Pooja Usen To Pathar Ka Woh Sanam Ban Gaya
Tha Ye Mera Kasur Par Dekho Woh Kaisa Khuda Ban Gaya
Tha Jo Apna Woh Begana Ban Gaya
Hai Ye Ajeeb Kissa Log Kii Jo Zubaa Ban Gaya

Dekha Jo Khwab To Dard Ka Woh Samaa Ban Gaya
Nahii Hai Aaraam Akho Ko Jagne Kii Woh Sazaa Ban Gaya
Armaa Khile To Dil Woh Gulistaa Ban Gaya
Hai Ashiyana Mera Wahii Par Jaha Mausam Woh Khizaa Ban Gaya
Kuch Mai Bhatka Aur Kuch Tha Uski Baato Ka Asaar
Warna Kya Tha ‘Sanju’ Jindagii Kii Raho Se Jo Anjanaa Ban Gaya