Kyoon kiya tu ne daaga ye batade

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (1 votes, average: 5.00 out of 5)
Loading...
Shared by : On :

Kyoon Kiya Tu Ne‚  Daaga Ye‚  Batade
Meri Mahobbath Ka Khuch To Sila De
Tanhai Ki Aag Me Kahin Mai Jalna Jaun
Aa Zara Mere Ashiyan Ko Bachale
Kyoon Kiya Tu Ne Daaga Ye Batade
Teri Sacha-E- Zamane Ko Dikha De
Mere Zakhmoo Yon Na Hawa De
Meri Ujadi Howi Duniya Basa De
Ya Apne Hatoon Se Isko Jala De
Kyoon Kiya Tu Ne Daaga Ye Bata De