Lagta nahi hai dil mera ojde dayaar

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (1 votes, average: 5.00 out of 5)
Loading...
Shared by : On :

Lagta Nahi Hai Dil Mera Ojde Dayaar Mein
Kiski Bani Hai Aalame Na Paidaar Mein
Kahdo In Hasraton Se Kahin Aur Ja Base
Itni Jagah Kahan Hai Dile Daagdaar Mein
Omre Daraaz Mangke Laaye The Chaar Din
Do Aarzo Mein Kat Gaye Do Intezaar Mein
Kitna Hai Bad-Naseeb Zafar Dafn Ke Liye
Do Gaz Zameen Bhi Na Mili Kohe Yaar Mein