Band Kamre Mein Bhi Mujhe Khulapan Mehsoos Hone Lagaa
Parda Bhi Mujhe Kum Hone Laga,
Takkiye Ko Sine Se Japtane Laga,
Badan Me Gilapan Mehsoos Hua,
Aazo Ke Bundu Se Takkiya Bhi Gila Hua,
Uff Yeh Gilapan Mere Yadon Ko Taza Karne Laga.
Mere Darwaze Pe Zor Se Koe Khat Khataya,
Darwaza Kholne Ka Mann Na Hua Mujhe,
Magar Mariyada Nahi Bulsakta Mein,
Darwaza Kholte Hi Usne Mujhe Gale Se Lipta
Wohi Awaaz, Wohi Garmipan Wohi Taazgi Se,
Usne Mere Khaanome Gun Gunaaye
Mein Tumhara Dilme Rehna Chahta Hoon
Meine Uske Nazar Se Nazar Milaaye
Uske Dil Tak Nazar Giray
Mere Zabanse Kaise Yeh Nikhla
Kya Thum Mujse Pyaar Karte Hon
Usne Mujeh Choomkar Kahan Tumhare Dilse Poochon
Meine Muskarakar Kahan Usse Apne Bahoon Me Japatkar Kaha,
Mein Tho Bolna Bhulgaya
Kal Raath Ko Mera Dil Ka Kathal Hogaya
Kehte Kehte Mere Aankhon Se Azooo Tapakne Laga.
Mere Bahon Se Woh Phisalne Lagge Mere Jaan Chalne Lage
Nazzar Uske Jukh Gayan Zameen Par Woh Kohne Lage
Maine Usse Apne Bahon Mein Lene Laga
Main Usse Bhoolna Nahi Chahtaan Hooon
Main Usse Khona Nahi Chatha Hoon
Gid Gidakar Mein Usse Majoboor Karne Lage,