Na Jane Aab Kion Is Zindagi Ko Gawane Ki Taammana Hai Yaaro
Na Jane Aab Kion Maut Ko Galle Lagane Ki Taammana Hai Yaaro
Bahut Zee Kar Dekh Chuke Hai Hum To, Iss Zahan Main Yaaro
Aab To Iss Duniya Se Door Chale Jane Ki Taammana Hai Yaaro
Baanth Kar Bhi Dekh Chuke Hai Sabh Ko, Apni Hum Kushiyan Yaaro
Aab To Sabh Ka Hi Dil Dukhane Ki Taammana Hai Yaaro
Jiss Zindgi Main Kush Raha Hi Nahi Aab
Aissi Zindgi Se Aab To Shutkara Panne Ki Taammana Hai Yaaro
Musskarate Rahe Hain Har Mehfil Main, Na Chahte Huye Bhi Hum
Tanhaaiy Ho Ya Mehfil Ho Aab Aanssu Bahane Ki Taammana Hai Yaaro
Kesse Hai Aaj Ke Log Ye, Chehra Dekh Mohabbat Karte Hai
Aisse Hi Logo Ko Aab Tharpane Ki Taammana Hai Yaaro
Mera Piyar Nahi Jissmo Ki Bhook, Roohon Ka Bhandhan Hai Yaaro
Aab To Ye Dil Aur Jaan Bhi,Mitti Main Milane Ki Taamana Hai Yaaro
Woh Aaye Pachtate Huye,Laash Par Aab
Tujhe Aae Zindgi Laoun Kahan Se