Khamoshi gehri hai kuch tadap raha kahin

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (1 votes, average: 5.00 out of 5)
Loading...
Shared by : On :

Khamoshi Gehri Hai Kuch Tadap Raha Hai
Kahin Saazish Ye Mujhpe Hi Na Karde
Falak Ye Itna Bara Per Mere Liye Nahin
Inteha Ho Yeh Kahin Mujhpe Baarish Naa Karde
Kuwwat Meri Mere Saath Shiddat Se Per Ab Kahin
Naraaz Ho Mujhse Dagha Naa Karde
Mere Lavzon Mein Hai Bharipan
Kahin Ye Aur Dard Naa Bhardein
Behoshi Sa Aalam Har Pal Per Hain Saansein
Bojhil Ho Toot Jayen Aur Sharminda Naa Karden