Mujhe Bhul Jane Kii Tumhein Koyi Zarurat Nahin Hain
Meri Yaadein Tinkon Ki Bani Hui Koyi Imaarat Nahin Hain
Hamare Pyaar Ke Aashiyane Ko Jo Raakh Main Badal De
Lakhon Suraj Ke Agni Main Bhi Eissi Haraarat Nahin Hain
Meri Likhi Houi Shayri Main Hi Meri Chahat Ki Daulat Hain
Toujh Ko Iss Ka Nazaara Naa Hua To Meri -Ë—illat Nahin Hain
Ranjish Ki Hawa Hamare Beech Naa Bahe To Aur Kya Kare
Baatein Karne Ka Moujh Main Koyi Nazaakat* Nahin Hain
Har Naata Yahan Khuda Ke Hanthon Kii Bani Ekk Nisbat Hain
Kissi Ko Bhi Iss Parivaar Ko Chorne Kii Ijaazat Nahin Hain
Haraarat : Heat
-Ë—illat : Fault
Ranjish : Misunderstanding
Nazaakat : Politeness
Nisbat : Relation