Waqt Apni Hi Raftaar Se Gujarta Gaya
Aur Tum Apni Raftaar Se Badalte Gaye
Hum Aaj Bhi Vahi Hai Is Karke Dukhi Hai
Bane Aaj Us Jaam Ki Tarha Jo Katra Katra Paimane Se Jhalakta Gaya

Keemat Koyi Nahi Is Gire Zami Par Jaam Ki
Par Aaj Bhi Jarurat Si Lagti Hai In Saanson Ko Tere Naam Ki
Uddasi Bhari Hai Mere Zindagi Me Aaj Bhi Us Shaam Ki
Par Tujhe Kaha Hai Parwah Diye Gaye Mujhe Parinaam Ki
Khalish Si Satati Hai Is Dil Koo Teri
Baatain Vo Aaj Bhi Raat Rat Bhar Jagati Hai Teri
Mausam To Badalta Hi Rehta Hai Mere Yaar
Yaadain Hame Rulati Hai Baar Baar Teri
Dukh Bhi Kya Kare, Dukh Se Vo Waqt Vaaps To Aayega Nahi
Bebas Itni Kyu Kar Gaya Mujhe O Zaalim Soch Tu Ek Baar
Jaanta Hai Tu Ki Sab Chala Jaayr Par Tu Is Dil Se Kabhi Jaayega Nahi