Duniya walon se dur jalne aa jaa

Duniya Walon Se Dur Jalne Walon Se Dur
Aa Jaa Aa Jaa Chale Kahin Dur Kahin Dur Kahin Dur
Wo Pyaar Kaa Jaahaan Hain Har Dil Pe Meherban Hain
Kuchh Aur Wo Zameen Hain Kuchh Aur Aasmaan Hain
Naa Julm Kaa Nishan Hain Naa Gam Kii Dastan Hain
Har Koi Jiss Ko Samjhe Wo Pyaar Kii Zubaan Hain
Ulfat Kii Rageeni Mein Mastani Bekhudi Mein
Khon Jaayenge Ye Do Dil Khoyi Si Chaandni Mein
Phir Keya Karegi Duniya Jal Jal Maaregi Duniya
Taaron Mein Do Sitaare Dekha Karegi Duniya
Haaton Mein Haath Daale Khud Ko Bhi Naa Samhale
Niklenge Hum Jidhar Se Ho Jaayenge Ujale
Chaanda Kahega Hash Kar Seene Pe Haath Rakh Kar
Wo Jaa Rahe Hain Dekhon Do Pyaar Karne Wale

Leave a Reply