Nahi Alfaaz Hai Koi Nahi Koi Taraana Hai
Tujhe -—e-Zindgi Fir Bhee Hume Gungunaana Hai
Shohratey‚  Bik Rahi Hain Khoob Daam Dekar Kharid Lo
Boli Badhao Bus Bazaar Jaana-Pehchaana Hai
Hazaaron Nibhaayi Kasmefaqat Si Baat Se Dushman
Mere Mehboob Ka Mujhse Bada Accha Bahaana Hai
Unhey Hur Baat Pur Tookumeri Tabiyat Nahi Aisi
Pur Kuch Bhee Nahi Kehkar Kya Is Dil Ko Jalaana Hai
Yeh Aaina Sanam Tumko Dikhata Kyon Nahi Sub Such
Yeh Kaisa Dost He Tera Yeh Kiasa Dostaana He
Teri Aankhon Se Jyada Mere Adhron Ki Museebat Hai
Aanso Aasani Se Aateymushkil Ye Muskuraana Hai
Bade Naazon Se Paala Hetum Kehte Chhodd Do Isko
Arey Is Dard Se Apna Zara Rishta Puraana He
Zindgi Chaar Din Ki Heranjishey Fir Bhee He Hurdum
Hairaan Hota Hu Yeh Kaisa Zamanna Hai
Zindgi Mein Nahi Jub Bhor Ujaala Ho Gaya Kehkar Kyon Uthate Ho
Yeh Kaisi Baat Hai Saaki Yeh Kaisa Maikhaana Hai