Kuch Khushnuman Lumhon Ki Humein Bhi Umid Ho
Tushrif Aap Laayen Humari Bhi Eid Ho
Hoti Ruhi Hai Yun To Azl Se Dua Salam
Nuzrein Nahn Miln Hain Magar Ab To Eid Ho
Rishton Mein Furq Layen Na Ab Mushriq-O-Mugrib
Jo Bhi Nuzar Mein Aaye Wadiedo Wadid Ho
Khunrejiyon Taqatuli Ki Bund Ho Kitab
Duniya Mein Kahin Bhi Na Yazidi Yazid Ho
Allah, Is Watan Pey Kuchh Aisa Karam Kare
Is Mein Na Dushmanon Ka Koyi Zur Kharid Ho
Ho Gurmjoshiyon Sey Bhara Dour-E-Mulaqat
Hur Aadmee Muhabbat-E-Dil Ka Mureed Ho
Pabundiyon Ka Dahr Thamey Inqlab Ho
Ruhbur Hamara Purshur Ho Rashid Ho
Yeh Dilnashin, Tuaanuq-E-Aziz Yeh Faza
Hon, Kash, ‘Abd’; Aur, Yeh Rishta Akid Ho