Unke Gum Main Subha Sham Bus Ro Hi Rahe Hain
Unke Gum Main Hi Yeh Kimti Zindagi Kho Rahe Hain.
Unka Gum Hain Fir Bhi Maja Hain Jine Main.
Wo Nahi To Kya Hua Unka Gum To Hain Sine Main.
Likha Taqdir Main Gum To Mahabob Ko Kya Yaad Karna Hain.
Jaha Bedardi Hasina Ho Waha Kya Fariyaad Karna Hain.
Mohabbat Mana Jindagi Barbaad Karti Hain.
Par Kya Kam Hain Ki Marne Ke Baad Duniya Yaad Karti Hain.