Na Utthayi Hoti Ungli Duniya Walon Ne,
Agar Hoti Aaisi Koi Gushtaakhi Unhi Se,
Hum To Mar Hi Jaate Unki Bewafaai Se,
Par Aaj Bhi Haste Hai Woh Mujhe Dekh Ke,
Bhar Dete Hum Zindagi Unki Har Khushi Se,
Aajma Jo Liya Hota Humhe Kabhi Pehle Kisi Ke,
Milenge Badi Der Ke Baad Hum Sanam Se,
Na Jaane Kaise Honge Aane Wale Pal Kal Ke,
Mohbbat Ki Imtihaan Bhi Hogi Iss Kadar Se,
Sach To Unhe Bhi Suna Denge Hum Dheere Se,
Kyun Shikaayat Hai Mujhe Baar Baar Tum Se,
Main Bhi Jaanti Hu Ki Haqeeqat Kya Hai Kab Se,
Gham Hai Ki Kyun Gham Nahi Unhe Iss Baat Se,
Dil Bhi Unka Ho Gaya Hai Patthar Na Jaane Kab Se,
Hum Bhi Kehte The Kisi Ko Naa Rona Tum Ab Se,
Kyun Baha Rahe Hai Aansu Hum Anjaan Ke Gham Pe,