Meri Biwi Ne Wada Kiya Hai Hum Khawb Mein Ayege
Magar Nind Hi Aati Nahi To Khawb Kanha Se Ayege
Meri Biwi Ne Ghar Aane Ka Wada Kiya Hai Panchwe Din Ka
Magar Kisi Se Sun Liya Hoga Ke Yeh Zindagi Char Din Ki Hai
Zindagi Mein Kabhi Root Ke Rahna Nahi
Kya Pata Kab Moot Ka Bulawa Aa Jaye
Mere Baad Allah Se Mang Jo Kuch Mangna Hai
Yehi To Woh Dar Hai Ke Jahan Jillat Nahi Sawal Ke Bad
Chain Se Rahna Hai Duniya Mein To Kuch Socha Na Kar
Apni Kismat Se Kabhi Koi Gila Ya Shikwa Na Kar
Yaad Rakhna Mout Ki Tizarat Ko Zindagi Nahi Kahte
Insaan Ke Dushaman Ko Insaan Nahi Kahte
Sanpo Se Sanp Lipte Rahenge Payr Se Magar
Insan Ko Insan Das Lenge Iss Duniya Mein
Duniya Ka Dastoor Hai Beimani/bewafai Karna
Magar Imandari Mein Rah Kar Tum Misal Kayam Karna
Waqt Ki Ahmiyat Ko Samzh Kar Lawt Aa Ye Zaneman
Duniya Me Koi Nahi Rahega Zindagi Bhar Jawan
Waqt Gujarne Ke Baad Jab Sawal Karogi Ke Mera Haal Dekho
To Jawab Milega Ke Pahle Aapna Aamal Dekho
Mout Se Ishq Kiya Hai Hum Ne Tum Se Pahle
Agar Usne Bulaya To Hum Usse Pahle Gale Laga Lenge