Rat Bhar Chand Ko Takna Ajib Lagta Hain
Uski Khatir Mera Rona Nasib Lagta Hain
Milne Se Pahele Bichadna Ajib Lagta Hain,
Pyaar Ke Naam Pe Dhoka Nasib Lagta Hain
Wo Jo Aaya Nahii Uska Jana Ajib Lagta Hain
Kuch Naa Pake Sab Lutana Nasib Lagta Hain
Tere Bareme Ye Likhna Ajib Lagta Hain
Likh Ke Yu Khud Pe Hasna Nasib Lagta Hain,