Ada Hain, Isme Koi Shak Nahin,
Fida Koi Aur Hai Unhe Maloom Nahin
Gumshuda Hu, Kisi Ko Kuch Khabar Nahin,
Irada Kya Hai, Tumhe Andazaa Nahin,

More…Aalchi Nahin Hoon, Par Zyaada Bhi Maangta Nahin
Bas Ek Muskaan Ki Taalash Me Jee Raha Hoon Yahi
Dooba Hoon, Pani Ab Sar Se Upar Chala Gaya Hai
Izraar Nahin Karoon Tab Tak Aashiyana Dhoondta Hoon Kahin