho ya afsana begana kaho deewana
- Dosti ka pehala pegam aapke naam zindagi
- Sawaal paani ka nahi pyaas hai maut
- Hamne jab kabhi khushi mahsoos ki har
- Ishq aur dosti meri zindagi ka guman
- Agar manzil paani hai to hausla saath
- Saal badle sadi badle rang gulshan ki
- Dood me pake chawal to kheer kahate
- Koii tadbir kii naa koshish khud baa
- Is pahar jo mila fir wo us
- Kee sunavaan hijjar dee saugaat baarey dosta
- Har ikk layi dua na mangi jaandi
- Aasman se uteri hai taaron sajayi chand
- Har dost sachha yaar nahi hota aashiq
- Aankhon main armaan diya kertay hain hum
- Nazar mila ker hum say chura na
- Kaho usise jo na kahe kisise maango
- Is dunya main dosti kernay walay kam
- Teri yaadon pe hamara pehra hain tera
- Zindagi aisi ho jo jine ko majboor
- Zindagi kisiki mohtaj nahi hoti dosti sirf
- Chahhahati dhun me mobile mera shor kare
- Chal to rahe the hum zindagi ke
- Us ne kahaa itanii mulaaqaat bahut hai
- Dost hi ka sath diya karte hai
- Har gulshan gulzar hota hai full khushbudar
- Aashman se barse moti jo bikhrne toot
- Her geet ke piche saz hota hai
- Salam alikum tamam dost o ahbab ummid he sab
- Gul ko zamane mein gul e nayaab kehte hai
- Yu khoye naa raha karo doston
- Sms karenge hum ek duje ko bari
- Woh bhi dil dukha gaye yeh dushmano
- Tum ne musam baadal te dekha hum
- Log milenge tujhe hazar par sabke dil
- Ajanabi do insaano mein ek rishta phir
- Sapne the sapno k aap sahil hue
- Oh umar vi kis kam di jehdi
- Jindgi jina asan nahi hai mere dost
- Dosti ke bich koi gher na aye
- Totay hoye khawab aankhon mein basaye nahi
- Ek dost hai duniya me jise hum
- Dekhi hai rasme zamane ki parwah nahi
- Yaar saada hai baharaan warga dil de
- Kuch raaz aise hote hain jo kahe
- Dosti k chaman main aik phool sa
- Dil mai ab darde dosti kai siwa
- Aye dost ye duwa meri tohfa hai
- Thoda socha hai humne jaana mushkil se
- Jindagi ki asli udan baki hai aapke
- It8217s older than the birds and trees
- Aankhe band kar loge to dil me
- Janamdin hai aapka sochta hoon uphar kya
- Keh de yaar dost se bewafa na
- Yun to attey hain rahoon mein mod
- Jo aasani se miley woh hai ghum
- Tum na mano ye haqikat hai dosti
- As long we have memories yesterday remains
- Faasle mita ker aapas mein pyaar rakhna
- Sher achhe hain funn accha kamaal achha
- Mujhe dawa nahii duwao kii jaaroorat hain
- Door hain kitney magar dil key paas
- Woh mera dost hain saare jahaan ko
- Nazar e karam to aap pai ham khudaa ki
- Aashiqe ka janaaza hai to jara juton
- Aap kahtey hain jo ham maantey naheen
- Khabar sunkar mere marne kii wo bole
- Dekhi hazaaro mehfile par ye fizaa kuch
- Phulon ki mahek ko churaya nahi jata
- Zindagi ke toofano ka sahil hai teri
- Koi dosti me pyar dhundhta hen hein
- Hum jeete har baazi tabhi mashhoor ho
- Mausam ki bahaar acchi ho phoolo kaliya
- Aye dost teri dosti uss ghadi tadpaayegi
- Wa mohabbat zindagi ka maza lo yaro zamane
- Yakin pe dilate hain dost raah chalte
- Dil se mangoge mile ga dhoop main
- Phul khilte rahein zindagi ki raah mein
- Doston ke bina zindagi phizul hain par
- Dniya mein dost to bahut milenge dosti
- Duriyoon se farak padhta nahi baat to
Har Rang Aur Gham Ki Dava Hai Dosti, Kuchh Kahi Unkahi Baaton Ki Razaa Hai Dosti, Kami Hai Dunia Me Poojne Vaalo Ki , Varna To Is Jahan Me Khuda Hai Dosti
Ae Khuda Teri Dua Se Mujhe Dosto Ki Kabhi Kami Na Thi, Par Jab Bhi Wo Dil Mein Utrey Mujhe Koi Gair Sa Mehsush Hua. Sacha Dosti Koi Asaan Nahi Hai Mohabbat Se Bhi Mushkil, Tanhai Mein Jo Pehele Aaye Yaad Wahi Hai Teri Dosti Ke Kabil.
Dost Ek Saahil Hai Tufaano Ke Liye, Dost Ek Aaina Hai Armaano Ke Liye, Dost Ek Mehfil Hai Anjaano Ke Liye, Dosti Ek Khawahish Hai Aap Jaise Dost Ko Paane Ke Liye
Dosti Kar To Bande Aaise Banai Hai Khuda Ne Jannat Jaise Ho Jaye Jo Tera Dost Tujh Se Juda Kahi Mashal Leker Chalna Dosti Ki Chahe Tujhe Ho Kuch Bhi.
Kar Dost Tu Dosti Ka Naam Aisa Ho Na Kisi Ke Haath Mein Dushmani Ka Naam Kabhi, Roshan Ho Duniya Teri Dosti Ke Dum Per , Ho Na Dosti Teri Badnaam Kahi,
100 Bewafaai‚Â Kabool Hai Ek Wafaa Ke Liye. 100 Aanshu Kabool Hai Ek Hashi Ke Liye. Hum to Mohtaj Hai Aap Ke Pyar Ke. 100 Dushman Kabool Hai Aap Ki Ek Dosti Ke Liye
Mana Ki Hum Aapke Doston Mein Shamil Nahi Mana Aapki Dosti Humein Hasil Nahi Fasley Mitane Ke Liye Hi Sahi Tum Ek Kadam Humari Taraf Badhaoge Nahi.
Na Ho Dosto Mein Dushmani Ye Chahate Hai Hum, Na Aaye Koi Dosto Ke Bich Ye Chahate Hai Hum, Aagar Hota Hai Dukh Dost Ko To Aapni Khushiya Use Deker Gum Uska Batate(Shere) Hai Hum,
Dosti Ke Liye Dost Hue Hai Qurban, Dost Hi Hote Hai Dosti Ki Shan, Jo Na Kare Dosti Wo Hota Hai Pareshan, Kyuki Ye Dosti Hi Zindigi Hai Meri Jaan,
Dosto Ki Kami Ko Pehchante Hain Hum. Duniya Ke Ghamon Ko Bhi Jante Hain Hum. Aap Jaise Dosto Ke Hi Sahare. Aaj Bhi Has Kar Jeena Jante Hai Hum
Jab Bhi Ae Dost Teri Yaad Humein Aati Hai Teri Tasveer Tasavur Mein Ubhar Aati Hai
Ret Ki Jaroorat Har Registan Ko Hoti Hai Sitaro Ki Jaroorat Har Har Aasman Ko Hoti Hai Aap Hume Bhool Mat Jaana Kyun Ki Sache Dosto Ki Jaroorat Har Insaan Ko Hoti Hai
Kar Ja Kuch Aisa Yaari Mein, Ke Thanks Aur Sorry Words Beimaan Lage. Nibha Aisi Yaari Ke Yaaro Ko, Tumhe Chodna Mushkil Aur Duniya Chodna Aasana Lage
Zindagi Ki Taiyaari Shikhi Hai Tumse, Dil Ki Baaten Saari Sikhi Hain Tumse, Kaise Keh Den Hum Tumko Bewafa, Humne To Ye Yaari Sikhi Tumse Hai.
Tum Jo Keh Do To Hans Den Gein Werna Dost Gham Khushi Dushman Ban Gai Yahaan
Jindagi Gamo Ka Ek Prinda Hai. Khushiya Aajkal Chuninda Hai. Kabhi Yaad Kar Liya Karo Is Naachij Ko Dosto, Ye Shaks Bura Hi Sahi Magar Jinda Hai.
Khali Hai Aaj Tare Yaar Ka Daaman, Tujhe Du To Aaj Main Kya Du, Dua Hai Sirf Hontho Pe Ek Tare Liye, Aur Pyar Ke Siwa Tujhe Du To Kya Du.
Hamraah Aap Hain To, Tah-E-Jaw Chaleynge Hum! Har Naksh-E-Paa Pai, Saath Mein Thahre Mileynge Hum! Hum Har Qadam Ke Saamne Gunchey Bichayenge Har Syaah Shab Mein Shamaa Baneynge Jaleynge Hum
Tum Chalo To Zameen Ko Mohabbat Hain Tum Bol Do To Shabdo Ki Kismat Hain Tum Badha Do Agar Dosti Ka Haath, To Khuda Ko Bhi Fursat Hain.
Bahut Dur Magar Bahut Pass Rehte Ho, Aankho Se Dur Magar Dil Ke Pass Rehte Ho, Mujhe Itna Bata Do Kya Tum Bhi Mere Bin Udas Rehte Ho
Other Popular Friendship Shayari Messages
Sorry. No data so far.
Dosti Se Aaj Pyar Sharmaya Hai, Teri Chahat Ne Kuch Aisa Gajab Dhaaya Hai. Khuda Se Kya Tujhe Mange, Woh To Khud Aaj Mujh Se Tujh Jaisa Dost Mangne Aaya Hai.
Aankhon Ki Saza Tab Tak Hai Jab Tak Didar Na Ho, Dil Ki Saza Tab Tak Hai Jab Tak Pyar Na Ho. Yeh Zindagi Bhi Ek Saza Hai, Jab Tak Aap Jaisa Yaar Na Ho.
Wo Dosti Hi Kya Jisme Duria Naho, Wo Apnapan Hi Kya Jisme Ladai Naho, Wo Dil Hi Kya Jisme Dard Naho , Wo Zindagi Hi Kya Jisme Aap Jaisa Dost Naho.
Teri Dosti Ne Bohut Kuch Sikha Diya. Jaise Meri Zindagi Ko Phir Se Hasan Diya! Karzdaar Hoon Main Us Khuda Ki. Jisne Mujhe Aap Jaise Dost Se Mila Diya!
Dosti Pe Mere Kabhi Be-Yaqin Tum Na Hona, Door Ho Jaaye Duniya Par Door Tum Na Hona, Pa Ke Tujhe Payi Hai Duniya Ki Har Nemat, Rooth Na Jaana Kabhi, Kabhi Juda Tum Na Hona.
Har Kali Tujse Kushbu Udhar Maange, Aaftaab Bhi Tujsae Nuur Maangae, Khuda Karae Teri-Meri Dosti Aisae Ho, Ki Log Mujhsae Teri Dosti Udhar Maangae.
Neer Na Hoti To Nadiya Kis Kam Ki Aasun Na Hoto Ankhia Kis Kam Ki Dil Na Hoto Dhadkan Kis Kam Ki Aap Jaise Dost Na To Jindagi Kis
Kaya Kahu Dosto Ke Barey Mai, Meri Kismat Ke Phool Hai Yeh Log, Jab Detey Hai Dard Hi Detey Hai, Kitney Be-Aasool Hai Yeh Log
Bago Me To Phul Kai Hote Hai Lekin Gulab Jiashe Nahi Dost To Kai Hai Lekin Aap Jiashe Nahi
Apni Dosti Phoolon Ki Tarah Na Ho Jo Ek Barr Khilai Or Phir Murja Jayai, Yah To Kanton Ki Tarah Ho, Jo Ek Barr Chubhai ……. Aur Barr Barr Teri Yadd Dai Jayai.
Na Gila Karge‚Â Na Sikwa Karge ! Tum Salmat Raho Yahi Duaa Hum Karge
Chand Ko Chandni Kabool. Suraj Ko Roshni Kabool. Phool Ko Khushboo Kabool. Satish Ko Teri Dosti Kabool.
Dagar Aise Ho Jo Chalne Ko Majboor Karein, Maikhane Aise Ho Jo Peene Ko Majboor Karein, Jab Maut Ka Daman Thamne Chale Koi To Dosti Aise Ho Jo Jeene Ko Majboor Karein
Khawaish Hi Nahi Alfaaz Ki, Chahat Ko To Zarurat Hai Bas Ehsaas Ki, Paas Hote To Manzar Hi Kya Hota, Door Se Khabar Hai Hume Aapki Har Saans Ki
Ab Patta Challa Hai Dost Ke Door Janne Kam Gaam Kya Hota Hai, Abhi To Vo Humari Gali Se Aachi Tarah Ruksat Bhi Nahi Huye The Ke, Kambhakat Aankh Se Aansoo Pehle Tapak Pada.
Aap Ki Hansi Hame Sabse Pyari Lagati Hai, Aap Ki Har Khushi Hame Hamari Lagati Hai, Kabhi Dur Nakaran Khud Se Hame Jan Se Bhi Pyari Aap Ki Yari Lagati Hai
My Heart-‘s Like An Open Book, It Depends On How U Read Me. Don-Ât Judge Me By My Cover.. Look In And Discover.. I Will Be Ur True Friend For Ever-Â…
Sitaron Ki Pehchaan Chand Se Hoti Hai Phoolon Ki Pehchaan Uski Khushboo Se Hoti Hai Per Ae Dost Hamari Pehchaan Tumhari Dosti Se Hoti Hai
Deewano Ki Is Duniya Mein Ek Aur Deewana Aa Gaya, Mere Hone Wale Doston . Tum Logo Ka Dil Behlane Sandeep Parker Aa Gaya
Dost Kalos Atmad Pyar Aur Mohbbat Ke Pyase Hote Hai Dasti Ka Rishta Khon Ke Rishto Se Zayeda Mazbot Hota Hai Acha Dost Soo Bar Bhi Rothe To Mnaa Lo Kyu Ki Be Wafa Dost keemti Heere Se Kam Nahi Hota
Dil Todna Saza E Mohabbat Hai, Dil Jodna Ada E Dosti Hai, Mangti Hai Mohabbat Har Pal Qurbaniyan, Bina Mange Hojo Qurban Wo Dosti Hai
Khushbu Bina Phool Bekaar, Chandni Bina Chand Bekar, Dharkan Bina Dil Bekaar, Mere Sms Ke Bina Tera Mobile Bekaar
Hasraton Ki Nigaho Pe Sakht Pehra Hai, Na Jane Kis Umeed Pe Ye Dil Thehra Hai, Teri Chahton Ki Kasam Ae Dost, Apni Dosti Ka Rishta Pyar Se Bahut Zyada Gehra Hai
People Like U Are Found Only Once In A Lifetime. So U Better Take Care Of Yourself Because I Don T Want To Waste Another Lifetime To Find A Such A Sweet Friend.
Friendship Often Ends In Love ; But Love Ends In Friendship Never.
Make Your Life A House Your Heart Can Live In. With A Door That Is Open To Receive Friends. And A Garden Full Of Memories ? Of Many Good Things.
Words Begin With -Â….A-Â….B-Â….C-Â…. Number Begin With-Â….1-Â….2-Â….3-Â…. Music Begin With-Â….Sa-Â….Re-Â….Ga-Â…. But-Â….? Friendship Begins With-Â….-‘ -Ë— You & Me -Â
Zindagi Udaas Hone Ka Naam Nahi Dosti Sirf Paas Hone Ka Naam Nahi Dur Rah Kar Bhi Agar Hum Aap Ko Yaad Aaye Toh Is Se Badkar Humare Liye Koi Enaam Nahi
Sabse Loving Kaun: TUM, Sabse Sweet Kaun: TUM, Sabse Cute Kaun: TUM, In Sab Me Tum Se Zyada Kaun: HUM Lekin Duniya Me Sabse Acche Dost Kaun: HUM TUM By Nru Singha
SMS Bhejun To Kaise Bhejun Poore Ghar Mein Ek Mobile Hai Iss Se To Khat Ki Duniyaa Hi Bhali Jisme Koi Rukawat Na Ruswai Hai Pramod Kumar Sharma
Dosti Aur Majboori Dono Ek Sath Nahin Chalti Ye Wo Shamma Hai Jo Aandhion Ki Parwah Nahin Karti Pramod Kumar Sharma
Dosti Wo Anmol Ratan Hai Jo Bade Yatno Se Khoji Jati Hai Prem Mukt Komal Dhage Mein Piro Kar Moti Haar Gale Ka Ban Jati Hai
Karoge Yaad To Har Baat Yaad Aayegi Suhane Waqt Ki Har Mauj Thehar Jayegi Talaash Karoge Jo Humse Behtar Dost Nazar Dur Tak Jaakar Laut Aayegi
Dost Ka Pyaar Dua Se Kam Nahi Hota Wo Chahe Door Bhi Ho To Ghum Nahi Hota Pyaar Mein Aksar Dosti Kam Ho Jati Hai Dosti Mein Pyaar Kabhi Kam Nahi Hota
Dua Karte Hain Sar Zukaye Dost Apni Har Manzil Ko Paye Agar Teri Raho Main Kahi Andhera Aye To Khuda Roshani Ke Liye Hame Jalaye
Yaad Na Karoge To Satayenge Ruthoge To Manayenge Royoge To Hasayenge Dost Hai Hum Saya Nehi Jo Andhere Mein Saath Chor Jayenge
Yakin Nahi Tujhe Agar, To Aajmaa Ke Dekh Le, Ek Baar Tu, Jara, Muskura ke Dekh Le Jo Na Socha Hoga Tune, Wo Milega Tujhko Bhi, Ek Baar Apne Kadam, Ko Badha Ke Dekh Le.
Din Beet Jate Hain Suhani Yaadein Banker, Bate Rah Jati Hain Kahani Bankar, Par Pyar To Hamesha Dil Ke Karib Rahega, Kabhi Muskaan To Kabhi Ankhon Mein Pani Bankar.
Dosti Ka Hum Hak Yun Ada Karte Hain, Tere Naam Par Ye Jaan Fida Karte Hain, Phool Sa Bhi Jakham Na Aaye Mere Dost Ko Bas Khuda Se Yehi Dua Karte‚Â Hain.
Dosti Imtihan Nahi Viswas Mangti Hai, Nazar Aur Kuch Nahi Dost Ka Didar Mangti Hai, Zindagi Apne Liye Kuch Nahi Par Aapke Liye, Dua Hazar Mangti Hai. By Nitin Patel
Jab Tum Pass Hoti Ho To Kisi, Dost Ki Zaroorat Nahin Hoti. Gar Dost Aa Bhi Jaye To, Tumhari Kami Poori Nahin Hoti. By Pramod Kumar Sharma
Dosti Main Jiyo, Dosti Main Marjo, Himmat Na Hoy To Dosti Na Karjo, Zindagi Nathi Amne Dosto Thi Pyari, Dosto Mate J 6e Jindagi Amari. By Kalpesh
Jannat Se Bhi Achhi Mujhko Wo Teri Basti Lagi, Sare Logo Se Mujhe Teri Dosti Achhi Lagi, Kha Raha Hoon Thokaren Mein Amiron Ke Sahar Mein, Sath Tere Rah K Mujhe Meri Muflishi Achhi Lagi. By K.K.Upadhyay
Hum Apni Dosti Ko Yaadon Mein Sajayenge, Door Rehkar Bhi Band Ankhon Mein Nazar Ayenge, Hum Koi Waqt Nahi Jo Beet Jaayenge, Jab Yaad Karoge Tab Chale Aayenge. By Vijay Thakur
Khushi Ke Ye Pal Aap Yu Hi Sambhale Rakhna, Ye Kaliyon Se Pyari Muskan Yu Hi Khilaye Rakhna, Pyar Ki Yeh Mehfil Yu Hi Sajaye Rakhna, Aur Dosti Ki Ye Khushboo Yu Hi Mehkaye Rakhna. By Mohit Bhatt
Hamne Har Ek Dost Ko Dil Me Bitha Ke Rakha Hai, Na Kisi Ko Bura Samjha Hai, Na Kisiko Jhuta Samjha Hai, Hamne Tume Ek Acha Dost Bolke Samjha Hai, Hamne Tumko Dil Me Sajake Rakha Hai. By Sawood 4 Ifa
Tufaan Ka Jhonka Jo Ujadta Hai Basti, Vo To Fir Bas Jaati Hai, Is Jahaan Me Har Patjhad Ke Baad Bhi, Bahaar Aa Jati Hai, Magar E Bekadar Dost Tu Kyaa Jaane, Dosti Ki Kadar, Kyonki Tu To Iss Sone Ko Ret Samajh Ke, Hawa Mein Udaati Hai. By Anil Rajput
Dosti Ke Bagiche Mein Khila Hai Gulab, Saath Unke Pura Hota Hai Dil Ka Har Khawab, Khushi Ho Ya Gum Na Rakhte Hai Uska Hisab, In Palo Ki Khushboo Toh Bas Lagti Hai Nayab. By Mohit Bhatt
Aasmaan Se Tod Kar Tara Diya Hai, Aalam E Tanhai Mein 1 Sahara Diya Hai, Meri Kismat Bhi Naaz Karti Hai Mujpe, Khuda Ne Dost Hi Itna Pyara Diya Hai. By Nasim
Pani Hum Bhi Pite Hai, Magar Sarab Jaisa Nahi, Dost Hamko Bahut Mile, Magar Priye Dost Aap Jaisa Nahi. By Israfil
Sirf Riston Ke Bandhan Ko Vishwas Nahi Kehte, Har Aansu Ko Jazbat Nahi Kehte, Kismat Se Milte Hai Dost Jindagi Mein, Isliye Dosti Ko Kabhi Itfaaq Nahi Kehte. By Uttam Kumar Agarawal
Subah Ka Ujala Sada Sath Ho, Har Din Har Pal Aapke Liye Khas Ho, Dil Se Dua Nikalti Hain Aap Ke Liye, Sari Khushiya Bas Aapke Hi Pas Ho.
You Make 10 Friends, Laugh With 9, Meet 8 Of Them, Talk To 7, Celebrate With 6, Share Secrets With 5, Trust 4, Cry With 3, Take Help Of 2,But Never Forget 1 Like Mev
Pyare Se Dost Ho‚Â Aap Har Pal Mere Saath Ho‚Â App Dosti Ki Ek Aas Ho‚Â Aap Man Ka Ek Vishwas Ho‚Â Aap Shayad Isiliye Kuch Khas Ho Aap
Khushbu Ki Tarah Fizao Mein Rehna, Khushia Bankar Hawao Mein Behna, Dosti Hoti Hai Rishto Ka Anmol Gehna, Isliye Is Dost Ko “Kabhi Alvida Na Kehna”
Teelak Lagane Se Teelakdhaari Nahi Bante Pooja Karne Se Poojari Nahi Bante Phool To Khilkar Murjha Jaate Hai Lekin Dost Bankar Kabhi Dusman Nahi Bante
Jindgi Gamo Se Dur Nahi Hoti, Aur Har Khushi Dil Ke Karib Nahi Hoti, Is Dosti Ko Pyar Se Saja Kar Rakhna Dost, Ye Wo Ibadat Hai Jo Sabko Naseeb Nahi Hoti.
Soorat Hamari Bhale Bahut Umda Na Ho, Magar Seerat Apni Sada Nek Rakhte Hain, Bhale Dost Honge Hamare Hazaaron, Magar Humdum To Sirf Ek Rakhte Hain
Un Kee Khushee Mein Meyraa Gam Bhi Muskuraa Uthhaa Aankhoun Mein Chamak Deykh Huyee Dil Mein Roshnee Woh Khush Raheyn To Gam Mujhey Sataayegaa Naheen Taahashra Kaash Yaar Kee Khushee Rahey Banee
Neend Churai Hai Tune Mari Tujhe Bhi Sone Naa Dunga Tune Hasna Sikhya Hai Mujhe Tujhe Bhi Kabhi Rone Na Dunga
Naam Jaane Yeh Jahan, Hum To Apne Aapko Jaante Hain, Ruuth Jaye Chahe Saara Jahan, Hum To Yaar Mnana Jaante Hain.
Mangi Mout To Zindagi De Di, Aandheron Ne Bhi Humein Roshni De Di, Khuda Se Pucha Kya Haseen Tofa Hai Aap Ke Paas, Jabab Mein Ussne Mujhe Teri Dosti De Di. By Ashok Sahani
Yaadon Ke Sahare Duniya Nahi Chalti, Bina Kisi Shayar Ke Mehfil Nahi Banti, Ek Baar Pukaaro To Aye Doston, Kyon Ki Doston Ke Bina Ye Dhadkne Nahi Chalti. By Ruhin Shaikh “Rohi”
Rishto Ne Har Qadam Pe Imtehaan Liya, Tanhai Ne Har Mod Pe Dhokha Diya. Zindagi Se Phir Bhi Shikayat Nahi Kyunki, Zindagi Ne -Å—Aap-Â Jaisa Dost Bhi To Diya
Apko Dekhne Ki Hasrat Si Ho Gayi Hai, Ab Is Kadar Chahat Si Ho Gayi Hai, Ap Milo Na Milo Ae Dost , Apko Dil Mein Rakhna Adat Si Ho Gayi Hai.
Ab Aur Manzil Pane Ki Hasrat Nahi, Kisi Ki Yaad Main Mar Jane Ki Fitrat Nahi Aap Jaise Dost Jabse Mile, Kisi Aur Ko Dost Banane Ki Zarurat Nahi.
Tumhari Is Ada Ka Kya Jawab Du, Apne Dost Ko Kya Uphar Du, Koi Accha Sa Phool Hota To Mali Se Mangvata, Jo Khud Gulab Hai Usko Kya Gulab Du.
Dil Kabhi Dil Se Juda Nahi Hote Yuhi Hum Kisi Par Fida Nahi Hote Pyar Se Bada To Dosti Ka Rishta Hai Kyuki Dost Kabhi Bewafa Nahi Hote
Ek Khwab Ek Khayal Ek Haquikat Ho Tum Dosti Main Padne Wali Har Zarorat Ho Tum Jisko Roz Miss Karo Are Yaar Aisi Shaqshiyat Ho Tum
Haqiqat Samjho Ya Afsana Begana Kaho Ya Deewana Suno Is Dil Ka Fasana Teri Dosti Hai Mere Jeene Ka Bahana
Dosti Ka Pehala Pegam Aapke Naam Zindagi Ki Akhari Sham Aapke Naam Iss Safar Main Humsafar Hain Hum Dono Is Dosti Ko Nibhana Hain Aapka Kaam
Sawaal Paani Ka Nahi Pyaas Ka Hai Sawaal Maut Ka Nahi Saans Ka Hai Dost To Duniya Mein Bahut Hai Magar Sawaal Dosti Ka Nahi Vishvaas Ka Hai
Hamne Jab Kabhi Khushi Mahsoos Ki, Har Kadam Pe Aapki Kami Mahsoos Ki, Door Rahkar Bhi Aapki Dosti Kam Na Hui, Ye Baat Hamane Dil Se Mahsoos Ki.
Ishq Aur Dosti Meri Zindagi Ka Guman Hai, Ishq Meri Rooh Aur Dosti Mera Imaan Hai, Ishq Pe Qurbaan Meri Jaan Hai, Magar Dosti Pe Mera Ishq Bhi Qurbaan Hai.
Agar Manzil Paani Hai To Hausla Saath Rakhna, Agar Pyar Paana Hai To Aitbaar Saath Rakhna, Aur Agar Hamesha Muskurana Hai To Sone Se Pehle, Humen Yaad Rakhna
Saal Badle; Sadi Badle, Rang Gulshan Ki Her Kali Badle. Badle To Badal Jaye Her Cheez Zamane Ki, Khuda Na Kare Apni Dosti Badle. By Sahil Verma
Dood Me Pake Chawal To Kheer Kahate Hai Aap Jese Yaar Mile To Takdeer Kahte Hai
Koii Tadbir Kii Naa Koshish Kii Khud Baa Khud Chagayi The Shabanam Se Ek Sangat Hain, Ek Bandish Hain Dosti Apani Hain Tarnnum Se
Is Pahar Jo Mila, Fir Wo Us Pahar Na Mila, Yani Jo Sham Mila Tha Wo Fir Sahar Na Mila, Umar Kehne Ko Hummaron Me Guzari Lekin- Ek Bhi Dost Umar Bhar Ka Umarbhar Na Mila
Kee Sunavaan Hijjar Dee Saugaat Baarey Dosta, Taariyaan Ton Sakhni Uss Raat Baarey Dosta, Rull Rahey Haan Oss Bin Assin Oss Day Hee Sheher Vich, Ghar Lutaa Kay Aapna Halaat Maarey Dosta,
Har Ikk Layi Dua Na Mangi Jaandi, Te Har Ikk Di Dua Na Kabool Hundi, Dua Mangi Jandi Ohde Layi Jihde Naal Dil Laggda, Te Jehda Dil Laave Dua Ohdi Hi Kabool Hundi..
Aasman Se Uteri Hai, Taaron Se Sajayi Hai, Chand Ki Chandni Se Nehlayi Hai, Mere Dost Sambhal Ke Rakhna! Ye Dosti Meri Zindigi Bhar Ki Kamayi Hai.”
Har Dost Sachha Yaar Nahi Hota, Har Aashiq Wafadar Nahi Hota. Ye To Dil Milne Ki Baat Hai Dost, Warna Saath Fhero Mein Bhi Pyaar Nahi Hota.
Aankhon Main Armaan Diya Kertay Hain Hum Sab Ki Neend Chura Lia Kertay Hain Hum Ab Se Jab Jab Aap Ki Palkain Jhapkaingi Samajh Lena Tab Tab Aap Ko Yaad Kia Kertay Hain Hum
Nazar Mila Ker Hum Say Nazar Chura Na Lena Dost Banaker Hum Ko Tum Ganwa Na Dena Maana Ke Hum Door Hain Aap Se Mager Usi Baat Ka Bahana Bana Ker Humain Bhula Na Dena
Kaho Usise Jo Na Kahe Kisise, Maango Usise Jo Dede Khushi Se, Chaho Use Jo Tumhe Mile Kismat Se, Dosti Karo Usise Jo Hamesa Nibhaye Hasi Se
Is Dunya Main Dosti Kernay Walay Kam Milaingay Is Dunya Main Sirf Gham Hi Gham Milain Gay Jahan Tumhay Hogi Zaroorat Is Dost Ki Wahan Ae Dost Tumhay Hum Milain Gay
Teri Yaadon Pe Hamara Pehra Hain, Tera Pyar Smundar Se Bhi Gehra Hain, Kabhi Ankhe Band Karke Mehsus Karna, Tere Dil Main Jo Ghar Hain Wo Mera Hain
Zindagi Aisi Ho Jo Jine Ko Majboor Kare Rahe Aisi Ho Jo Chalne Ko Majboor Kare Khushboo Kabhi Dosti Ki Kam Na Ho Dosti Aisi Ho Jo Milne Ko Majboor Kare
Zindagi Kisiki Mohtaj‚Â Nahi Hoti Dosti Sirf Jazbat Nahi Hoti Kuch To Khayal Aaya Hoga Khuda Ko Varna Yuhi Aapki Hamse Mulakat Nahi Hoti
Chahhahati Dhun Me Mobile Mera Shor Kare Button Dabaaun Main Aur Aankhe Meri Gaur Kare Message To Aaye, Par Jo Chaahu Wo Na Mile, Main Sochta Rahu Tuze, Aur Message Koi Aur Kare
Chal To Rahe The Hum Zindagi Ke Raaste Par Ke Achaanak Hume Ek Dost Mila Jise Hone Lagi Hamaari Kuch Kadar Waada To Kiya Tha Ke Hum Saath Hi Rahenge Par Jahaan Kismat Ne Saath Chod Diya Ho To Hum Kya Use Rokenge
Us Ne Kahaa Itanii Mulaaqaat Bahut Hai Main Ne Kahaa Ruk Jaao Abhii Raat Bahut Hai Aansuu Mere Tham Jaaye.N To Phir Shauq Se Jaanaa Aise Me.N Kahaa.N Jaaoge Barasaat Bahuut Hai
Dost Hi Dost Ka Sath Diya Karte Hai Dost Hi Dost Ka Gam Liya Karte Hai Jindagi Ke Kus Pal Aise Hi Aate Hai Dost Hi Dost Ko Badnam Kiya Karte Hai
Har Gulshan Gulzar Hota Hai Har Full Khushbudar Hota Hai Hamne Ye Samjkar Badi Bhul Ki Hi Har Doast Vfadar Hota Hai
Aashman Se Barse Moti Jo Bikhrne Se Toot Na Jaye, Dosti Aisi Mat Karna Aaj Rahe Kal Toot Na Jaye.
Her Geet Ke Piche Saz Hota Hai Her Baat Ke Piche Raz Hota Hai Badnami Se Mat Darna Mera Dost Chamkta Chaand Me Bhi Daag Hota Hai.
Salam Alikum Tamam Dost-O-Ahbab Ummid He Sab Kheriyyat Se Honge Aapki Khidmat Men 1 Nazam Hazir He Aap Log Islah Karna Na Bholye Ga
Gul Ko Zamane Mein, Gul-E-Nayaab Kehte Hai, Kuchh Likhne Ke Pehle Aapko Aadaab Kehte Hai.
Yu Khoye – Khoye Naa Raha Karo Doston Se Dukh Dard Share Kiya Karo Raahen Jindagi Ki Aur Bhi Aasan Najar Aayengi Inhe Dosti Ki Najar Se Dekh Liya Karo
Sms Karenge Hum Ek Duje Ko Bari Bari, Hame Lagti Hai Ye Rasam Badi Pyaari, Ye Sms Milte Hi Ek Sms Bhej Dena, Kyunki Hame Pasand Nahin Udhari.
Woh Bhi Dil Dukha Gaye Yeh Bhi Dil Dukha Gaye Dushmano Ka Zikar Tha Dekho Dost Yaad Agaye
Tum Ne Musam Baadal Te Dekha Hum Ne Insaan Baadal Te Dekha Doob Rahi Thi Kashti Meri Sahil Pe Humne Doston Ko Haste Dekha
Log Milenge Tujhe Hazar, Par Sabke Dil Mein Vyapaar, Nahi Milega Tujhe Wo Pyar, Mai To Hoon Ek Kora Kagaz, Mujhpe Likh Dekh Tu Yaar
Ajanabi Do Insaano Mein Ek Rishta Phir Bhi Hota Hai Khudha Ke Baad Har Dard Mein Darwaza Dost Ka Hota Hai
Sapne The Sapno K Aap Sahil Hue Na Jane Kaise Hum Apki Dosti K Kabil Hue Karazdar Rahege Hum Us Hasin Pal K Jb Aap Hamari Zindagi Me Shamil Hue
Oh Umar Vi Kis Kam Di Jehdi Judai Vich Guzar Jave Yaar Tan Ohi Sacha Hunda Mitra Jehda J Kade Russ Ke Chala Vi Jaye Tan Manaya Mod Aave
Jindgi Jina Asan Nahi Hai Mere Dost Har Maud Per Pathar Hajar Milte Hai Na Ji Sakte Hai Na Mer Sakte Hai Aise Fase Hai Ke Kuch Bhi Nahi Ker Sakte Hai
Dosti Ke Bich Koi Gher Na Aye Yeh Hamara Esas Hai Esaso Ka Kya Mazla Dil Ke Pass Khud Ek Jaan Hai
Totay Hoye Khawab Aankhon Mein Basaye Nahi Jaty Bichry Hoye Yaar Bholaye Nahi Jaty Basty Hein Jo Ankhoon Mein Ashkon Ki Tahara Wo Mit Jaty Hein Nazron Se ,Yadoon Se Mitaye Nahi Jaty
Ek Dost Hai Duniya Me Jise Hum Khuda Mante Hai, Roz Jiske Liye Hum Dua Mangte Hai, Log Bhi Jalte Hai Muzse, Kyounki Wo Bhi Aap Jaisa Ek Dost Mangte Hai…….
Dekhi Hai Rasme Zamane Ki, Parwah Nahi Hume Begane Ki, Dua Karte Hai Aap Na Tode Hamari Dosti, Warna Aarzoo Na Rahegi Dost Banane Ki.
Yaar Saada Hai Baharaan Warga Dil De Dildara Warga Bahut Yaar Nai Rakhde Assi Saada Eko Yaar Hazaraa Warga
Kuch Raaz Aise Hote Hain Jo Kahe Nahi Jaate Kuch Dil Aise Hote Hain Jinhe Tode Nahi Jaate Aur Kuch Aap Jaise Dost Hote Hain Jo Chode Nahi Jaate
Dosti K Chaman Main Aik Phool Sa Khila Hai Hamain Apki Sorat Main Aik Dost Mila Hai Hum Khuda Ka Lakh Shukar Ada Karte Hai K Hamain Gunahoon Ka Sila Duniya Main Hi Mila Hai
Dil Mai Ab Darde Dosti Kai Siwa Kuch Bhi Nahi Ab Yai Zindagi Meri Ebadat Kai Siwa Kuch Bhi Nahi Mein Teri Zindagi Mai Kya Pesh Karu Meri Jholi Mai To Mohabbat Kai Siwa Kuch Bhi Nahi
Aye Dost Ye Duwa Meri Tohfa Hai Pyar Ka Sau Saal Tak Rahe Ye Zamana Bahar Ka
Thoda Socha Hai Humne Thoda Jaana Hai Humne Mushkil Se Magar Pehchana Hai Humne Koi Aap Jaisa Na Tha Na Hoga Isliye Dost Aapko Mana Hai Humne
Jindagi Ki Asli Udan Baki Hai Aapke Iradon Ka Imtihan Baki Hai Abhi To Naapi Hai Mutthi Bher Zameen Aagai Abhi Sara Aasman Baki Hai
It’s Older Than The Birds And The Trees It’s Deeper Than The Rivers And The Seas It’s Warmer Than The Sun And It’s Rays It’s Someting,No One Can Replace It Will Remain Till The End It’s My Love For You Dear “Friend
Aankhe Band Kar Loge To Dil Me Utar Jaayenge Dost Ye Lamhe Bahut Door Talak Jaayenge E Khuda Unhe Lambi Umr De,Her Baat Me Kehte Hai Tumhare Bina Mar Jaayenge
Janamdin Hai Aapka Sochta Hoon Uphar Kya Doon Sochta Hoon Ish Varsh Naya Khitab Kya Doon Gulab Se Badhkar Koi Phool Hota To Deta Jaroor Magar Jo Khud Gulab Hai Use Gulab Bhi Kya Doon
Keh De Yaar Dost Se Bewafa Na Samjhe Nazroan Se Dur Raha Dil Se Juda Na Samjhe Yaad Abhi Bhi Hai Uski Is Dil Me Basi Woh Mujhe Kisi Aur Pe Fida Na Samjhe
Yun To Attey Hain Rahoon Mein Mod Bahut Ek Yeh Mod Nazar Tere Yun To Hote Hain Din Saal Ke Anek Ek Yeh Din Nazar Tere Tu Jiyey Hazaroon Saal Aye Dost Mere Yun To Duayeen Hoti Hongi Aur Bhi Ek Yeh Dua Nazar Tere
Jo Aasani Se Miley Woh Hai Ghum Jo Mushkil Se Miley Woh Hai Rum Or Jo Kisi Kisi Ko Mile Woh Hai Dum Or Jo Naseeb Waloon Ko Mile Woh Hai “Hum”
Tum Na Mano Ye Haqikat Hai. Dosti Insan Ki Zarurat Hai. Kisi Din Aao Hamari Mehfil Me, Jan Jaoge Zindagi Kitni Khubsurat Hai.
As Long As We Have Memories, Yesterday Remains; As Long As We Have Hope, Tomorrow Awaits. As Long As We Have Friendship, Each Day Is Never A Waste
Faasle Mita Ker Aapas Mein Pyaar Rakhna Dosti Kaa Rishta Hamesha Barkaraar Rakhna Bichad Jaaye Kabhii Aap Se Hum To, Aankhon Mein Hamesha Humara Intezaar Rakhna
Sher Achhe Hain Funn Accha Hain Kamaal Achha Hain Dekhna Sab Kahenge Ke Khyal Achha Hain Dosto Tumhe Sunaunga Naye Sher Abhi Woh Alag Bandh Ke Rakha Hai Jo Maal Achha Hain
Mujhe Dawa Nahii Duwao Kii Jaaroorat Hain, Rahem Nahii Mahobbat Kii Jaroorat Hain, Bewafa Kai Dekh Liye Is Jindaagi Mein, Aap Jese Dost Kii Jaroorat Hain
Door Hain Kitney, Magar, Dil Key Paas Hain Itney? Yeh Zarooree Naheen Hai: Door Rahain, Dost Na Hon! Door Rah Kar Bhi, Dil-O-Zehn Paas Hotey Hain; Koun Aisaa Hai Yahaan, Jiskey, Kaheen Dost Na Hon?
Woh Mera Dost Hain Saare Jahaan Ko Hain Maalooom Kii Woh Dagaa Kare Kisi Se To Sharm Aaye Mujhe
Nazar-E-Karam To Aap Pai, Ham Pai, Khudaa Ki Hai! Hum Dostee Kareyngey, To, Kuchh Baat Baneygee!! Ashaar-E-Bayaan Hongey To Aayegaa Aisaa Waqt: Jab Beech Mein Hamaarey Shab-O-Roz Chhaneygee!
Aashiqe Ka Janaaza Hai To Jara Juton Se Nikalo Dost Cum Se Cum Saat Janam Aashiqee Se Baaz Aaye
Aap Kahtey Hain Jo: Ham Maantey Naheen Hain Kab? Kyaa Jigar Mein Hai Yahaan? Dost, Jaantaa Hai Rab! Aap Rahtey Naheen Pahloo Mein: Neend Aatee Naheen: Mujh Ko Lagtaa Hai Har Lamhey, Ki, Bas, Aaougey Ab!!’
Khabar Sunkar Mere Marne Kii Wo Bole Raqeebo Se Khuda Bakhshe Bahut Se Khubiya Thii Marne Waale Main
Dekhi Hazaaro Mehfile Par Ye Fizaa Kuch Aur Hai Jalwe Dekhe Hazaaro Magar Aapki Ada Kuch Aur Hi Hai Waise To Peene Ko Hazaaro Jaam Hai Magar Aapki Dosti Ka Nashaa Kuch Aur Hi Hai
Phulon Ki Mahek Ko Churaya Nahi Jata, Suraj Ki Kirno Ko Chupaya Nahi Jata. Kitni Bhi Duri Ho Dosti Mein, Aapjaise Dost Ko Bhulaya Nahi Jata
Zindagi Ke Toofano Ka Sahil Hai Teri Dosti. Dil Ke Aarmano Ki Manzil Hai Teri Dosti. Zindagi Ban Jayegi Jannat , Aagar Maut Tak Saath Rahegi Teri Dosti.
Koi Dosti Me Pyar Dhundhta Hen Koi Pyar Me Dosti Dhundhta Hein Hum To Unme Se Hein Yaaro Dost Ko Aap Na Pyar Banaya Aab Wohi Pyar Aaj Hume Dost Kehta Hein
Hum Jeete Har Baazi Tabhi Mashhoor Ho Gaye, Teri Hasi Me Hase Toh Aansu Door Ho Gaye. Bas Ek Teri Badolat E Mere Dost , Aaj Hum Kaanch Se Kohinoor Ho Gaye .
Mausam Ki Bahaar Acchi Ho, Phoolo Ki Kaliya Kacchi Ho, Hamari Yeh Bandghi Sacchi Ho, Rab Se Bas Ek Hi Duaa Hai Ki , Mere Dost Ki Har Subhah Acchi Ho
Aye Dost Teri Dosti Uss Ghadi Tadpaayegi Jab Zindagi Kahegi Alvda Aur Maut Bhi Naa Aayegi
Wa-Mohabbat Zindagi Ka Maza Lo Yaro Zamane Se Nahi Haalat Se Ladna Seekho
Yakin Pe Yakin Dilate Hain Dost, Raah Chalte Ko Bewakoof Banate Hain Dost, Sharbat Bolkar Sharab Pilate Hain Dost, Kuch Bhee Kaho Saale Bahut Yaad Aate Hain Hasi Ye Dost.
Dil Se Mangoge Mile Ga, Dhoop Main Chaloge Saya Maira Mile Ga, Kabhi Rooh Se Pukara Hota Mujhko Bhii, Jab Bhii Ankhen Kholo Gi Saamne Dost Yeh Tumhara Milega…
Phul Khilte Rahein Zindagi Ki Raah Mein Hasi Chamakti Rahe Aapki Nigaah Mein Kadam Kadam Par Mile Khushi Ki Bahar Aapko Dil Deta Hai Yehi Dua Baar-Baar Aapko
Doston Ke Bina Zindagi Phizul Hain Par Dosti Ke Bhee Apne Usul Hain Kehte Hai Milti Hai Dosti Mein Bhee Takhlifen Par Aap Ho Dost To Sab Kabul Hain
Dniya Mein Dost To Bahut Milenge Dosti Un Se Ker Lena Magar Do Pal Tanha Milen To Yaad Humein Bhee Ker Lena
Duriyoon Se Farak Padhta Nahi Baat To Dil Ki Nazdikiyoon Se Hoti Hai Dosti Kuch Khaas Aap Jaiso Se Hoti Hai Warna Mulaqat Naa Jane Kitno Se Hoti Hai