Sochte the hum yeh waqt hamare zakhmo

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (1 votes, average: 5.00 out of 5)
Loading...
Shared by : On :

Sochte The Hum, Yeh Waqt Hamare
Zakhmo Ko Bhar Jayega
Aur Waqt Nahin,
To Dawa Daru Se Dard Yeh Dab Jaayega
Par In Maikhano
Ki Dewaroon Se Hamein Yuh Samajh Aaye
Ki Wo Dard Ki Kya Dard,
Jo Dawa Daaru Se Mit Jaaye