Paa‚  Liya Karta Thaa Kabhi Tu Mujhe Tatol Kar Raat Ke Andhare Mein Bhi
Aaj Din Ke Ujaale Mein Bhi Mere Naam Tere Labo Per Nahi Hai
Yeh Gujarate Waqt Ki Saajish‚ ‚  Hai Ya
Mere Pyaar Mein Ab Who Kashish Nahi Hai
Kabhi Mere Labo Per Jami Khamoshi Bhi Tu‚  Pad Liya Karta Thaa
Aaj Meri Jubaan Se Nikali Baat Ka Tujh Ko Yakeen Kyu Nahi Hai
Kar Deti Thee Kabhi Diwana Tujhko Mero Shokhiyaan ,Nadaniyaan
Aaj Meri Pyaar Ki Baato Ka Bhi Kyu Tujhe Per Asar Nahi Hai
Kabhi Mere Chhone Bhar Se Tu Ban Jaata Thaa Ek Jalata Sharara
Aur Mujhe Bhi Kar Deta Thaa Diwaana Yeh Pyaar Tumhara
Aaj Mere Pure Vajood‚  Ka‚  Bhi Tujh Per Asar Kyu Nahi Hai
Kho Jaaya Karta Thaa Kabhi Tu Peharo Pehar Merei Aankho‚  Ke Nashe Mein Dub Kar
Aaj Mujhe Per Ek Nazar Daalne Ka Bhi Kyu Tujhe Waqt Nahi Hai
Kiya Karta Thaa Kabhi Mere Husan Ke Charche Tu Diwaano Ki Tarha
Aaj Kyu Tere Dil Ki Dharkan Mein Bhi Naam Mera Nahi Hai
Kaha Karte They Kabhi Apni Saanse Apni Jaan Mujhko
Kyu Ab Woh Teri Rahagujar An Meri Raha Nahi Hai
Thaam Kar Haath Mera Tune Kiya Thaa Umar Bhar Saath Chalne Ka Vaada
Shers.In -º Create New Post
Kyu Aaj Tere Waqt Ka Ek Pal Bhi Aaj Mera Nahi Hai
Dhal Gya‚  Hai Kya Mosam Pyaar Ka Tere Mere Beech Mein
Ya Tujhe Ab Garo.N Se Hi Fursat Nahi Hai
Yah Gujarate Waqt Ka Hai Yeh Aalam
Ya Mere Pyaar Mein Ab Who Kashisih Nahi Hai